Aaj ki sachchai

by prashad on December 03, 2012, 10:05:09 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1670 times)
prashad
Guest
Aaj ki sachchai bayan karta hoon dosto
Duniya matlabee logo se bharee dosto

Kehne ko bara makan, rehnevala dhhond rahe
Parivar chhote aur apne mein simat se gaye

Padh likh ke kitni degreeiyan hasil kee
Par akal mein shunaya hai, gyan ka bodh nahi

Aadhunik davakhane kitne hi khul gaye
Par swasthya logo ke girte hi ja rahe

Chand ko bhale hi aaj humne chhu liya
Par parosi se hi jan anjan bana hua

Aaj vetan bhale hi lakho mein mil raha
Par mansik shanti ko kaise bhang kar raha

Chaturta deemag mein bhale kitni bhar gayee
Bhavnao ka aaj par mol kuchh bhi nahi

Gyan kitna bhale hi aaj sabne paa liya
Par samajhdari ka namonishan na raha

Kitno se sambandh bhale hi ban raha
Prem ka kahin bhi nata tak na raha

Facebook mein dosto ki koi kami hai nahi
Asal jeevan mein sachha dost kabhi bana nahi

Madira ka pan aaj aam faishion  ban gaya
Par pani ka abhav sab jegah dikh raha

Kalai mein har, gharee mehngi dikh rahee
Par samay apno ke liye aaj kahin bhi nahi

 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
True heart ( sachchai ) by Singh is king in Shayri for Khumar -e- Ishq
SACHCHAI...(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
sachchai ka guzara....sheba by Sheba in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 03, 2012, 10:34:48 AM »
beautiful
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: December 03, 2012, 11:41:39 AM »
Bahut sundar likha hai aapne Applause Applause
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #3 on: December 03, 2012, 12:45:45 PM »
wah kya bat hai kya bat hai
Logged
Ritesh Modi
Guest
«Reply #4 on: December 03, 2012, 02:45:17 PM »
sacchai likhi hai aap ne...so true...
very nice....
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: December 03, 2012, 04:49:41 PM »
 Applause Applause Applause Applause

ati sundar  Thumbs UP
Logged
sushiljain
Guest
«Reply #6 on: December 03, 2012, 07:18:15 PM »
bahot ache....
Logged
prashad
Guest
«Reply #7 on: December 04, 2012, 01:34:26 AM »
beautiful
thanx saini ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #8 on: December 04, 2012, 01:35:30 AM »
Bahut sundar likha hai aapne Applause Applause
thanx mkv ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #9 on: December 04, 2012, 01:37:11 AM »
wah kya bat hai kya bat hai
thanx anmol ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #10 on: December 04, 2012, 01:37:43 AM »
sacchai likhi hai aap ne...so true...
very nice....
thanx ritesh ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #11 on: December 04, 2012, 01:38:22 AM »
Applause Applause Applause Applause

ati sundar  Thumbs UP
thanx suman ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #12 on: December 04, 2012, 01:38:50 AM »
bahot ache....
thanx sushil ji
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #13 on: December 04, 2012, 02:03:21 AM »
Aaj ki sachchai bayan karta hoon dosto
Duniya matlabee logo se bharee dosto

Kehne ko bara makan, rehnevala dhhond rahe
Parivar chhote aur apne mein simat se gaye

Padh likh ke kitni degreeiyan hasil kee
Par akal mein shunaya hai, gyan ka bodh nahi Applause

Aadhunik davakhane kitne hi khul gaye
Par swasthya logo ke girte hi ja rahe

Chand ko bhale hi aaj humne chhu liya
Par parosi se hi jan anjan bana hua Applause

Aaj vetan bhale hi lakho mein mil raha
Par mansik shanti ko kaise bhang kar raha

Chaturta deemag mein bhale kitni bhar gayee
Bhavnao ka aaj par mol kuchh bhi nahi Applause

Gyan kitna bhale hi aaj sabne paa liya
Par samajhdari ka namonishan na raha

Kitno se sambandh bhale hi ban raha
Prem ka kahin bhi nata tak na raha Applause

Facebook mein dosto ki koi kami hai nahi
Asal jeevan mein sachha dost kabhi bana nahi

Madira ka pan aaj aam faishion  ban gaya
Par pani ka abhav sab jegah dikh raha

Kalai mein har, gharee mehngi dikh rahee
Par samay apno ke liye aaj kahin bhi nahi Applause

 
wah wah, aapne sachchai bayan ki hai icon_salut icon_flower
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #14 on: December 04, 2012, 02:05:11 AM »
Aaj ki sachchai bayan karta hoon dosto
Duniya matlabee logo se bharee dosto

Kehne ko bara makan, rehnevala dhhond rahe
Parivar chhote aur apne mein simat se gaye

Padh likh ke kitni degreeiyan hasil kee
Par akal mein shunaya hai, gyan ka bodh nahi

Aadhunik davakhane kitne hi khul gaye
Par swasthya logo ke girte hi ja rahe

Chand ko bhale hi aaj humne chhu liya
Par parosi se hi jan anjan bana hua

Aaj vetan bhale hi lakho mein mil raha
Par mansik shanti ko kaise bhang kar raha

Chaturta deemag mein bhale kitni bhar gayee
Bhavnao ka aaj par mol kuchh bhi nahi

Gyan kitna bhale hi aaj sabne paa liya
Par samajhdari ka namonishan na raha

Kitno se sambandh bhale hi ban raha
Prem ka kahin bhi nata tak na raha

Facebook mein dosto ki koi kami hai nahi
Asal jeevan mein sachha dost kabhi bana nahi

Madira ka pan aaj aam faishion  ban gaya
Par pani ka abhav sab jegah dikh raha

Kalai mein har, gharee mehngi dikh rahee
Par samay apno ke liye aaj kahin bhi nahi

 
nice
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:56:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer