Aaj Rula Dooga........(Ghayel)

by sajid_ghayel on November 02, 2008, 08:48:50 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1925 times)
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #15 on: November 03, 2008, 10:05:12 AM »
Rulaa Kar Mujhe Apne Ghamon Mein, Muskuraane Ki Duaa Na De,.
Faisla Ek Jo Kar Diya Tune, Us Par Yunhi Atal Rehna,.

________________________________-Jaanasheen-

bohut khoob jaanasheen ji Applause

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
USKI HANSI NE MUJHE RULA DIYA by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
rula gayi mujhe woh aankhen by salil2002 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chup reh kar woh hame rula gaye. by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
aa phir se rula jaa.. by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Dard -e- Judai
~~~Phir Se Rula Diya~~~ by Sammual in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: November 03, 2008, 10:12:18 AM »
Shukriya Bhavna Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: November 03, 2008, 10:14:23 AM »
Sookhi Thi Aankhein Meri, Tune Inhe Bheego Diya,.
Ab To Kambakht Aankhein, Aansoon Bahaa Bahaa Kar Sookh Gayi,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #18 on: November 03, 2008, 10:18:21 AM »
wafaa, waadaa, pyaar sab gujre kal ki baatein hain
aaj ki ham baat karei to ye shabd ab begaane se lagte hain



Sookhi Thi Aankhein Meri, Tune Inhe Bheego Diya,.
Ab To Kambakht Aankhein, Aansoon Bahaa Bahaa Kar Sookh Gayi,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: November 03, 2008, 10:27:16 AM »
wafaa, waadaa, pyaar sab gujre kal ki baatein hain
aaj ki ham baat karei to ye shabd ab begaane se lagte hain




Begaane Hi Aksar Apne Bankar,Ghamo Se Hume Milaate Hain,.
Apne To Phir Bhi Apne Hain, Jo Labon Se Hi Nafrat Dikhaate Hain,.

___________________________________Jaanasheen-
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #20 on: November 03, 2008, 10:46:23 AM »
kaise pata lage jaane
kaun apne kaun hain begane
sab to matlab parast hai yahan
to fir kisko apna maane
dushman to karte khulkar war hain
par apne pyaar ka jaal failate hain
chand dino ki dekar khushi
fir sab kuch loot le jaate hain
  tearyeyed


Begaane Hi Aksar Apne Bankar,Ghamo Se Hume Milaate Hain,.
Apne To Phir Bhi Apne Hain, Jo Labon Se Hi Nafrat Dikhaate Hain,.

___________________________________Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: November 03, 2008, 10:49:24 AM »
Nice One Bhawna,.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #22 on: November 04, 2008, 04:57:03 AM »
thnk u janasheen ji
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #23 on: November 04, 2008, 11:40:38 AM »
Aaj kabr ki mitti me kuch nami si hain
Ahle kabr ko yaad koi aaya bohat hain

Farishto tumhare sawalo jawab ka aadi hu main
Sari zindagi duniya ne aazmaya bohat hain

Ab to sone do hame sukoon se kabr me apni
Ta umr intezaar ne hame jagaya bohat hain

Ab tak beh rahe hain aasoo bheega hua hain kafan
Dushmano tum dena muje kandha, dosto ne sataya bohat hain

Darta hu koi samaj na bhaithe ise doli dulhan ki
Mere janaze ko logho ne sajaya bohat hain

Ro deta hu jab bhi guzarta hu Ghayel ki mazar se
Kambakht ne jeete jee muje hasaya bohat hain


                            -Sajid Ghayel-


Ek ek sheir, Sava sava laakh ka...  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Bahut bahut khoob Sajid ji..



Padh kar aapki ye gazal, yehi kaheinge "Sajid",
Aapke har ek sheir ne humko rulaaya bohat hai..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #24 on: November 04, 2008, 11:42:39 AM »
Good Replies Peera4u, Azeem, Angel, Bhawna .. Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #25 on: November 04, 2008, 12:11:02 PM »
Ek ek sheir, Sava sava laakh ka...  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Bahut bahut khoob Sajid ji..



Padh kar aapki ye gazal, yehi kaheinge "Sajid",
Aapke har ek sheir ne humko rulaaya bohat hai..

Aapko rulane me hame bhi bohat maza aaye jab aasoo sookh jaye hame yaad kar lena phir rula dege
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: November 04, 2008, 01:22:18 PM »
Shukriya Mahiya,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:01:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer