Zamir Ka Qaidi
Guest
|
kash tum jan sakte is dil ki bat kash hum bata sakte is dil ki bat hum ne to kahi the is dil ki bat kabhi ankhon se kabhi posheda baton se kabhi sanson se kabhi ahon se tum hi na samajh pai is dil ki bat is dil ne de awaz tum ko bar bar tum hi na son pai is dil ki awaz tum ne na soni is dil ki awaz is dil ne na sone phir kise ki awaz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 13, 2006, 07:45:43 PM » |
|
Dosti Ek Nagma Hai Jise Gun-Gunata Hu Mein, Dosti Wo Rishta Hai Jise Nibhata Hu Mein, Akela Zindgi Kat Nahi Sakti Ish Liye Aap Jese Dost Banata Hu Mein…
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #2 on: October 13, 2006, 07:55:45 PM » |
|
very nice .welcome to yo india. dil ki baaten likhne bathe hamsa koi aur nahi par ab iska ham kya kren ji dil pe koi zor nahi tujho dekhe ye khil jata tu na ho to ye murjhata ispe hukumat faqat hai teri isame koi aur nahi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 13, 2006, 08:18:25 PM » |
|
Thank You T.S
TUMHAIN KAISAY MAIN BATAOON TUMHAIN KASIAY MAIN KAHOON
MARAY BUS MAIN AGHAR HO TU MAIN BUS ITNA HI KAROON
TUMHAIN DIN BHAR TUMHAIN HAR PAL DEKHTA HI MAIN RAHOON
TUMHAIN DEKHOON TUMHAIN CHAHOON TUMHAIN POJOON HAR PAL
TUMAIN SOUCHOON TUMHAIN SAMJHOON TUMHAIN MANGOO HAR PAL
TUMHAIN MAIN GHUN GHUNAOON TUMHAIN GHAOON HAR PAL
MAIN TUMHARA HOON ASA DEWAANA MERI JAAN
MERA MARNA BHI TUMHI HO MERA JEENA BHI HO TUM
MERI MADIRA BHI TUMHI HO MERA PEENA BHI HO TUM
MERI CHANDI BHI TUMHI HO MERA SOONA BHI HO TUM
MERA HASNA BHI TUMHI HO MERA ROONA BHI HO TUM
MERI SARI SANSOON MAIN TUM JAISAY HOO GHOOLI
MERI ANKHAIN TUMHAIN DEKHAY CHAHAY BAND HO YA KHOLII
MAIN TUMHARA HOON ASA DEWAANA MERI JAAN
MARAY DIL MAIN HAI YE ARMAAN TUMHAIN EK DIN PAOON
IS AMBER SAY BHI AGHAY TUMHAIN LAY KAR JAOON
JAHAN RAHOON MAIN HO BEKHRAY SAB CHAND OR TARAY
JAHAN GHEETOON K BEHTAY HOON MEETHAY DHARAY
JAHAN KHUAABOON KI DUNIYAA KABHI SOYEE NAHIN HOO
JAHAN TUM HO JAHAN MAIN HOON OR KOI NAHIN HOO~Qaidi
MAIN TUMHARA HOON ASA DEWAANA MERI JAAN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #4 on: October 13, 2006, 08:27:18 PM » |
|
Gum Ji Hum Tu Abhi Just 13 Year Old(on 31st Oct) Hain But 2 Times Well Thank You :D :D :D BHAYUT KHOOB BADE BHAI...HUM TOH KAYAL HO GAYE AAP KE SHAYARI KE Mohabbat main itna door nikal jayenge kabhi socha na tha Hum wafa kar ke bhi bewafa kehlaayenge kabhi socha na tha Zamane se tanha hi takrayain ge kabhi socha na tha Hum to Pyaar ke naam se hi na aashna the Chahat ki itni bari saza payenge kabhi socha na tha Uska her andaaz doorson se judaa lagta hai Uske rang main hum rang jayenge kabhi socha na tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 14, 2006, 01:00:43 AM » |
|
Suni suni zindagi meri Mujhsey roothi hai har khushi meri Shukriya apki jafaon ka Jinsey zinda hia shairi meri Dediya dil ko ek ghum taza Chheen ke mujhse har khushi meri Woh honge mere zaroor ek roz Rang layegi ashiqi meri.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #6 on: October 14, 2006, 07:25:37 AM » |
|
Zamir ji, Tabassum ji..............excellent work
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #7 on: October 14, 2006, 01:40:41 PM » |
|
Gesu Ji Thank u
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 14, 2006, 04:01:47 PM » |
|
Suni suni zindagi meri Mujhsey roothi hai har khushi meri Shukriya apki jafaon ka Jinsey zinda hia shairi meri Dediya dil ko ek ghum taza Chheen ke mujhse har khushi meri Woh honge mere zaroor ek roz Rang layegi ashiqi meri..... rangh layeghii hai ashiqi teri khil uthegi hassi teri sajhenghe ankhoin khwab tere ho jayeghi aikh dinh woh teri dua hai isse dost ki cheen na sakhegha koyi khushi teri!! :D:D:D:D:D:D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 14, 2006, 10:58:46 PM » |
|
Oye Moto(Anjani) Tujhy Itni Achi Shayari Bhi Ati Hai Realy Surprised and It`s Amazing Dear
Please Keep it up yaar
Aap k Naam Krta Hoon Anjani ji
Yaad Bite Dino Ki Phir Se Ki Aane Lagi Meri Tanha Raaton Ko Mehkhane Lagi
Kal Tak DIl Mahobaat Se ANjaan Tha Aaj Jaana Isse, Aankh Sarmaane Lagi
Dhadkan Thamti Nahi Dekh Lun Jab Usse Mere Khawabon Mein Surat Vo Samane Lagi
Jab Mahobaat Na Thi, Dil Tadhapta Na Tha Aaj Reh Reh Ke Judai Mujhko Tadhpane Lagi
Jab Mai-khane Mein Tha, Kabhi Behka Nahi Aaji Uski Nazarein Nasili Mujhko Behkane Lagi
Aaj Bekhabar Hun Duniya Ki Uljano Se Main ~ Anjani Mahobaat Naye Naye Rang Mujhko Dikhane Lagi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 15, 2006, 03:12:52 AM » |
|
Oye Moto(Anjani) Tujhy Itni Achi Shayari Bhi Ati Hai Realy Surprised and It`s Amazing Dear
Please Keep it up yaar
Aap k Naam Krta Hoon Anjani ji
Yaad Bite Dino Ki Phir Se Ki Aane Lagi Meri Tanha Raaton Ko Mehkhane Lagi
Kal Tak DIl Mahobaat Se ANjaan Tha Aaj Jaana Isse, Aankh Sarmaane Lagi
Dhadkan Thamti Nahi Dekh Lun Jab Usse Mere Khawabon Mein Surat Vo Samane Lagi
Jab Mahobaat Na Thi, Dil Tadhapta Na Tha Aaj Reh Reh Ke Judai Mujhko Tadhpane Lagi
Jab Mai-khane Mein Tha, Kabhi Behka Nahi Aaji Uski Nazarein Nasili Mujhko Behkane Lagi
Aaj Bekhabar Hun Duniya Ki Uljano Se Main ~ Anjani Mahobaat Naye Naye Rang Mujhko Dikhane Lagi phir kabhi jawab dhonghi :D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 15, 2006, 03:33:52 AM » |
|
Oye Moto(Anjani) Tujhy Itni Achi Shayari Bhi Ati Hai Realy Surprised and It`s Amazing Dear
Please Keep it up yaar
Aap k Naam Krta Hoon Anjani ji
Yaad Bite Dino Ki Phir Se Ki Aane Lagi Meri Tanha Raaton Ko Mehkhane Lagi
Kal Tak DIl Mahobaat Se ANjaan Tha Aaj Jaana Isse, Aankh Sarmaane Lagi
Dhadkan Thamti Nahi Dekh Lun Jab Usse Mere Khawabon Mein Surat Vo Samane Lagi
Jab Mahobaat Na Thi, Dil Tadhapta Na Tha Aaj Reh Reh Ke Judai Mujhko Tadhpane Lagi
Jab Mai-khane Mein Tha, Kabhi Behka Nahi Aaji Uski Nazarein Nasili Mujhko Behkane Lagi
Aaj Bekhabar Hun Duniya Ki Uljano Se Main ~ Anjani Mahobaat Naye Naye Rang Mujhko Dikhane Lagi phir kabhi jawab dhonghi :D:D Jawab Ka Intezar Rahay Ga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 15, 2006, 09:46:19 PM » |
|
Teri yaad nay meray dil ko saja rakha hai teray pyar main sab ko bhula rakha hai
kuch acha nahin lagta teri judai kay baad ek teri yaad ko sinay say laga rakha hai
tera milna to abb aik khawab hi lagta hai najanay abb kyoon dil ko bhula rakha hai
sab kuch lut gaya hamara teray pyar main teri yaad ko palkoon main chupa rakha hai
muqadar say miltay hain bichar kay warna ajj bhi tera naam dil main saja rakha hai
najanay koi nahin basta teray siva ankh main aik teri tasveer ko dil main chupa rakha hai "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 16, 2006, 03:48:39 AM » |
|
Har Roz Mujh Say Taaza Shikayat Hai Aap Ko Mai Kia Hon, Aik Baar Bata Dijiye Mujhay
Merey Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-e-Guftugu Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiye Mujhay
Mai Kia Hon, Kis Jagah Hon, Mujhay Kuch Khabar Nahi Hain Aap Kitnay Duur Zara Sada Dijiye Mujhay
Ki Mai Nay Apnay Zakham Ki Tash'heer Jaa Baja Mai Maanta Hon Jurm, Saza Dijiye Mujhay
Qaim To Ho Sakay Koi Rishta Gohor K Saath Gehray Samandaron Mai Baha Dijiye Mujhay
Shab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasnay Say Faida Hai Tairgii To Aag Laga Dijiye Mujhay
Jaltey Dinon Mei Khud Pass-e-Deewar Baith Kar Saaye Ki Justuju Mei Laga Dijiyey Mujhay
Yun To Shola-e-Jaan Sard Ho Chuka ~Anjani Likin Sulag Uthoon To Hawa dijiye Mujhay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Zamir Ka Qaidi
Guest
|
|
«Reply #14 on: October 16, 2006, 01:39:25 PM » |
|
Main Yeh Nahin Kahta
K Koi Dil Main na Samaye
main yeh nahin kahta
K koi Aarzoo na Ban Paye
Per..! Itna Zaroor kahna hai
Ager samjh Sakoo
K dil Main Kabhi kisi ko
Itni Jaga Na do
K Dil ki liye Dharkna hii
Mushkil Hojaye.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|