....~~Aakhir KyuN~~....

by HumTum on March 09, 2005, 04:59:22 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1038 times)
HumTum
Guest
khusi thi ya gam koi, nahi jaanta…..
kyun aakhir aaj pee maine, nahi jaanta…..

pyar mein dekha na kabhi jaddon ko …..
bachaate rahe teri saakh apni wafa ko….
ladte rahe duniya se tujhe paane ko….
kyun koshishen ki itni maine, nahi jaanta…..

khushi thi ya gam koi…..

kisi ke aane ki aas lagaye baithe the…..
rahoon mein ye dil bichaye baithe the….
phoolon se aashiyana sajaye baithe the…..
kyun ye shame phir bujhayi maine, nahi jaanta…..

khushi thi ya gam koi…..

tujhe khushi ke saahare chood aaye hain…..
dard--o-gam sandg apne le aaye hain…..
laute armaano ko dafn kar aaye hain…..
kyun phir laash "HumTum" uthaye phirte hain,nahi jaanta…..


khusi thi ya gam koi, nahi jaanta…..
kyun aakhir aaj pee maine, nahi jaanta…..

HumTum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAKHIR KYUN....???? by harshmeet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
*Aakhir Kyun* by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
----- /// Aakhir Kyun /// ----- by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Aakhir Kyun....?? by rsd4u in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab
Aakhir Kyun? by ishu_singh10 in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Meena
Guest
«Reply #1 on: March 09, 2005, 05:08:44 PM »
"tujhe khushi ke saahare chood aaye hain…..
dard--o-gam sandg apne le aaye hain…..
laute armaano ko dafn kar aaye hain…..
kyun phir laash "HumTum" uthaye phirte hain,nahi jaanta….. "



beautiful lines!!!

 :D
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #2 on: March 09, 2005, 09:29:10 PM »
GHUM AUR KHUSHI KA KIA HASEEN IMTZAG HAI
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #3 on: March 10, 2005, 05:28:20 AM »
superb HumTum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: March 10, 2005, 09:03:10 AM »
Quote from: "Meena"
"tujhe khushi ke saahare chood aaye hain…..
dard--o-gam sandg apne le aaye hain…..
laute armaano ko dafn kar aaye hain…..
kyun phir laash "HumTum" uthaye phirte hain,nahi jaanta….. "



beautiful lines!!!

 :D


Shukriya ji......
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: March 10, 2005, 09:03:53 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
GHUM AUR KHUSHI KA KIA HASEEN IMTZAG HAI



Shukriya Naveed ji ...:D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: March 10, 2005, 09:04:17 AM »
Quote from: "dhadkan"
superb HumTum


Thank Q...:D
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #7 on: March 10, 2005, 10:34:48 AM »
My pleasure HumTum... Keep writing..
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: March 10, 2005, 10:40:36 AM »
Quote from: "dhadkan"
My pleasure HumTum... Keep writing..


Aap sab dootooN ke pyar aur sath ki vajah se hi likheN ka hunsla hota hai...teh dil se Shukriya kabuul kijiye.....
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #9 on: June 26, 2005, 12:53:17 PM »
Quote from: "HumTum"
khusi thi ya gam koi, nahi jaanta…..
kyun aakhir aaj pee maine, nahi jaanta…..

pyar mein dekha na kabhi jaddon ko …..
bachaate rahe teri saakh apni wafa ko….
ladte rahe duniya se tujhe paane ko….
kyun koshishen ki itni maine, nahi jaanta…..

khushi thi ya gam koi…..

kisi ke aane ki aas lagaye baithe the…..
rahoon mein ye dil bichaye baithe the….
phoolon se aashiyana sajaye baithe the…..
kyun ye shame phir bujhayi maine, nahi jaanta…..

khushi thi ya gam koi…..

tujhe khushi ke saahare chood aaye hain…..
dard--o-gam sandg apne le aaye hain…..
laute armaano ko dafn kar aaye hain…..
kyun phir laash "HumTum" uthaye phirte hain,nahi jaanta…..


khusi thi ya gam koi, nahi jaanta…..
kyun aakhir aaj pee maine, nahi jaanta…..

HumTum


Bahut accha likha hai hum tum ji aapne
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:51:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer