Pooja
Guest
|
«Reply #45 on: April 06, 2006, 02:54:59 PM » |
|
bahoot khoob majid and HumTum ji!!!
wo din tere hum kareeb thy in dino mai teri yaad kareeb hai wo din bhi kuch khas thy meri zindagi mai aor ab to sari zindagi hi ajeeb hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #46 on: April 06, 2006, 02:58:11 PM » |
|
Na pucho uske bina zindgi guzari kaseey Tanhaii ki talwar jigar mein uthari kaseey Kasoor kis ko du jo HumTum mil na sake Badal gyii pal mein duniya hamari kaseey !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #47 on: April 06, 2006, 03:01:16 PM » |
|
duniya ko badalty waqat nahi lagta ghatao ko barsaty waqat nahi lagta waqat lagta hai sirf ek baat ka dost intzar-e-waqat hi sirf nahi katata!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #48 on: April 06, 2006, 03:04:28 PM » |
|
waah .. bahut ahche !!
Yeh intaar mujey nagin ki trah dasta hai Har pal sanam mujhye teri yaad aati hai kash ke tere sath mein bhi cla gya hota Kaseey kahu teri yaad pal pal rulati hai !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #49 on: April 06, 2006, 03:06:13 PM » |
|
teri yaad ke ansoo pal pal piti hu jo jkham mile unko, yandon se siti hu mana ki tu lout ka na aa payega magar yah dil tamam umar sirf tuji ko chahega!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #50 on: April 06, 2006, 03:08:45 PM » |
|
waah waah !!
woh zakhm mila hai ke ;ta umr na bahr payega teri batoon ka carvaan har pal mujhey rulayega koyle ki kuhu jab bhi padegi kano mein mere yaad mujhey tab tera gungunana aayega !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #51 on: April 06, 2006, 03:14:49 PM » |
|
bahoot khoob majid and good one HumTum ji!!!
her geet chupa hai, in fizao mai her saaz baj raha haiin ghatao mai yahan ki mahek teri yaad dilati hai sab hai, magar teri kami dil torr jatti hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #52 on: April 06, 2006, 03:17:21 PM » |
|
Kehne ko to har shai hai paas meri Phir bhi aaj teri iss dil ko kami si hai Ho rha hai tujh se durri ka ehsaas Aaj phir ankh mein nami ssi hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #53 on: April 06, 2006, 03:22:34 PM » |
|
wowow bahoot khoob HumTum and Wajid!!!
her lamha yaad rahega her wada sath rahega tu hi raha na bas sath mere tera yah sath nibhana, yaad rahega!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #54 on: April 06, 2006, 03:24:19 PM » |
|
Teri har baat mere dil mein dafan hai Tu di hai mera tu hi jaan e mun hai Tu sath nahi to kya hua yadyien to hai Teri yadoon mein mera crvaan sanam hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #55 on: April 06, 2006, 03:26:55 PM » |
|
her karwan adhoora raha tere bager chalti rahi zindagi aor jeety rahe tere bager mana ki kabhi milan na tera mera ho payega yakin hai tera dard umarbhar sath nibhayega!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #56 on: April 06, 2006, 03:30:53 PM » |
|
Mein umr bhar tere dard ke sath jee lunga Jo pila hai ishq ka zaher pee lunga Karunga na fariyaad kabhi rab se ab to Mein chaak jigar ke khud hi see lunga !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #57 on: April 06, 2006, 05:17:58 PM » |
|
Dil mein ik tufaan utha aaj phir teri yaad ayii Udaas kiya har lamhe ne Yaad pal pal bad aayi Aaj phir dil ne khuda se ik sawaal kiya hai Aaj phir meieney kuda se ki hai ldaaiiii !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #58 on: April 07, 2006, 07:51:49 AM » |
|
Majid ..... Janta hoon ke akhiri line bahur kadvi hai ...... lekin kya kre jab dil bahut udaas ho jata hai .... bahut kucch khone ka ehsaas hota hai .....to phir kabhi kabhi khuda se ldai kar leta hai !!!
Jab dil udaasiyon ki hadd se guzar jata hai Man mein phir se wahi sawaal nazar aata hai Kyun khuda ne luut liya mera jahaan mujh se NA chahate huye bhi jagda magar ho jata hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #59 on: April 07, 2006, 09:40:08 AM » |
|
Majid ... aap ne kucch nahi likha ?
woh yaad aate hai pal to kya karu dil mein machti hai halchal kta karu kya karu jab dil bechain ho jaye shaam ghumo mein jaye daal kya karu ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|