Aagaye Dard Ki Mehfil Mein,..

by Jaanasheen on January 04, 2007, 02:00:31 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3695 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Aa Gaye Dard Ki Mehfil Me Phirse Ek Bahaana Leke,..
Gumsum Hothon Pe Ek Aur Taraana Leke.,..

Dard Ka Zikar Karne Aaye Hain Is Raunakh-e-Mehfil Mein,..
Aaye Hain Haseenaayein Yahaan Ek Aur Nishaane Leke,..

Khuda Salamath Rakhe Aashiqon Ko Yahan "Jaanasheen",..
Ke Aaye Hain Ye Bhi Yahan Apna Dil Puraana Leke,..

_____________________-Azeem-___________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Humari mehfil mein... by *Anjum* in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Bhari mehfil mein tanhai ka gham aaj bhi hai by RizwanMA in Shayri for Dard -e- Judai
dard ki mehfil by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 04, 2007, 02:05:43 PM »
Dekhkar Dard Mere Dil Ke "Jaanasheen",..
Mehfil Me Sab Matam Manaane Lage,..
Dushman Bhi Aaj Humse Humdardi Jataane Lage,..

Ek Wo Na Aaya Jisne Ye Haal Banaaya Hamara,...
Jinki Khateer Zamaane Ki Nazar Mein Hum Deewaane Lage,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #2 on: January 04, 2007, 02:29:40 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Aa Gaye Dard Ki Mehfil Me Phirse Ek Bahaana Leke,..
Gumsum Hothon Pe Ek Aur Taraana Leke.,..

Dard Ka Zikar Karne Aaye Hain Is Raunakh-e-Mehfil Mein,..
Aaye Hain Haseenaayein Yahaan Ek Aur Nishaane Leke,..

Khuda Salamath Rakhe Aashiqon Ko Yahan "Jaanasheen",..
Ke Aaye Hain Ye Bhi Yahan Apna Dil Puraana Leke,..

_____________________-Azeem-___________________




nice one Azeem ji......  glasses2
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 09, 2007, 02:26:10 PM »
Shukriya Alone Ji,.
Aapne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 09, 2007, 02:29:26 PM »
Khwaab Samajhkar Hume Bhulaa Diya,..
Mere Chahat Ka Bada Accha Silaa Diya,..

Mehfil Mein Thi Jo Tanhaai "Jaanasheen",..
Andhera Door Karne Ki Khateer Unhone Hume Hi Jalaa Diya,..

Ab Kya Shikwa Kare Unse Hum Kya Gilaa Kare,..
Isliye Apne Dard Ko Is Shayari Mein Bataa Diya,..

________________-Azeem-____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 09, 2007, 03:04:25 PM »
Shukriya Bhaijaan,,.
Agar Do Line Likh Kar jaate To Kuch Seekhne Ko Milta,..
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: January 09, 2007, 05:19:26 PM »
Bohot khoob Azeem...!! and nice one Majid !!
Logged
paani
Guest
«Reply #7 on: January 11, 2007, 04:57:15 AM »
Bahut khub jaansheen.....
Logged
anu_love91
Guest
«Reply #8 on: January 12, 2007, 02:39:43 PM »
nice janasheen ji ....!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 16, 2008, 01:28:31 PM »
Shukriya Talat Ji,.
Anu Ji,.
Paani Ji,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: October 16, 2008, 01:32:49 PM »
YEH BHI ACHCHA HUA MARNA MERA UNKE KAM AAYA
AAJ NIKLE HAIN WOH SAJ DHAJ KE MERI MAYYAT KA BAHANA LEKE

                      -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 16, 2008, 01:38:52 PM »
Meri Pehchaan Hai Dard Se, Jo Main Khona Nahi Chahta,.
Dard Hota Hai Mujhe Bhi, Lekin Mujhe Rona Nahi Aata,.

Sab Poochte Hain, Kaise Hua "Azeem" Shayaron Ki Duniya Mein Bharti,.
Kehta Hoon Unhe Haal-e-Dil, Par Unhe Mujhpar Yakheen Nahi Aata,.

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 16, 2008, 01:40:23 PM »
YEH BHI ACHCHA HUA MARNA MERA UNKE KAM AAYA
AAJ NIKLE HAIN WOH SAJ DHAJ KE MERI MAYYAT KA BAHANA LEKE

                      -SG-
Bahoot Achche,.

Dekhne Ki Jinhe Mujhe Tamanna Thi, Umar Bhar Dulhan Ki Tarah,.
Aaaye Bhi To Sajj Kar Wo, Meri Mayyat Par Aaye,.

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: October 16, 2008, 02:16:16 PM »
TERA CHEHRA BHI TO KITNA RAUSHAN NAZAR AATA HAIN
Q NA AATE WOH DULHAN BANKE TERI MAYYAT PE GHAYEL
BAAD MARNE KE TU DULHA NAZAR AATA HAIN  tearyeyed

                             -SG-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 17, 2008, 12:05:07 PM »
TERA CHEHRA BHI TO KITNA RAUSHAN NAZAR AATA HAIN
Q NA AATE WOH DULHAN BANKE TERI MAYYAT PE GHAYEL
BAAD MARNE KE TU DULHA NAZAR AATA HAIN  tearyeyed

                             -SG-



Saj Kar Aaaye The Wo Mayyat Pe Meri,.
Afsos Ke Mujhe Kisi Aur Ne Sajaaya Tha,.

Wo Baithne Jaa Rahe the Doli Mein,.
Magar Mujhe Janaaze Mein Kisi Aur Ne Sulaaya Tha,.

Sab Waade, Sab Kasmein Jhooti Nikli "Jaanasheen,.
Jo Daur-e-Mohabbat Mein Us Bewafaa ne Khaaya tha,.

________________________________-jaanasheen-






Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:43:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer