Aa Dekh Meri Raat Ka Manzar Ab Kaisa Hai,. {AS}

by Azeem on July 30, 2012, 08:27:52 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2059 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Aa Dekh Meri Raat Ka Manzar Ab Kaisa Hai,.
Aa Dekh Ke Mera Soona Ghar Ab Kaisa Hai,.

Tujh Bin Koi Khushi Hi Nahi Manaai Maine,.
Jise Chord Gaya Tu, Dekh Wo Bashar Ab Kaisa Hai,.

Dhadka Hi Nahi Seene Mein, Dil Apni Marzi Se,.
Aa Dekh, Jo Kabhi Dil Tha, Wo Patthar Ab Kaisa Hai,.

Jahaan Aabad The Ghonsle, Hawaaon Ne Barbaad Kiya,.
Zara Nazar Uthaake Dekh Lena, Tanha Wo Shajar Ab Kaisa Hai,.

Mohabbat Ne Loot Liya Zindagi Se Sukoon Mere,.
Dekh Meri Jaan, Tera Aashiq, Tera Dilbar Ab Kaisa Hai,.

Ab Muskuraa Lete Hain, Har Haal Mein Hum,.
Tum Hi Kaho "Azeem" Ka Ye Hunar Kaisa Hai,.

-Azeem Aarzu,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ye kaisa manzar hai !! by abdulqadeer in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Ya Khuda Yea Kaisa Manzar hai ! by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye kaisa manzar hai... by brokenbyluv in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
raat ka manzar (NM) by vb in Miscellaneous Shayri
---kaisa ho woh manzar--- by killbill in Shayri-E-Dard
suman59
Guest
«Reply #1 on: July 30, 2012, 11:45:27 PM »
Quote
Aa Dekh Meri Raat Ka Manzar Ab Kaisa Hai,.
Aa Dekh Ke Mera Soona Ghar Ab Kaisa Hai,.

Tujh Bin Koi Khushi Hi Nahi Manaai Maine,.
Jise Chord Gaya Tu, Dekh Wo Bashar Ab Kaisa Hai,.

very nice  Applause Applause
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #2 on: July 30, 2012, 11:53:43 PM »
Bahoot khoobsurat kalaam.
Bahoot achchey tarikey sey dil key jajbat rakhkhey hai aapne.mobarak hoo.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: July 31, 2012, 12:10:27 AM »
Very nice
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: July 31, 2012, 12:57:47 AM »
waah waah bahut khoob
Logged
Aarish
Guest
«Reply #5 on: July 31, 2012, 01:54:13 AM »
Bohut khoob dheerroon daaad qubool kijiye ....  Applause  Applause
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #6 on: July 31, 2012, 02:06:46 AM »
BAhut Khub Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #7 on: July 31, 2012, 03:04:50 AM »
khub
likhane ka dhang tera nahi auro jaisa hai
roop shayari ka tera manoj paani jaisa hai

Aa Dekh Meri Raat Ka Manzar Ab Kaisa Hai,.
Aa Dekh Ke Mera Soona Ghar Ab Kaisa Hai,.

Tujh Bin Koi Khushi Hi Nahi Manaai Maine,.
Jise Chord Gaya Tu, Dekh Wo Bashar Ab Kaisa Hai,.

Dhadka Hi Nahi Seene Mein, Dil Apni Marzi Se,.
Aa Dekh, Jo Kabhi Dil Tha, Wo Patthar Ab Kaisa Hai,.

Jahaan Aabad The Ghonsle, Hawaaon Ne Barbaad Kiya,.
Zara Nazar Uthaake Dekh Lena, Tanha Wo Shajar Ab Kaisa Hai,.

Mohabbat Ne Loot Liya Zindagi Se Sukoon Mere,.
Dekh Meri Jaan, Tera Aashiq, Tera Dilbar Ab Kaisa Hai,.

Ab Muskuraa Lete Hain, Har Haal Mein Hum,.
Tum Hi Kaho "Azeem" Ka Ye Hunar Kaisa Hai,.

-Azeem Aarzu,.

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #8 on: July 31, 2012, 03:17:41 AM »
boht khub azeem sahab
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 31, 2012, 06:11:10 AM »
very nice  Applause Applause

Shukriya Suman Ji Duaa Ki Darkhwast,.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: July 31, 2012, 06:17:21 AM »

Aa Dekh Meri Raat Ka Manzar Ab Kaisa Hai,.
Aa Dekh Ke Mera Soona Ghar Ab Kaisa Hai,.

Tujh Bin Koi Khushi Hi Nahi Manaai Maine,.
Jise Chord Gaya Tu, Dekh Wo Bashar Ab Kaisa Hai,.

Dhadka Hi Nahi Seene Mein, Dil Apni Marzi Se,.
Aa Dekh, Jo Kabhi Dil Tha, Wo Patthar Ab Kaisa Hai,.

Jahaan Aabad The Ghonsle, Hawaaon Ne Barbaad Kiya,.
Zara Nazar Uthaake Dekh Lena, Tanha Wo Shajar Ab Kaisa Hai,.

Mohabbat Ne Loot Liya Zindagi Se Sukoon Mere,.
Dekh Meri Jaan, Tera Aashiq, Tera Dilbar Ab Kaisa Hai,.

Ab Muskuraa Lete Hain, Har Haal Mein Hum,.
Tum Hi Kaho "Azeem" Ka Ye Hunar Kaisa Hai,.

-Azeem Aarzu,.


maqta khoob hai
Logged
piyushappy
Guest
«Reply #11 on: July 31, 2012, 08:13:15 AM »
subhan allah
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: July 31, 2012, 08:45:04 AM »
Bahaut achi kalam hai Azeem bhai..
Akhri line toh bahaut hi acchi hai..
Applause Applause
Khush rahiye..!
Logged
mkv
Guest
«Reply #13 on: July 31, 2012, 04:01:24 PM »
Bahut khoob likha hai azeem bhai
hamesha ki tarah
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: August 02, 2012, 03:12:27 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoobsurat ehsaas , bahut khoobsurat bayaani.. bahut khoob likha hai aapne Azeem ji... !!!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 23, 2024, 11:14:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer