Zindgi Bulati Hai Unhi Rahoon Pe

by Zamir Ka Qaidi on October 12, 2006, 11:28:27 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2009 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 16, 2006, 02:16:22 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Zameer Bhai,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main Rahoon Ya Na Rahoon,.. by Azeem Azaad in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Main Rahoon Ya Na Rahoon,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Main Rahoon Ya Na Rahoon,.. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Unhi Jiye Jaate Hai by Pooja in Shayri-E-Dard
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #16 on: October 16, 2006, 02:19:21 PM »
Reply with quote
Thank You Azeem Dear
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: October 16, 2006, 02:20:48 PM »
Reply with quote
Ur Also welcome Dear
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: October 16, 2006, 02:22:50 PM »
Reply with quote
Ishq Ke Saath Uska Naam Bhi Takleef Pahoonchaata Hai Mujhe,..
Ishq Ne Diye Wo Zakham Jiska Kahion Bhi Ilaaj Nahi,..
Usne Diye Wo Zakham Jis Se Meri Zindagi Veeraan Hogayi,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #19 on: October 16, 2006, 02:36:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Ishq Ke Saath Uska Naam Bhi Takleef Pahoonchaata Hai Mujhe,..
Ishq Ne Diye Wo Zakham Jiska Kahion Bhi Ilaaj Nahi,..
Usne Diye Wo Zakham Jis Se Meri Zindagi Veeraan Hogayi,..

________________________________________-Jaanasheen-
Usne Diye Wo Zakham Jis Se Meri Zindagi Veeraan Hogayi,..
Mein us K Liye Tarpta Raha aur woh kisi Aur ki Hogayi,....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: October 16, 2006, 02:44:09 PM »
Reply with quote
Kaash Samajhti Wo Meri Wafaaon Ko To Aaj Kisi Ki Na Hoti,..
Hamari Bhi To Galti Thi "Zameer" Jo Use Dil-o-Jaan Se Chaha,.
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #21 on: October 16, 2006, 02:46:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Kaash Samajhti Wo Meri Wafaaon Ko To Aaj Kisi Ki Na Hoti,..
Hamari Bhi To Galti Thi "Zameer" Jo Use Dil-o-Jaan Se Chaha,.
Hamari Bhi To Galti Thi "Zameer" Jo Use Dil-o-Jaan Se Chaha,.
Yeh  us Ka Faisla Tha Jo Usney Na Palat K Dekhna Mujhy Chaha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: October 16, 2006, 02:51:27 PM »
Reply with quote
Afsos Rehta Hume Agar Wo Palat Kar Dekhti Hume,..
Aaj thoda To Chain Hai Ke Usne Palat Kar na Dekha Hume,..
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #23 on: October 16, 2006, 02:54:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Afsos Rehta Hume Agar Wo Palat Kar Dekhti Hume,..
Aaj thoda To Chain Hai Ke Usne Palat Kar na Dekha Hume,..
Aaj thoda To Chain Hai Ke Usne Palat Kar na Dekha Hume
werna Tu Woh na Jeeti thi Bina Kahin Dekhe Hume
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #24 on: October 17, 2006, 01:41:29 PM »
Reply with quote
Kis ne kaha tha tum se mohabbat ki baat kar

Aab khud he sooch kar koi rah ikhtayar kar



Dil ki tarap jeenay tu na day gee magar

Ya such hai aab yoon he basar yaar kar



Tari qasam thee ke chahoo gay umer bahar

Tum nay kaha tha mujah say mara itbar kar



Dua nahi daita tu koyee bad dua he day

Itna karam tu aab maray yaar kar
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #25 on: October 18, 2006, 06:03:09 AM »
Reply with quote
bahut khoob.........................
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #26 on: October 18, 2006, 10:06:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Zamir Ka Qaidi"
Kis ne kaha tha tum se mohabbat ki baat kar

Aab khud he sooch kar koi rah ikhtayar kar



Dil ki tarap jeenay tu na day gee magar

Ya such hai aab yoon he basar yaar kar



Tari qasam thee ke chahoo gay umer bahar

Tum nay kaha tha mujah say mara itbar kar



Dua nahi daita tu koyee bad dua he day

Itna karam tu aab maray yaar kar



bad dua nahi dua denghe hum
thora tu humpe reham kar

dhokha nahi denghe hum
thora sa tu intezaar kar

waada jo kiya hai nibhayenge hum
unhe paalon ko tu yaad kar

karooghe nahi kabhi koyi khattha
yeh waada tum mujhse kar

karoghe bewafai kisi se o sanam
thabh isse badnaam ko bhi yaad kar :D:D:D:D
Logged
FAREE
Guest
«Reply #27 on: October 24, 2006, 11:10:27 PM »
Reply with quote

Duppatte ko masle badan ko churaye,
Kuch yun wo humari mehfil me aaye.

Dekhte hi reh gaye hum unko yahaan,
Aankhon pe hairat ki chilman giraye.

Unke husn ko kya bayaan Karen hum,
Aaine v jo hain sajde me sar jhukaye.

Lakh dhundha usne wahan“ghayal”ko,
Par afsosh hume pehchaan hi na paye.

Hum dil ko sambhale wahin baithe rahe,
Wo chali gayi nayan jo uske dabdabaye.

Dil-e-khangusta le wahin dher hue hum,
Kadam jo unke the fir se ladkhadaye.

Maut ne v tujhse daga hi kiya “Faree”,
Jo ruk na saki ye jab tak wo laut aaye.

Duppatte ko masle badan ko churaye,
Kuch yun wo humari mehfil me aaye.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:23:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer