^Aankhon se nikalte hain mere aansu^

by honeyrose on July 31, 2008, 10:12:07 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3703 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: August 02, 2008, 05:57:42 AM »

Wah bohat khoob likha hai aapne Sayyid ji...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Udaas Aankhon Se Aansuu Nahin Nikalte Hain by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Aankhon mein aansu jaate hain by jaswinder singh jassi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
AANKHON ME AANSU ....... by srikant in Shayri-E-Dard
Kahin jaane ko nikalte hain... by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
mere aansu tujh bewafa ke liye bahte hain... by cool neha in Shayri for Dard -e- Judai
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #16 on: August 02, 2008, 06:18:01 AM »
bahoot achcha likh hai sabhi ne....
mujhe rafi sahab ka gaya hua ek gaana yaad gaya.....

ye aansoo mere dil kee jubaan hain
main ro dun to ro de aansoo,
main hans doo to has de aansoo
ye aansoo mere dil ki zaban hai

aankh se tapakee jo chingaaree,
har aansoo mein chavee tumhaaree
cheer ke mere dil ko dekho,
bahate lahoo mein preet tumhaaree
ye jeewan jaise sulagaa tufaan hain
ye aansoo mere dil......

jeewan path par jeewan saathee,
saath chale ho munh naa modo
dard-o-gam ke doraahe par,
muz ko tadapataa yoon naa chhodo
ye nagmaa mere gam kaa bayaan hain
ye aansoo mere....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: August 02, 2008, 06:18:52 AM »
nice sharing Bekarar ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #18 on: August 02, 2008, 08:02:12 AM »
Bohat khoob Sanjeev ji nice sharing.. Applause
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #19 on: August 02, 2008, 10:10:24 PM »
Bahot Hi Khoob sayyid sa'b,,badhiya Qat'aa Hai aapka.
waise Ye Aansoo Hi Rang Layenge Maheshar Me.Gunaaho'n K daftar dhulenge In aansoo Se. 


Shukriya janaab, aap ne saraha meherbaani aapki.

..

Wah bohat khoob likha hai aapne Sayyid ji...

Nawazish he aap ki...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: August 07, 2008, 07:59:52 AM »
Hum aapse door raheke bhi tadap rahe hai
Dard hi dard mein bas gaye hain 
Shayad tum meri muhabatt ko na pehchano
Hum unse door raheke bhi tadap rahe hain
Aapki kwabh kahani bankar rahe gaye hain
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: August 07, 2008, 04:24:03 PM »
Nice Honeyrose, Shally and Sayyid!!

Ankhon se nikla ashaq simat jaata hai
dil se nikla khayal seham jaata hai
jab bhi chaha hai khushi ki taraf hath badana
her purana zakham, Ubhar jaata hai!!!
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #22 on: August 08, 2008, 12:37:14 AM »
++++++++
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #23 on: August 10, 2008, 01:05:13 PM »

Bohat khoob Sayyid ji

Nice Honeyrose, Shally and Sayyid!!

Ankhon se nikla ashaq simat jaata hai
dil se nikla khayal seham jaata hai
jab bhi chaha hai khushi ki taraf hath badana
her purana zakham, Ubhar jaata hai!!!

Very nice lines Pooja and thanks..



Dard chupate chupate beeth jaati hain 
Aankhon se aansoo nahi chupa paati hain 
Kabhi hasna ho to nazar aate hain aansoo 
Humare lakh koshish karne par bhi nikal the hain aansoo
Logged
Roja
Guest
«Reply #24 on: August 10, 2008, 02:03:38 PM »
bahoot achcha likh hai sabhi ne....
mujhe rafi sahab ka gaya hua ek gaana yaad gaya.....

ye aansoo mere dil kee jubaan hain
main ro dun to ro de aansoo,
main hans doo to has de aansoo
ye aansoo mere dil ki zaban hai

aankh se tapakee jo chingaaree,
har aansoo mein chavee tumhaaree
cheer ke mere dil ko dekho,
bahate lahoo mein preet tumhaaree
ye jeewan jaise sulagaa tufaan hain
ye aansoo mere dil......

jeewan path par jeewan saathee,
saath chale ho munh naa modo
dard-o-gam ke doraahe par,
muz ko tadapataa yoon naa chhodo
ye nagmaa mere gam kaa bayaan hain
ye aansoo mere....


wah wah bahut khoob sanjeev ji
Logged
angel4u
Guest
«Reply #25 on: August 11, 2008, 03:19:28 PM »




Aankhon se nikalte hain mere aansu
Kabhi unke yaadon se bhar jaate hain mere aansu

Bharish mein bheejte hain pyaar ke aansu
Unka intezaar karte hain dard ke aansu

Aankhon se nikalte hain mere aansu
Saath dete aur rulate hain ek pal mein aansu

Kabhi dukh kabhi khushi se dagmagate hain mere aansu
Kuch dard hai joh kahe nahi paaye hain mere aansu

Dil ka dard nahi chhupa paaye hain mere khamosh aansu
Unki ki yaadon mein kho jaate hain  mere dard ke aansu

Tadapte dil ki pukar nahi samajh paaye hain mere aansu
Dil ka dard nahi mitta paaye hain mere pyaar ke aansu


Bahut hi badhiya likha hia...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: August 11, 2008, 03:22:31 PM »
Bahut hi badhiya likha hia...

Thanks angel4u ..
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #27 on: August 12, 2008, 05:17:07 PM »
Shukriya pooja ji honey ji.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:05:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer