rohit30002
Guest
|
«Reply #15 on: June 26, 2005, 01:26:54 PM » |
|
Baad Mud'dat ke phir Sharaab pee mieney Aaj phir waqt se cheen lee zindgi mieney
dee thi jo kasam na peeney ki kissi ne ke Aaj woh kasam-e-waffa thod dii meiney
dekha jo paimaney mein taiyrta hua ik aks sulagtey huye jazzbaatoon ko hawwa dii meiney
zinjod ke rakh deti thi mujhey yeh tanhaiiya maat un tanhaaiyoon ko Aaj phir se dii meiney
abr hai jaam hai , hai saqi mere pehloo mein haye ke Aaj palee sarey jahaan ki khushi meiney
zindgi guzri hai faqt Aansoon aur Sharaboo mein apni na dekhi kucchaa-e-jahaan mein barish kabhi meiney
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney
HumTum
Hum to khuda se yahi dua karenge kii khuda aapki dua kabul na kare kyonkii agar aapko kuch ho gaya to hume yahan itni badiya shayari kaun padwayega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #16 on: June 26, 2005, 03:33:16 PM » |
|
Aap ka bahut bahut shukriya Rohit ji .. bas aap dostoon ka pyaar hi hai jo kuch likh pata hoon !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #17 on: June 27, 2005, 10:57:45 AM » |
|
Aap ka bahut bahut shukriya Rohit ji .. bas aap dostoon ka pyaar hi hai jo kuch likh pata hoon !! Humtum ji pahle hum aapka shukriya ada karenge kyonkii aap yahan itni acchi shayari post karte hain jo mujhe bahut pasand aati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #18 on: June 27, 2005, 11:32:54 AM » |
|
Baad Mud'dat ke phir Sharaab pee mieney Aaj phir waqt se cheen lee zindgi mieney
dee thi jo kasam na peeney ki kissi ne ke Aaj woh kasam-e-waffa thod dii meiney
dekha jo paimaney mein taiyrta hua ik aks sulagtey huye jazzbaatoon ko hawwa dii meiney
zinjod ke rakh deti thi mujhey yeh tanhaiiya maat un tanhaaiyoon ko Aaj phir se dii meiney
abr hai jaam hai , hai saqi mere pehloo mein haye ke Aaj palee sarey jahaan ki khushi meiney
zindgi guzri hai faqt Aansoon aur Sharaboo mein apni na dekhi kucchaa-e-jahaan mein barish kabhi meiney
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney
HumTum
veryyyy nice humtum...........very touchy
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #19 on: June 27, 2005, 06:14:47 PM » |
|
Aap ka bahut bahut shukriya Rohit ji .. bas aap dostoon ka pyaar hi hai jo kuch likh pata hoon !! Humtum ji pahle hum aapka shukriya ada karenge kyonkii aap yahan itni acchi shayari post karte hain jo mujhe bahut pasand aati hai :D u r very nice !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #20 on: June 27, 2005, 06:15:40 PM » |
|
Baad Mud'dat ke phir Sharaab pee mieney Aaj phir waqt se cheen lee zindgi mieney
dee thi jo kasam na peeney ki kissi ne ke Aaj woh kasam-e-waffa thod dii meiney
dekha jo paimaney mein taiyrta hua ik aks sulagtey huye jazzbaatoon ko hawwa dii meiney
zinjod ke rakh deti thi mujhey yeh tanhaiiya maat un tanhaaiyoon ko Aaj phir se dii meiney
abr hai jaam hai , hai saqi mere pehloo mein haye ke Aaj palee sarey jahaan ki khushi meiney
zindgi guzri hai faqt Aansoon aur Sharaboo mein apni na dekhi kucchaa-e-jahaan mein barish kabhi meiney
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney
HumTum
veryyyy nice humtum...........very touchy Shukriya Khushi ji ... hota hai hota hai kabhi kabhi zindgi mein ..... but don't be sad !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarzuu
Guest
|
|
«Reply #21 on: June 27, 2005, 06:48:26 PM » |
|
Yuun maut ki duaayein na maango tum... zindagi mili hai toh isey hans ke guzaro tum.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
apnaa_koi
Guest
|
|
«Reply #22 on: June 27, 2005, 08:04:56 PM » |
|
kiyaa baat hai Hum Tum... dill key awaaz dill tak lage...
Always Anjli
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #23 on: June 28, 2005, 01:17:22 PM » |
|
kiyaa baat hai Hum Tum... dill key awaaz dill tak lage...
Always Anjli Thanks Anjali :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #24 on: June 28, 2005, 01:18:33 PM » |
|
Yuun maut ki duaayein na maango tum... zindagi mili hai toh isey hans ke guzaro tum......... nice Aarzuu !!
guzr to jayegi uskey bhgair bhi lekin jo uskey sath na guzri woh zindgi hi kya !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
isha_verma7
Guest
|
|
«Reply #25 on: June 28, 2005, 06:49:37 PM » |
|
"meri hasi pe marta tha koi, isslyie aaj ´bhi hum muskurate hai, bas issi tara us bewafa ko aaj bhi pyar ka ehesaas dilate hai"!! WOW meena .........just mind blowing!!!
Agree w/ all these lines really just GREAT......"zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney "
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #26 on: June 28, 2005, 06:50:38 PM » |
|
Thanks a lot Isha jiii :D !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Parul
Guest
|
|
«Reply #27 on: July 01, 2005, 11:46:12 PM » |
|
Baad Mud'dat ke phir Sharaab pee mieney Aaj phir waqt se cheen lee zindgi mieney
dee thi jo kasam na peeney ki kissi ne ke Aaj woh kasam-e-waffa thod dii meiney
dekha jo paimaney mein taiyrta hua ik aks sulagtey huye jazzbaatoon ko hawwa dii meiney
zinjod ke rakh deti thi mujhey yeh tanhaiiya maat un tanhaaiyoon ko Aaj phir se dii meiney
abr hai jaam hai , hai saqi mere pehloo mein haye ke Aaj palee sarey jahaan ki khushi meiney
zindgi guzri hai faqt Aansoon aur Sharaboo mein apni na dekhi kucchaa-e-jahaan mein barish kabhi meiney
zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney
HumTum
kitna dard hai in shabdo mein .... bahut pasand ayi mujhey aap ki yah gazal ........ kahsker yeh lines ... zinda lash ko bahut dhoo liya hai "HumTum" utha ke hath Aaj phir maut ki dua kii meiney mein to yhi prathna krungi ke aap ki dua kabhi manzoor na ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #28 on: July 02, 2005, 12:35:45 AM » |
|
wah bahoot khoob............................................ .....................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|