Aankhon Se Behta Samander Hai

by majid on February 10, 2009, 11:38:34 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2021 times)
majid
Guest
  


                  Tere   Baad   Bhi  Guzarta  ,  Yeh   Zindagi-e-Safar  Hai
                  Yeh  Aur  Baat Hai Ki , Aankhon Se Behta Samander Hai.

                  Har Taraf Hai Dard-o-Ghum Sukoon Ka Koi Naam Nahi
                  Chal  Chhod  De  Aaj Hum , Bada Hi  Ajib Yeh Sehar Hai.

                  Mushqil Hai Shayad , Aur  Zindagi Ko Jee Paana Yahaan
                  Yeh Kambakht Dil Bhi To Ajab Tamannao.n Ka Ghar Hai.
 
                  Aur Kya Bataun Mein Bhala Apni Barbaadi Ka Sabab.Bas
                  Auro,n Ki Tarah Mera Bhi Ik Sanam Hai Jo Sitamgar Hai.
  
  


                                           (Shiha)

 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aansu behta hai by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
meri aankhon k samander mein by NABROY in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kabhi Behta tha rago mein........ by ravisca2003 in Shayri-E-Dard
Us Ki Aankhon Se bhi Behta Hua Kaajal Dekha by Kashifib in Shayri-E-Dard
Khoon Behta Raha Bekabu by Sahiba Zehra in Shayeri for Dard -e- Bewafai
abdulqadeer
Guest
«Reply #1 on: February 10, 2009, 11:50:37 AM »
Bahoth umda shihab hamesha ki tarha kasam se bahoth acha laga yaar !! Allah tumhe khuch rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: February 10, 2009, 01:07:40 PM »
very nice, shihab sahab, nice flow of words!
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 10, 2009, 06:30:33 PM »
    Tere Baad Bhi Guzarta Ye Zindagi.e.Safar Hai
   Ye Aur Baat Hai Ki Aankhon Se Behta Samander Hai.

   Har Taraf Hai Dard.o.Ghum Sukoon Ka Koi Naam Nahi
   Chal Chhod De Aaj Hum ,Bada Hi Ajib Ye Sehar Hai.

   Mushqil Hai Shayad Aur Zindagi Ko Jee Paana Yahaan
   Ye Kambakht Dil Bhi To Ajab Tamannao.n Ka Ghar Hai.

   Aur Kya Bataun Mein Bhala Apni Barbaadi Ka Sabab.Bas
  Auro,n Ki Tarah Mera Bhi Ik Sanam Hai Jo Sitamgar Hai.
 
  Ab Sab Milke Marne Ki Hi Duayen Kar Dijiyega.e.Doston
    Kyun Ki Jeene Ka Ab Aur Ye Dil Talabgaar Nahi Hai

 
nice poetry Shiab.Asghr
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 11, 2009, 12:05:22 PM »
waah Majid Bhai, Kya Khoob Yaar, kitna Wadiya Likha Hai,.
Yunhi Likhte Raho Mere Bhai,.
May Allah Bless You,.

Khush raho,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: February 15, 2009, 03:32:14 PM »
    Tere Baad Bhi Guzarta Ye Zindagi.e.Safar Hai
   Ye Aur Baat Hai Ki Aankhon Se Behta Samander Hai.

   Har Taraf Hai Dard.o.Ghum Sukoon Ka Koi Naam Nahi
   Chal Chhod De Aaj Hum ,Bada Hi Ajib Ye Sehar Hai.

   Mushqil Hai Shayad Aur Zindagi Ko Jee Paana Yahaan
   Ye Kambakht Dil Bhi To Ajab Tamannao.n Ka Ghar Hai.

   Aur Kya Bataun Mein Bhala Apni Barbaadi Ka Sabab.Bas
  Auro,n Ki Tarah Mera Bhi Ik Sanam Hai Jo Sitamgar Hai.
 
  Ab Sab Milke Marne Ki Hi Duayen Kar Dijiyega.e.Doston
    Kyun Ki Jeene Ka Ab Aur Ye Dil Talabgaar Nahi Hai

 

wah wah, bahut khoob majid..

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #6 on: April 05, 2009, 06:21:30 AM »
    Tere Baad Bhi Guzarta Ye Zindagi.e.Safar Hai
   Ye Aur Baat Hai Ki Aankhon Se Behta Samander Hai.

   Har Taraf Hai Dard.o.Ghum Sukoon Ka Koi Naam Nahi
   Chal Chhod De Aaj Hum ,Bada Hi Ajib Ye Sehar Hai.

   Mushqil Hai Shayad Aur Zindagi Ko Jee Paana Yahaan
   Ye Kambakht Dil Bhi To Ajab Tamannao.n Ka Ghar Hai.

   Aur Kya Bataun Mein Bhala Apni Barbaadi Ka Sabab.Bas
  Auro,n Ki Tarah Mera Bhi Ik Sanam Hai Jo Sitamgar Hai.
 
  Ab Sab Milke Marne Ki Hi Duayen Kar Dijiyega.e.Doston
    Kyun Ki Jeene Ka Ab Aur Ye Dil Talabgaar Nahi Hai

 

Chalo Main dua kar deta hun...
Aur majid baba waqt na Hai warna badhiya si reply de deta


Fiza Ne Jabse Dard Ki Rida Pehni Hai
Udaas Tabse Dil Ki Har Ik Tehni Hai.

Bechainiyon Ko Saath Le Phirt Hai Hawa
Shaayd Usko Mujhse Koi Baat Kehni Hai.

Karke Yaad Aksar Guzre Hue Zamaaney Ko
Ye Aankhein Mat Puchho Kitni Behti Hai.

Hum Mar Bhi Jaaye To Kya Fark Padta Hai
Humare Baad Bhi Ye Duniya To Rehni Hai



Majid baba..Itna dard Itne Kum Lafzo Mein...Kis Tarha Likh Lete Ho...
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: April 05, 2009, 06:27:46 AM »
    Tere Baad Bhi Guzarta Ye Zindagi.e.Safar Hai
   Ye Aur Baat Hai Ki Aankhon Se Behta Samander Hai.

   Har Taraf Hai Dard.o.Ghum Sukoon Ka Koi Naam Nahi
   Chal Chhod De Aaj Hum ,Bada Hi Ajib Ye Sehar Hai.

   Mushqil Hai Shayad Aur Zindagi Ko Jee Paana Yahaan
   Ye Kambakht Dil Bhi To Ajab Tamannao.n Ka Ghar Hai.

   Aur Kya Bataun Mein Bhala Apni Barbaadi Ka Sabab.Bas
  Auro,n Ki Tarah Mera Bhi Ik Sanam Hai Jo Sitamgar Hai.
 
  Ab Sab Milke Marne Ki Hi Duayen Kar Dijiyega.e.Doston
    Kyun Ki Jeene Ka Ab Aur Ye Dil Talabgaar Nahi Hai

 

Wah wah bahut khoob brother Majid   Applause Applause
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #8 on: April 06, 2009, 09:20:15 AM »
waah Majid Bhai, Kya Khoob Yaar, kitna Wadiya Likha Hai,.
Yunhi Likhte Raho Mere Bhai,.
May Allah Bless You,.

Khush raho,.

Oye Azeem,,Ye aise hi Likhte Rahega,,Sailaab aa jayega..
Aur Ye Maatam Likh raha Aur Tum Bol Rahe Ho - Bas Yunhi Likhte Raho,Mere bhai..
Matlub Tumhara Kya K ? Majid Puri Zindagi Gumm Mein Rahein Kya ?
Pahele Bhai Kehte ho Aur aisi Bad dua De rahe ho yaar.


Nawazish Bohat Bohat Shukariya Muhammed Bhai.
Plz Dua Kare Aap Jaise Nek Bandon Ki Hume
Bohat Jarurat Hai Bhai..
Aur Plz Likhiye Taake Hume Bhi Sikhne Ko Mile
Hume Intazaar Rahega Aapke Likhne Ka Bohat Bohat Shukariya..

Aur Bohat Mushqil Sawaal Kar Diya Aapne Ki
Main Itna Dard Kaise Likh Deta Hoon

To Uske Jawaab Main Mein Ye Di Line Hi Kahunga
Jo Ki Pahle Kahin Bhi Likh Chuka Hoon..


Hum Uljhe Hue Hain Bas Ik Teri Yaad Ke Saath
Aksar Kalam Chal Jaati Hai Teri Yaad Ke Baad



Are Main Kya Sikhaaun..Yahaan aaju baju Bade Tagde Kisam K Ustaad Rehte Hai..Yahin Yo pe..

Mujhe to aisa lagta Hai..Duniya Mein Jitne Gum B'tein Hai Is Yoindia se direct via Pipe Fela Hai.

Aakhri Do Ash'aar waqaee Dil Mein Utar Gaye majid.

Aur Ye Gumm Wala Likhna Kumm Karr de Warna SABINA ko Bolta hun Ye Tere Majid Ko Sambhalo,,Kahin..........??
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: April 06, 2009, 10:45:58 AM »
    Tere Baad Bhi Guzarta Ye Zindagi.e.Safar Hai
   Ye Aur Baat Hai Ki Aankhon Se Behta Samander Hai.

   Har Taraf Hai Dard.o.Ghum Sukoon Ka Koi Naam Nahi
   Chal Chhod De Aaj Hum ,Bada Hi Ajib Ye Sehar Hai.

   Mushqil Hai Shayad Aur Zindagi Ko Jee Paana Yahaan
   Ye Kambakht Dil Bhi To Ajab Tamannao.n Ka Ghar Hai.

   Aur Kya Bataun Mein Bhala Apni Barbaadi Ka Sabab.Bas
  Auro,n Ki Tarah Mera Bhi Ik Sanam Hai Jo Sitamgar Hai.
 
  Ab Sab Milke Marne Ki Hi Duayen Kar Dijiyega.e.Doston
    Kyun Ki Jeene Ka Ab Aur Ye Dil Talabgaar Nahi Hai

 
Yeh Bhi Khoob Likha Hai Aap ne Shihab Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: January 08, 2010, 08:54:26 AM »
Wah bahut bahut khoob Shihab ji,great creation,excellent. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #11 on: January 13, 2010, 11:51:35 AM »
Wah Shihaab ji bahut achhi creation hai aapki. Ye ghazal bahut achhi lagi.
Logged
Versatile Shayar
Guest
«Reply #12 on: January 13, 2010, 11:56:45 AM »
Nice One Shihab Ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: January 14, 2010, 07:49:49 AM »
Wonderful creation... Too good Shihab!
Logged
mkv
Guest
«Reply #14 on: November 05, 2011, 05:09:15 PM »
Auro ki tarah mera bhi ek sanam hai jo sitamgar hai..
Bahut khoob..Shihab  Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:39:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer