HumTum
Guest
|
Baad Mud'dat ke phir Sharaab pee mieney Aaj phir waqt se cheen lee zindgi mieney
dee thi jo kasam na peeney ki kissi ne ke Aaj woh kasam-e-waffa thod dii meiney
dekha jo paimaney mein taiyrta hua ik aks sulagtey huye jazzbaatoon ko hawwa dii meiney
zinjod ke rakh deti thi mujhey yeh tanhaiiya maat un tanhaaiyoon ko Aaj phir se dii meiney
abr hai jaam hai , hai saqi mere pehloo mein haye ke Aaj palee sarey jahaan ki khushi meiney
zindgi guzri hai faqt Aansoon aur Sharaboo mein apni na dekhi kucchaa-e-jahaan mein barish kabhi meiney
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney
HumTum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 05, 2005, 10:55:20 AM » |
|
nice one humtum .....gr88888888888888
aaj humne bhi maut maangi hai khuda se... zindagi ab phele jaise nahin hai rahi kya karein...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 05, 2005, 11:30:35 AM » |
|
very nice...............hum tum .........salma...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 05, 2005, 11:36:41 AM » |
|
nice one humtum .....gr88888888888888
aaj humne bhi maut maangi hai khuda se... zindagi ab phele jaise nahin hai rahi kya karein... Shukriya Salma ji.... gar mil jati faqt duyaan se maut to "HumTum" na chalta kabhi lash uthaye kanddon pe apni
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 05, 2005, 11:36:56 AM » |
|
very nice...............hum tum .........salma........... Shukriya Waheed ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 05, 2005, 11:51:05 AM » |
|
"zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney "
greattttttttttt lines!!!!!!!!!!!!!
apni maut ki dua itni na manga karo, "humtum" kahi teri apno ki dua piki na pad jaye!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dhadkan
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 05, 2005, 11:55:32 AM » |
|
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney ....
Kya baat hai............. bahut khoob..... HUmtum..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 05, 2005, 12:09:53 PM » |
|
"zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney "
greattttttttttt lines!!!!!!!!!!!!!
apni maut ki dua itni na manga karo, "humtum" kahi teri apno ki dua piki na pad jaye!!! Shukriya ji Shukriya gar hota asar itna duyaan mein meri to kab ka soya hota kabr mein ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 05, 2005, 12:14:17 PM » |
|
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney ....
Kya baat hai............. bahut khoob..... HUmtum.......... Shukriya Dhadkan ji .....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 05, 2005, 12:19:21 PM » |
|
"zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney "
greattttttttttt lines!!!!!!!!!!!!!
apni maut ki dua itni na manga karo, "humtum" kahi teri apno ki dua piki na pad jaye!!! Shukriya ji Shukriya gar hota asar itna duyaan mein meri to kab ka soya hota kabr mein .... hmmmm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 05, 2005, 12:21:04 PM » |
|
"zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney "
greattttttttttt lines!!!!!!!!!!!!!
apni maut ki dua itni na manga karo, "humtum" kahi teri apno ki dua piki na pad jaye!!! Shukriya ji Shukriya gar hota asar itna duyaan mein meri to kab ka soya hota kabr mein .... hmmmm jaane kitne armaan bevajeh aansuon mein dhal jaate hain hota hai kabhi yoon bhi ke tabbasum se lub chhil jaate hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 05, 2005, 12:35:50 PM » |
|
Baad Mud'dat ke phir Sharaab pee mieney Aaj phir waqt se cheen lee zindgi mieney
dee thi jo kasam na peeney ki kissi ne ke Aaj woh kasam-e-waffa thod dii meiney
dekha jo paimaney mein taiyrta hua ik aks sulagtey huye jazzbaatoon ko hawwa dii meiney
zinjod ke rakh deti thi mujhey yeh tanhaiiya maat un tanhaaiyoon ko Aaj phir se dii meiney
abr hai jaam hai , hai saqi mere pehloo mein haye ke Aaj palee sarey jahaan ki khushi meiney
zindgi guzri hai faqt Aansoon aur Sharaboo mein apni na dekhi kucchaa-e-jahaan mein barish kabhi meiney
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney
HumTum
muddaton ke baad aaj phir koi kissa purana yaad aa gaya. greaat HUMTUM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 05, 2005, 12:46:02 PM » |
|
"zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney "
greattttttttttt lines!!!!!!!!!!!!!
apni maut ki dua itni na manga karo, "humtum" kahi teri apno ki dua piki na pad jaye!!! Shukriya ji Shukriya gar hota asar itna duyaan mein meri to kab ka soya hota kabr mein .... hmmmm jaane kitne armaan bevajeh aansuon mein dhal jaate hain hota hai kabhi yoon bhi ke tabbasum se lub chhil jaate hai gud one!! meri hasi pe marta tha koi, isslyie aaj ´bhi hum muskurate hai, bas issi tara us bewafa ko aaj bhi pyar ka ehesaas dilate hai!! :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 05, 2005, 12:50:23 PM » |
|
Baad Mud'dat ke phir Sharaab pee mieney Aaj phir waqt se cheen lee zindgi mieney
dee thi jo kasam na peeney ki kissi ne ke Aaj woh kasam-e-waffa thod dii meiney
dekha jo paimaney mein taiyrta hua ik aks sulagtey huye jazzbaatoon ko hawwa dii meiney
zinjod ke rakh deti thi mujhey yeh tanhaiiya maat un tanhaaiyoon ko Aaj phir se dii meiney
abr hai jaam hai , hai saqi mere pehloo mein haye ke Aaj palee sarey jahaan ki khushi meiney
zindgi guzri hai faqt Aansoon aur Sharaboo mein apni na dekhi kucchaa-e-jahaan mein barish kabhi meiney
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney
HumTum
muddaton ke baad aaj phir koi kissa purana yaad aa gaya. greaat HUMTUM Shikriya Vikas ji ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #14 on: May 05, 2005, 12:53:49 PM » |
|
"zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney "
greattttttttttt lines!!!!!!!!!!!!!
apni maut ki dua itni na manga karo, "humtum" kahi teri apno ki dua piki na pad jaye!!! Shukriya ji Shukriya gar hota asar itna duyaan mein meri to kab ka soya hota kabr mein .... hmmmm jaane kitne armaan bevajeh aansuon mein dhal jaate hain hota hai kabhi yoon bhi ke tabbasum se lub chhil jaate hai gud one!! meri hasi pe marta tha koi, isslyie aaj ´bhi hum muskurate hai, bas issi tara us bewafa ko aaj bhi pyar ka ehesaas dilate hai!! :D ruuth jaanaa to mohabbat ki alaamat hai magar kyaa Khabar thi mujh se wo itanaa Khafaa ho jaayegaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|