Aakhri Sahara

by Kashifib on July 31, 2012, 07:11:13 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1696 times)
Kashifib
Guest
Ab Yahi Aakhri Sahara Hai

Mai Tera, Tu Mera Kinara Hai

Lautna Ab Nahi Raha Mumkin

Tu Ne Kis Morr Par Pukaara Hai

Kiya Tumhen Ab Bhi Yaad Aata Hai

“Chand Ke Paas Jo Sitaara Hai”

Yeh To Sajta Hai Aasmanon Par

Tu Ne Palkon Pe Kiyu Utaara Hai

Maut Ke Saamne Haqeeqat Mai

Hijr To Ik Zara Ishaara Hai

Hum Koi Khas Khush Nahi KASHIF

Zindagi Kiya Hai Bas Guzaara Hai


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sahara by Arifa in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
sahara by tanhaiye in Shayeri for Dard -e- Bewafai
sahara by manchanda in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ek Aakhri Kaalaam Ek Aakhri Khitaab by Ghayal in Shayri for Dard -e- Judai
sahara by azad_nazim in Shayri-E-Dard
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: July 31, 2012, 07:16:21 AM »
Ab Yahi Aakhri Sahara Hai

Mai Tera, Tu Mera Kinara Hai

Lautna Ab Nahi Raha Mumkin

Tu Ne Kis Morr Par Pukaara Hai

Kiya Tumhen Ab Bhi Yaad Aata Hai

“Chand Ke Paas Jo Sitaara Hai”

Yeh To Sajta Hai Aasmanon Par

Tu Ne Palkon Pe Kiyu Utaara Hai

Maut Ke Saamne Haqeeqat Mai

Hijr To Ik Zara Ishaara Hai

Hum Koi Khas Khush Nahi KASHIF

Zindagi Kiya Hai Bas Guzaara Hai





Waah Waah waah.....

"Zindagi Kiya Hai Bas Guzaara Hai"

Bahut Bahut Khoob Kashif Ji..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
piyushappy
Guest
«Reply #2 on: July 31, 2012, 07:33:30 AM »
bahut khoob
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: July 31, 2012, 08:04:12 AM »
Ab Yahi Aakhri Sahara Hai

Mai Tera, Tu Mera Kinara Hai

Lautna Ab Nahi Raha Mumkin

Tu Ne Kis Morr Par Pukaara Hai

Kiya Tumhen Ab Bhi Yaad Aata Hai

“Chand Ke Paas Jo Sitaara Hai”

Yeh To Sajta Hai Aasmanon Par

Tu Ne Palkon Pe Kiyu Utaara Hai

Maut Ke Saamne Haqeeqat Mai

Hijr To Ik Zara Ishaara Hai

Hum Koi Khas Khush Nahi KASHIF

Zindagi Kiya Hai Bas Guzaara Hai




gud
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #4 on: July 31, 2012, 08:52:46 AM »
Aadaab kashif jee
second sher bahoot achcha laga.
Waise to pooree kee pooree kalaam hee achchee hai.
Likhte rahiye.
Aatey rahiye.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: July 31, 2012, 10:03:01 AM »
bahut bahut khoob dheron daad qubool farmaayen
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: July 31, 2012, 04:22:17 PM »
Bahut khoob likhte hai aap
i'm really impressed.
Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: July 31, 2012, 04:29:15 PM »
 Applause Applause Applause

bahut khoob jee
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: July 31, 2012, 04:31:13 PM »
bahut khub bahut hi umda qalaam
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #9 on: August 01, 2012, 05:41:43 AM »
Ab Yahi Aakhri Sahara Hai
Mai Tera, Tu Mera Kinara Hai

Lautna Ab Nahi Raha Mumkin
Tu Ne Kis Morr Par Pukaara Hai

Kiya Tumhen Ab Bhi Yaad Aata Hai
“Chand Ke Paas Jo Sitaara Hai”

Yeh To Sajta Hai Aasmanon Par
Tu Ne Palkon Pe Kiyu Utaara Hai

Maut Ke Saamne Haqeeqat Mai
Hijr To Ik Zara Ishaara Hai

Hum Koi Khas Khush Nahi KASHIF
Zindagi Kiya Hai Bas Guzaara Hai



Bahut bahut umda aur awal darje ki gazal likhi hai apne kashif ji bahut khoob ehsaas-o-khayaal se bharpoor dheron daad aur mubaarak baad qabool kariye ..Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Thoda gap maintain kariye lines ke beech me clearty ke liye..
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:55:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer