~~"AANKHEIN MAJBOOR HUI"~~

by k.shael on December 15, 2008, 10:40:16 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2728 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: December 15, 2008, 10:01:18 PM »
BARSO SE CHAMAK SUBAH KI INSE KOSSO DOOR HUI,
YE AANKHEIN PATHAR JAISI KHUDA JAANE KYUN ITNI
MAJBOOR HUI,

AANKHON ME MERI KAYII SADIYO KA ANDHERA NAZAR
AATA HAI, AAJ BHI GAMMO KA SAYA INHE GHERE HUE
NAZAR AATA HAI,

DEKH LE JO INHE WO DEEWANA HOTA NAHI HAAN
MAGAR DEKH KE AANSOO INME KHUD HI KISI ANJAANE
GAMM ME KHO JAATA HAI,

LOG KEHTE HAI PYAAR U HI HO JAATA HAI, POOCHE JO
KOI INSE PYAAR KA MATLAB TO SACH YE HAI PYAAR ME
SAB KUCH BEGANA HO JAATA HAI,

JISSE KHUDA MAAN KAR SUBAH ME DEKHA KARTE THE WAHI
INSAAN RAAT KE ANDHERE ME THOKAR DENE WALA PATHAR
SAMAJH AATA HAI,

INN AANKHON KE GEHREPAN ME HAME AAJ BHI EK HASTA
HUA CHEHRA NAZAR AATA HAI, WO JO HO NA SAKA APNA
BAAR BAAR AAJ BHI AANKHON KO RULAATA HAI,

YE AANKHEIN PATHAR JAISI KHUDA JAANE KYUN ITNI
MAJBOOR HUI…


SHALLY.

Bahut Khoob Shally Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"Aankhein Khoob Roti Hay" by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
Teri AankheiN.!!----------------------------------"Sagar" by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Deepati
Guest
«Reply #16 on: December 16, 2008, 03:25:22 AM »
BARSO SE CHAMAK SUBAH KI INSE KOSSO DOOR HUI,
YE AANKHEIN PATHAR JAISI KHUDA JAANE KYUN ITNI
MAJBOOR HUI,

AANKHON ME MERI KAYII SADIYO KA ANDHERA NAZAR
AATA HAI, AAJ BHI GAMMO KA SAYA INHE GHERE HUE
NAZAR AATA HAI,

DEKH LE JO INHE WO DEEWANA HOTA NAHI HAAN
MAGAR DEKH KE AANSOO INME KHUD HI KISI ANJAANE
GAMM ME KHO JAATA HAI,

LOG KEHTE HAI PYAAR U HI HO JAATA HAI, POOCHE JO
KOI INSE PYAAR KA MATLAB TO SACH YE HAI PYAAR ME
SAB KUCH BEGANA HO JAATA HAI,

JISSE KHUDA MAAN KAR SUBAH ME DEKHA KARTE THE WAHI
INSAAN RAAT KE ANDHERE ME THOKAR DENE WALA PATHAR
SAMAJH AATA HAI,

INN AANKHON KE GEHREPAN ME HAME AAJ BHI EK HASTA
HUA CHEHRA NAZAR AATA HAI, WO JO HO NA SAKA APNA
BAAR BAAR AAJ BHI AANKHON KO RULAATA HAI,

YE AANKHEIN PATHAR JAISI KHUDA JAANE KYUN ITNI
MAJBOOR HUI…


SHALLY.

Wow Shael Ji, Very Nice
Logged
Deepati
Guest
«Reply #17 on: December 16, 2008, 03:30:53 AM »
Wah wah Shael Ji aur Jaanashaan Ji, Bahut khoob  Applause
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #18 on: December 16, 2008, 04:07:38 AM »
shally ji ,bahut acchi panktiyaan bana rahi aapki kalam is thread mein, aap nishchit hi badhai ki patra hein.

Jaansheen ji-kya khoob saath diya hein aapne aur vaakai padhne me lutf aa gaya.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: December 16, 2008, 07:52:37 AM »
BARSO SE CHAMAK SUBAH KI INSE KOSSO DOOR HUI,
YE AANKHEIN PATHAR JAISI KHUDA JAANE KYUN ITNI
MAJBOOR HUI,

AANKHON ME MERI KAYII SADIYO KA ANDHERA NAZAR
AATA HAI, AAJ BHI GAMMO KA SAYA INHE GHERE HUE
NAZAR AATA HAI,

DEKH LE JO INHE WO DEEWANA HOTA NAHI HAAN
MAGAR DEKH KE AANSOO INME KHUD HI KISI ANJAANE
GAMM ME KHO JAATA HAI,

LOG KEHTE HAI PYAAR U HI HO JAATA HAI, POOCHE JO
KOI INSE PYAAR KA MATLAB TO SACH YE HAI PYAAR ME
SAB KUCH BEGANA HO JAATA HAI,

JISSE KHUDA MAAN KAR SUBAH ME DEKHA KARTE THE WAHI
INSAAN RAAT KE ANDHERE ME THOKAR DENE WALA PATHAR
SAMAJH AATA HAI,

INN AANKHON KE GEHREPAN ME HAME AAJ BHI EK HASTA
HUA CHEHRA NAZAR AATA HAI, WO JO HO NA SAKA APNA
BAAR BAAR AAJ BHI AANKHON KO RULAATA HAI,

YE AANKHEIN PATHAR JAISI KHUDA JAANE KYUN ITNI
MAJBOOR HUI…


SHALLY.


wah wah, bahut hi badiya aap neh aakhoh ka nazara dia hai, bahut khoob.



AAKHEY UNSEY MILNEY KOH MAJBOOR REHTI HAI
YEH DARPAN DEKHNEY KOH KOHINOOR REHTI HAI
YEH DEKH , KOI AUR SHAMMA JALANEY AA GAYA
PAR YEH AAKHEY UNHI KEY LIYE CHASH-MEH-BADOOR REHTI HAI



JASBIR SINGH
Logged
k.shael
Guest
«Reply #20 on: December 16, 2008, 08:39:30 AM »

wah wah, bahut hi badiya aap neh aakhoh ka nazara dia hai, bahut khoob.



AAKHEY UNSEY MILNEY KOH MAJBOOR REHTI HAI
YEH DARPAN DEKHNEY KOH KOHINOOR REHTI HAI
YEH DEKH , KOI AUR SHAMMA JALANEY AA GAYA
PAR YEH AAKHEY UNHI KEY LIYE CHASH-MEH-BADOOR REHTI HAI



JASBIR SINGH

SHUKRIYA JAS JI,

& NICE LINES FROM UR SIDE 2,

SHALLY.


AANKHON KA KASOOR THA JO HAMEN TERA DIDAAR KIYA,
DIL HAMARA TERE NASHE ME CHOOR THA JO HAMNE TUJHSE
PYAAR KIYA,
YE TO HUI HAMARI BAATEIN, TU BATA TU KISS WAJAH SE
MAJBOOR THA JO TUNE HAMSE DAGA KIYA...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: December 16, 2008, 10:06:21 AM »
SHUKRIYA JAS JI,

& NICE LINES FROM UR SIDE 2,

SHALLY.


AANKHON KA KASOOR THA JO HAMEN TERA DIDAAR KIYA,
DIL HAMARA TERE NASHE ME CHOOR THA JO HAMNE TUJHSE
PYAAR KIYA,
YE TO HUI HAMARI BAATEIN, TU BATA TU KISS WAJAH SE
MAJBOOR THA JO TUNE HAMSE DAGA KIYA...


wah , bahut khoon SHALLY


AAKHOH KEY RASTEY TUMHEY DIL MEH BASAYA
BADA PYAR SEY HUMNEY YEH RISHTA NIBHAYA

BE-WAFA MAIN NAHI THA PYAR MEH
KASOOR ITNA THA KI MAIN KUCH KEH NAHI PAAYA



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 16, 2008, 01:06:13 PM »
Shukriya deepti Ji,.

khushbu hai wo to chu k badan ko guzar na jaye
jab tak mere wajud k andar utar na jaye

khud phul ne bhi honth kiye apne nim-wa
chori tamam rang ki titli k sar na jaye

is khauf se wo sath nibhane k haq main hai
kho kar mujhe ye larki kahin dukh se mar na jaye

palkon ko us ki apne dupatte se ponch dun
kal k safar main aj ki gard-e-safar na jaye

main kis k hath bhejun use aj ki dua
qasid hawa sitara koi us k ghar na jaye,.

Nm
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #23 on: December 16, 2008, 01:17:18 PM »
bahut khoob sharing hey jaansheen ji,umda.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 16, 2008, 02:25:46 PM »
Shukriya Prateek Ji,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #25 on: December 16, 2008, 02:53:05 PM »
Applause Applause
Bohat khoob shally

Bohat achche bhai........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 16, 2008, 03:06:20 PM »
Shukriya Didi Jaan,.
Aap Bhi Kuch Likh Kar Jaati To achcha Lagta,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #27 on: December 16, 2008, 03:15:35 PM »
Woh kaali se raat ko na bhool sake hum
Dard mein phigalte hue tadapte rahe hum

Aur kya saza de paongi tumen
Muhabbat ke badle nafrat mil gaye hai humen

Bhool se bhi ye na sochna ke pyaar karenge hum
Nafrat joh ki tumne kaise bhool paayenge hum

_________honeyrose_________
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: December 16, 2008, 03:32:08 PM »
Woh kaali se raat ko na bhool sake hum
Dard mein phigalte hue tadapte rahe hum

Aur kya saza de paongi tumen
Muhabbat ke badle nafrat mil gaye hai humen

Bhool se bhi ye na sochna ke pyaar karenge hum
Nafrat joh ki tumne kaise bhool paayenge hum

_________honeyrose_________



bahut hi badiya....


KASMEH WADEY NIBHATEY RAHENGEY
GUM MEH BHI MUSKURATEY RAHENGEY
JINDAGI JINEY KA NAAM HAI AGAR
DIL MEH USKI DHADKAN CHALTEY RAHENGEY



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: December 19, 2008, 01:51:10 PM »
Bohat Badhiya Jaya Didi,.
And Jasbir Bhaiya,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:37:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer