aaina
Guest
|
tere chehre pe hasee.n khaab ki surat nazar aaunga zulf sanwar kar jo khulegi to bikhar jaanunga
ye teri madhosh nighaho.n ke surkh doorey inke zariye teri rag rag mein utar jaunga
mujkho tu aawaaz day ke na day ey waqt lakin tujhko har lamha na jiyunga to mar jaunga
mein to samjha akele bhi safar katt_ta hai kiya khbr thi ke andhero se bhi dar junga
ye teri tishna labi ka khaab na poora hone dunga aankh se chulkunga agr mein kabhi bhar jaunga
mein jo aslam apni wafaa.n ka kabhi zikr karu.n ba_khuda khud apni hi nazaro.n se uthr jaunga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 08, 2009, 06:31:31 AM » |
|
Bahoot hi pyar bhari shayari likhi hai Aaina. keep writing dear.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
karndhar
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 08, 2009, 06:50:29 AM » |
|
Bahut Khoob Aaina Ji, Keep Writing !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 08, 2009, 08:06:58 AM » |
|
Subhan_allah par makhte me itna shikwa apne aapse......Bohat khoob Aslam.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 08, 2009, 10:13:29 AM » |
|
tere chehre pe hasee.n khaab ki surat nazar aaunga zulf sanwar kar jo khulegi to bikhar jaanunga
ye teri madhosh nighaho.n ke surkh doorey inke zariye teri rag rag mein utar jaunga
mujkho tu aawaaz day ke na day ey waqt lakin tujhko har lamha na jiyunga to mar jaunga
mein to samjha akele bhi safar katt_ta hai kiya khbr thi ke andhero se bhi dar junga
ye teri tishna labi ka khaab na poora hone dunga aankh se chulkunga agr mein kabhi bhar jaunga
mein jo aslam apni wafaa.n ka kabhi zikr karu.n ba_khuda khud apni hi nazaro.n se uthr jaunga Waah..Bohot Khoob Aslam Ji waqi khoobsurat kaha hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 09, 2009, 06:48:24 AM » |
|
Bahoot hi pyar bhari shayari likhi hai Aaina. keep writing dear.
thnxxxxx so much sophi ke aapne meri ghazal ko itna pasnd kia................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 09, 2009, 06:49:19 AM » |
|
Bahut Khoob Aaina Ji, Keep Writing !
shukriya karndhar sahab...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 09, 2009, 06:54:03 AM » |
|
Good Job Aania Ji Keep It Up....
thnxx shihab.......................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 09, 2009, 06:59:10 AM » |
|
Subhan_allah par makhte me itna shikwa apne aapse......Bohat khoob Aslam.
e naseeb sajid sahab aapka guzar to hua is tarf bhi........bhut bhut skhuriya dear....ab shikway aur shikayato.n mai jo lutf hai mere bhai wo aur kahan..zindagi ke zakhmo pe marham ka sa kaam karte hain ye shikway aur shikayatai.n,
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 09, 2009, 07:04:24 AM » |
|
Waah..Bohot Khoob Aslam Ji waqi khoobsurat kaha hai !!
bhut bhut shukriya cemira ji................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
TOUSIFSHAIKHH
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 09, 2009, 07:18:34 AM » |
|
tere chehre pe hasee.n khaab ki surat nazar aaunga zulf sanwar kar jo khulegi to bikhar jaanunga
ye teri madhosh nighaho.n ke surkh doorey inke zariye teri rag rag mein utar jaunga
mujkho tu aawaaz day ke na day ey waqt lakin tujhko har lamha na jiyunga to mar jaunga
mein to samjha akele bhi safar katt_ta hai kiya khbr thi ke andhero se bhi dar junga
ye teri tishna labi ka khaab na poora hone dunga aankh se chulkunga agr mein kabhi bhar jaunga
mein jo aslam apni wafaa.n ka kabhi zikr karu.n ba_khuda khud apni hi nazaro.n se uthr jaunga Teri tishna labi .... Wala sher mujhe bahut pasand aya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 09, 2009, 03:44:22 PM » |
|
tere chehre pe hasee.n khaab ki surat nazar aaunga zulf sanwar kar jo khulegi to bikhar jaanunga
ye teri madhosh nighaho.n ke surkh doorey inke zariye teri rag rag mein utar jaunga
mujkho tu aawaaz day ke na day ey waqt lakin tujhko har lamha na jiyunga to mar jaunga
mein to samjha akele bhi safar katt_ta hai kiya khbr thi ke andhero se bhi dar junga
ye teri tishna labi ka khaab na poora hone dunga aankh se chulkunga agr mein kabhi bhar jaunga
mein jo aslam apni wafaa.n ka kabhi zikr karu.n ba_khuda khud apni hi nazaro.n se uthr jaunga Wah wah Bahut khoob Aslam ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 09, 2009, 05:55:26 PM » |
|
Teri tishna labi .... Wala sher mujhe bahut pasand aya.
shukriya dost........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|