aakhri baar mai mahfil me aaya hu"Raahi"

by Rahi2001 on August 27, 2010, 09:53:23 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 4446 times)
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
ek aakhri baar mai mahfil me aaya hu
bhigi hui aankhon se shabdon ko sajaya hu
kabhi na lout ke aaonga ab yahan par mai
maaf karna mere apnon mai sab ko sataya hu

nahi ab koi "Raahi" yahan aayega
nahi ab koi kisi ko apna banayega
nahi hogi kabhi ruswa yahan riston ki diwaren
nahi jalega dil kisi ka jaise mai jalaya hu
maaf karna ...................

sahi hai koi kisi ka itna hamsafar nahi hota
manjil sabki alag hai koi sathi-e-dagar nahi hota
nahi milta hai kisi ko jahan me dil se jitne wala
mai har pal is jamane ko bahut aajmaya hu
maaf karna....................

bahut rota hai dil mera jab kabhi tot jata hai
bade armaan hai isme jo piche chhut jata hai
kabhi miljaogy mujhko to mai sab kuch bataonga
abhi to bas mai dil ko roona sikhaya hu
maaf karna ...................


Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 27, 2010, 09:59:09 AM »
maafi nahin maar milegi tujhe ab...aisi buri baatein kiya to

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #2 on: August 27, 2010, 10:00:00 AM »
bht pyari kavita likhi hai rahul tumne....lekin aisi dukhi dukhi baatein na kiya karo...

tum masti aur shaitaniyan hi kiya karo bas....
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 27, 2010, 10:01:26 AM »
diiii

maine kaha tha na ek baar ki mai wahi likhta hu jo mere dil me hota hai

basssss likh diya aur kuch karna b hai dekhty hai kitna safal hotey hain

waise aap kyon ruth rahi hooooooooo

are maarna hai to maar lo aap ko itna to hq hai
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #4 on: August 27, 2010, 10:30:10 AM »
rahul bhaiya mast likhi he yaar bas itna kahuga ki kabhi kabhi jab poetry ya shayari jarurat s jyada senti ho jaye to koshi ye kijiye ki usme kam se kam ek eisa antra ho ki roshni ki ek kiran baki nazar aaye...

mera seedha matlab he ki ya to logo ko rula doo ya fir kuchh positivity show karo warna padhne walon ko lagatar negative lines padhne me alag type ka output ata he ~


baki u wrote wesome lines go ahead yaar~
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 27, 2010, 10:33:25 AM »
rahul bhaiya mast likhi he yaar bas itna kahuga ki kabhi kabhi jab poetry ya shayari jarurat s jyada senti ho jaye to koshi ye kijiye ki usme kam se kam ek eisa antra ho ki roshni ki ek kiran baki nazar aaye...

mera seedha matlab he ki ya to logo ko rula doo ya fir kuchh positivity show karo warna padhne walon ko lagatar negative lines padhne me alag type ka output ata he ~


baki u wrote wesome lines go ahead yaar~

Bahut Sahi Baat Kahi Hai Aapne..Yeh Bahut Zaroori Ho Jaata Hai..Theek hai shayar apna dard lafzon mein hi kahega par kabhi koshish yeh karni chahiye ke aakhri sher umeedo se bhara ho,ek roshni ki kiran dikhe uss sher mein.. Thumbs UP

Aur raahi waise aapne bahutttttttt acha likha hai
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #6 on: August 27, 2010, 11:45:44 AM »
Bahut Sahi Baat Kahi Hai Aapne..Yeh Bahut Zaroori Ho Jaata Hai..Theek hai shayar apna dard lafzon mein hi kahega par kabhi koshish yeh karni chahiye ke aakhri sher umeedo se bhara ho,ek roshni ki kiran dikhe uss sher mein.. Thumbs UP

Aur raahi waise aapne bahutttttttt acha likha hai


ji koshish karungaaaaaaaaaaa

shukriya galtiyon ko nazarandaaj karty hue tarif ke liye
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #7 on: August 27, 2010, 11:46:47 AM »
rahul bhaiya mast likhi he yaar bas itna kahuga ki kabhi kabhi jab poetry ya shayari jarurat s jyada senti ho jaye to koshi ye kijiye ki usme kam se kam ek eisa antra ho ki roshni ki ek kiran baki nazar aaye...

mera seedha matlab he ki ya to logo ko rula doo ya fir kuchh positivity show karo warna padhne walon ko lagatar negative lines padhne me alag type ka output ata he ~


baki u wrote wesome lines go ahead yaar~

abhi mere bhai jab dil me dard jagah bana lete hai to ummed ki kiran kabhi kabhi dikhna band si ho jati hai
fir b mai koshish karunga ke tumhari ummidon me khara utron
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: August 27, 2010, 06:50:04 PM »
Raahi Jee Aadaab!

Ahsaas e bayaani achchi rahi aapki......
Baat sirf likhane ki hi hai to dil se daad, gar haqhikhat hai to aapko hum bhi apni daastaan sunate hai... JahaaN hum pahele jaya karte the par ab nahi jate, par hume ab bhi woh mehfil aziz hai.. Bus nadaaniyaN hi apna khud ka dil tod jati hai... So aap aise jane wane ki baateN na kaha kijiye na likha kijiye, Many of heartz are hurted from this... Par hume ahsaas nahi hota...

JahaaN ki lehareN sahil se laut jati hai
MaiN us gehre samandar se aaya huN.......

JahaaN har waqt parinde chah chahate hai
MaiN use pyaare se nagar se aaya huN.........

JahaaN aks shishoN se nazar aate hai..
JahaaN chehare sitaroN se cham chamate hai..
JahaaN aashquei e husn ke rang hazaar hai...
JahaaN har dil meiN bus pyaar hi pyaar hai..

MaiN us har dil aziz ghar se aaya huN
MaiN us nagar us shahar se aaya huN..........         

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #9 on: August 27, 2010, 06:52:25 PM »
wahhhhhhhhhhhh.........parwaz jiiiiiiiiiikya khub kaha hai aapne .....sach me bht hi mast
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #10 on: August 27, 2010, 07:16:12 PM »
wahhhhhhhhhhhh.........parwaz jiiiiiiiiiikya khub kaha hai aapne .....sach me bht hi mast

Shukriyaa Kasak jee ... Par woh sab humne likhane ke liye nahi likha hai sachaii bayaan ki hai... Aur humari har line ekdum sachi hai, un ahsaas ko haqikhat ki nazar se sochiye..... Usual Smile         
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #11 on: August 28, 2010, 07:05:30 AM »
abhi mere bhai jab dil me dard jagah bana lete hai to ummed ki kiran kabhi kabhi dikhna band si ho jati hai
fir b mai koshish karunga ke tumhari ummidon me khara utron

rahul..... yara me itna bada to nahi hu ki apko samjhaish du ya galtiyan nikalu ..bas jo do char kavi sammelano ya mushayre me jo seekha ya dekha suna usi ke mutabik baat apse share ki ...

jab ham likhte he to ye sochkar likhte he ki ham sirf apne liye likha rahe he par mere dost jab sabko dikhane/ sunane ki bariii aati he na to apni soch anhi chalti ..har kisi ki pasand dekhni padti he... aap khud hi sochiye agar padhne walon ko pasand na aayi to fir me khud ya koi bhi kitna bhi achha likhe kya fark padta he~

meri kisi bat ko anyatha mat lena dost~  
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #12 on: August 28, 2010, 10:28:06 AM »
Raahi Jee Aadaab!

Ahsaas e bayaani achchi rahi aapki......
Baat sirf likhane ki hi hai to dil se daad, gar haqhikhat hai to aapko hum bhi apni daastaan sunate hai... JahaaN hum pahele jaya karte the par ab nahi jate, par hume ab bhi woh mehfil aziz hai.. Bus nadaaniyaN hi apna khud ka dil tod jati hai... So aap aise jane wane ki baateN na kaha kijiye na likha kijiye, Many of heartz are hurted from this... Par hume ahsaas nahi hota...

JahaaN ki lehareN sahil se laut jati hai
MaiN us gehre samandar se aaya huN.......

JahaaN har waqt parinde chah chahate hai
MaiN use pyaare se nagar se aaya huN.........

JahaaN aks shishoN se nazar aate hai..
JahaaN chehare sitaroN se cham chamate hai..
JahaaN aashquei e husn ke rang hazaar hai...
JahaaN har dil meiN bus pyaar hi pyaar hai..

MaiN us har dil aziz ghar se aaya huN
MaiN us nagar us shahar se aaya huN..........         





aaiye swagat hai mere dar pe aap ka
maine kiya hai har pal intajaar aap ka
gam hazar mile mujhe intajaar ke lamhon se
fir bhi sanson se nikla naam har baar aap ka
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #13 on: August 28, 2010, 10:33:48 AM »
rahul..... yara me itna bada to nahi hu ki apko samjhaish du ya galtiyan nikalu ..bas jo do char kavi sammelano ya mushayre me jo seekha ya dekha suna usi ke mutabik baat apse share ki ...

jab ham likhte he to ye sochkar likhte he ki ham sirf apne liye likha rahe he par mere dost jab sabko dikhane/ sunane ki bariii aati he na to apni soch anhi chalti ..har kisi ki pasand dekhni padti he... aap khud hi sochiye agar padhne walon ko pasand na aayi to fir me khud ya koi bhi kitna bhi achha likhe kya fark padta he~

meri kisi bat ko anyatha mat lena dost~ 


bhai mai aaj tak kisi kavi sammelan ya mushayre me nahi gaya hu aur na hi kavita ki barikiyon se parichit hu mai wahi likhta hu jo mere dil me hota hai aur sab ko bata deta hu

dard me rota hu jab mere shabd bhi ro dete hai
khushi me hansta hu jab mere shabd bhi hans lete hai
koi nahi mera inshabdon ke siwa
main sansen leta hu to mere sath ye bhi ji lete hai

bhai mai teri kisi baat ko kabhi anyatha nahi longa tu apni har baat nishfirka hokar bol sakta aur fir mai kyon bura manon mujhe yahan sikhne ko mil raha hai mai koi commpition me to nahi khada hu jahan nombers milty hai

mai sirf apne dil ki bat sunana chahta hu jise sun kar koi daad de ya dant de mujhe koi farak nahi padta

ok

aur han ab se har baat ek bade bhai ki tarah se boldena

aur rahi baat meri lang. ki to asal me mai aisa hi hu
ek baar fata hua dudh sudhar jayega par mai kabhi nahi sudhar sakta
kya karon dil ka gulaam hu na aur dil itni aasani se gamon ko bhulne nahi deta
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #14 on: August 28, 2010, 02:23:16 PM »
Bahoot Bahoot Umda Lajawaab Creation.. Bahoot Khoob Rahi ji and Parwaaz ji.. Applause Applause

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:47:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer