...~~aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain~~...

by HumTum on May 29, 2005, 07:52:40 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2945 times)
HumTum
Guest
khandharon mein guzre hue zamaane dhoondte hain
hum roz jeene ke naye bahaane dhoondte hain.

chhooti uski kalai aur humne botal thaam li
aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain.

Kuchh bataane se pehle hi ho jaate hain khaak,
vo kya hai jo shama mein parwaane dhoondte hain?

ghar tha chhota magar,dil mein jagah kaafi thi
vo chhote dil waale unche gharaane dhoondte hain.

tujhe jalakar bhi unko chain nahi aaya "HumTum"
ab raakh mein jaane kaunse khazaane dhoondte hain?

HumTum
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #1 on: May 29, 2005, 09:07:28 AM »
Quote from: "HumTum"
khandharon mein guzre hue zamaane dhoondte hain
hum roz jeene ke naye bahaane dhoondte hain.

chhooti uski kalai aur humne botal thaam li
aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain.

Kuchh bataane se pehle hi ho jaate hain khaak,
vo kya hai jo shama mein parwaane dhoondte hain?

ghar tha chhota magar,dil mein jagah kaafi thi
vo chhote dil waale unche gharaane dhoondte hain.

tujhe jalakar bhi unko chain nahi aaya "HumTum"
ab raakh mein jaane kaunse khazaane dhoondte hain?

HumTum

wah wah katal ker diya hai yaar tune to kasam se hum kahi mar na jaye,...

teri yadd me hum kuch ker na jaye
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: May 29, 2005, 09:42:58 AM »

beautiful humtum !!!!!!! ek ek lafz dil ko chu gaya!!

hasi cheen li zamane ne, thoda sa hum muskuraye jab,
sharabi nam de diya, thoda sa hum dagmagaye jab,
umar bar rulate rahe woh isslyie chod hi humne duniya,
bwafai nam de diya, thoda sa hum rulaye jab!!!
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #3 on: May 29, 2005, 09:46:50 AM »
Quote from: "HumTum"
khandharon mein guzre hue zamaane dhoondte hain
hum roz jeene ke naye bahaane dhoondte hain.

chhooti uski kalai aur humne botal thaam li
aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain.

Kuchh bataane se pehle hi ho jaate hain khaak,
vo kya hai jo shama mein parwaane dhoondte hain?

ghar tha chhota magar,dil mein jagah kaafi thi
vo chhote dil waale unche gharaane dhoondte hain.

tujhe jalakar bhi unko chain nahi aaya "HumTum"
ab raakh mein jaane kaunse khazaane dhoondte hain?

HumTum

hum tum and meena it's really great
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: May 29, 2005, 09:51:13 AM »

Wonderfull HumTum Ji.......really very touching.....
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: May 29, 2005, 09:55:47 AM »
shukriya.....rohit ji..........................

 :D
Logged
nikki
Guest
«Reply #6 on: May 29, 2005, 10:02:07 AM »
Meena sis ....gr8 as always.....

duniya ka kya hai kuch bhi naam deti hai
bewafa keh kar ilzaam deti hai.

nahi samjhti ki toota hai dil hamara bhi
chinn jaya hai is dil ka sahara bhi

kar rahein hain abb to maut ka intzaar
shayad nahi hume uthana ...khuda ko gawara bhi
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: May 29, 2005, 10:15:57 AM »
thank u nikki  :D  kya baat hai bohot acha likh tumne!!!!!  kuddiye keep it up!!!

bohot nam mile hai zindagi ki raha me hume,
par kaha nahin kisi ne, ke "meena" tu meri apni hai!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: May 29, 2005, 10:29:14 AM »
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "HumTum"
khandharon mein guzre hue zamaane dhoondte hain
hum roz jeene ke naye bahaane dhoondte hain.

chhooti uski kalai aur humne botal thaam li
aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain.

Kuchh bataane se pehle hi ho jaate hain khaak,
vo kya hai jo shama mein parwaane dhoondte hain?

ghar tha chhota magar,dil mein jagah kaafi thi
vo chhote dil waale unche gharaane dhoondte hain.

tujhe jalakar bhi unko chain nahi aaya "HumTum"
ab raakh mein jaane kaunse khazaane dhoondte hain?

HumTum

wah wah katal ker diya hai yaar tune to kasam se hum kahi mar na jaye,...

teri yadd me hum kuch ker na jaye

Shukriya Tushaar ...

na ker gham mere dard ka e'dost
yeh khuda ne nidameytey bakhshi hai mujhey !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: May 29, 2005, 10:31:19 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
khandharon mein guzre hue zamaane dhoondte hain
hum roz jeene ke naye bahaane dhoondte hain.

chhooti uski kalai aur humne botal thaam li
aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain.

Kuchh bataane se pehle hi ho jaate hain khaak,
vo kya hai jo shama mein parwaane dhoondte hain?

ghar tha chhota magar,dil mein jagah kaafi thi
vo chhote dil waale unche gharaane dhoondte hain.

tujhe jalakar bhi unko chain nahi aaya "HumTum"
ab raakh mein jaane kaunse khazaane dhoondte hain?

HumTum

beautiful humtum !!!!!!! ek ek lafz dil ko chu gaya!!

hasi cheen li zamane ne, thoda sa hum muskuraye jab,
sharabi nam de diya, thoda sa hum dagmagaye jab,
umar bar rulate rahe woh isslyie chod hi humne duniya,
bwafai nam de diya, thoda sa hum rulaye jab!!!

Shukriya Meena ji .....

Is aashiqon ki fayrist mein
ab naam hamara bhi likhlo
par shart hamari itni hai
ki naam hamara pehla ho
beshaq in ziddi diwaanon ka
tum qatl-e-aam karwado
par shart hamari itni hai
ki qatl hamara pehla ho !!

Logged
HumTum
Guest
«Reply #10 on: May 29, 2005, 10:31:48 AM »
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "HumTum"
khandharon mein guzre hue zamaane dhoondte hain
hum roz jeene ke naye bahaane dhoondte hain.

chhooti uski kalai aur humne botal thaam li
aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain.

Kuchh bataane se pehle hi ho jaate hain khaak,
vo kya hai jo shama mein parwaane dhoondte hain?

ghar tha chhota magar,dil mein jagah kaafi thi
vo chhote dil waale unche gharaane dhoondte hain.

tujhe jalakar bhi unko chain nahi aaya "HumTum"
ab raakh mein jaane kaunse khazaane dhoondte hain?

HumTum

hum tum and meena it's really great

Shukriya Rohit ...........
Logged
HumTum
Guest
«Reply #11 on: May 29, 2005, 10:33:59 AM »
Quote from: "nikki"
Quote from: "HumTum"
khandharon mein guzre hue zamaane dhoondte hain
hum roz jeene ke naye bahaane dhoondte hain.

chhooti uski kalai aur humne botal thaam li
aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain.

Kuchh bataane se pehle hi ho jaate hain khaak,
vo kya hai jo shama mein parwaane dhoondte hain?

ghar tha chhota magar,dil mein jagah kaafi thi
vo chhote dil waale unche gharaane dhoondte hain.

tujhe jalakar bhi unko chain nahi aaya "HumTum"
ab raakh mein jaane kaunse khazaane dhoondte hain?

HumTum

Wonderfull HumTum Ji.......really very touching.....

Shukriya Nikki ji ..

uss mod pe qayaamat hai muntazir-e-izaN,
saare dikha chuki hai aasaar yeh duniya.

"HumTum Ji" chaunkiye mat fashion ke chalte yuun hi,
chehre pe sajaa baithee phitkaar yeh duniya.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: May 29, 2005, 10:35:50 AM »
Quote from: "Meena"
thank you nikki  :D  kya baat hai bohot acha likh tumne!!!!!  kuddiye keep it up!!!

bohot nam mile hai zindagi ki raha me hume,
par kaha nahin kisi ne, ke "meena" tu meri apni hai!!

Nice ....

na samjhi yeh baat tuney hai yeh kismat meri
kab se keh rha hoon mein !! "Meena" tu meri apni hai !!
Logged
nikki
Guest
«Reply #13 on: May 29, 2005, 11:18:06 AM »
thank u Meena sis  Usual Smile................................................. ..................................
Logged
Meena
Guest
«Reply #14 on: May 29, 2005, 03:05:14 PM »
wah ji wah humtum....sab ko jawab diya aur sab jawab bohot ache hai!!!! :D

ur welcome nikki!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:58:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer