Aansuon Mein Na Dhoondo Hamein....

by Aryaan on May 10, 2005, 11:15:05 PM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 3991 times)
Aryaan
Guest

Aansuon mein na dhoondo hamein
 Dil mein hum bas jayein ge

Tamanna agar ho agar milne ki
Tau band aankhon mein nazar aayein ge

Lamha lamha waQt guzar jaye ga
Chand lamhon mein daaman choot jaye ga

Aaj waQt hai, do baatein  kar lo hum se
Kal kya pata kaun aapki zindagi mein aa jaye ga

Paas aa kar bhi door chale jaate hain
Hum akele they, akele hi rahe jaate hain

Dil ka dard kaise dikhayein
Marham lagane waale hi zakhm de jaate hain

WaQt tau hamein bhulaa chuka hai
MuQaddar bhi na bhulaa de

Dosti dil se hum isliye nahi karte
Kyunkeh darte hain phir se koi rula na de

Zindagi mein hamesha naye log mileinge
Aitbaar zara soch kar karna
Mumkin nahi harr jagah tumhein hum mileinge

Khushboo ki tarha aapke paas bikhar jayein ge
Sukoon ban kar dil mein utar jayein ge

Mehsoos karne ki koshish tau kijiye
Door hote huwe bhi paas nazar aayein ge..
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #1 on: May 11, 2005, 04:34:05 AM »
Aryaan ji....

har misra dil ko choo gaya hai....

wah.....

yunhi likhte rahiye.....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: May 11, 2005, 06:01:42 AM »
Quote from: "Aman_rahi"
Aryaan ji....

har misra dil ko choo gaya hai....

wah.....

yunhi likhte rahiye.....

Bohat shukriya Aman........
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #3 on: May 11, 2005, 06:22:23 AM »
Quote from: "Aryaan"

Aansuon mein na dhoondo hamein
 Dil mein hum bas jayein ge

Tamanna agar ho agar milne ki
Tau band aankhon mein nazar aayein ge

Lamha lamha waQt guzar jaye ga
Chand lamhon mein daaman choot jaye ga

Aaj waQt hai, do baatein  kar lo hum se
Kal kya pata kaun aapki zindagi mein aa jaye ga

Paas aa kar bhi door chale jaate hain
Hum akele they, akele hi rahe jaate hain

Dil ka dard kaise dikhayein
Marham lagane waale hi zakhm de jaate hain

WaQt tau hamein bhulaa chuka hai
MuQaddar bhi na bhulaa de

Dosti dil se hum isliye nahi karte
Kyunkeh darte hain phir se koi rula na de

Zindagi mein hamesha naye log mileinge
Aitbaar zara soch kar karna
Mumkin nahi harr jagah tumhein hum mileinge

Khushboo ki tarha aapke paas bikhar jayein ge
Sukoon ban kar dil mein utar jayein ge

Mehsoos karne ki koshish tau kijiye
Door hote huwe bhi paas nazar aayein ge..


U r simply great buddy........every para was shayer in itself in a way
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #4 on: May 11, 2005, 06:39:03 AM »
Quote from: "Aryaan"

Aansuon mein na dhoondo hamein
 Dil mein hum bas jayein ge

Tamanna agar ho agar milne ki
Tau band aankhon mein nazar aayein ge

Lamha lamha waQt guzar jaye ga
Chand lamhon mein daaman choot jaye ga

Aaj waQt hai, do baatein  kar lo hum se
Kal kya pata kaun aapki zindagi mein aa jaye ga

Paas aa kar bhi door chale jaate hain
Hum akele they, akele hi rahe jaate hain

Dil ka dard kaise dikhayein
Marham lagane waale hi zakhm de jaate hain

WaQt tau hamein bhulaa chuka hai
MuQaddar bhi na bhulaa de

Dosti dil se hum isliye nahi karte
Kyunkeh darte hain phir se koi rula na de

Zindagi mein hamesha naye log mileinge
Aitbaar zara soch kar karna
Mumkin nahi harr jagah tumhein hum mileinge

Khushboo ki tarha aapke paas bikhar jayein ge
Sukoon ban kar dil mein utar jayein ge

Mehsoos karne ki koshish tau kijiye
Door hote huwe bhi paas nazar aayein ge..


kya baat hai Aryaan ji ............good

hum firte rahe jinki talaash main
vo mile bhi humko zindagi ke aakhri safar main

humne kaha tha ki nahi royenge kabhi
hum roye unhe dekh ke apni kabar pe

kyun kehte hai sayane ki rog ye na lagana
samaj gaye hum ye baat chot khake

ajeeb se riste hai ye mahobaat ka
ki nibhate hai aasiqh isse marke

ye dete hai salah tumhe dosto hum aakhri
na karna mahobaat tum dillagi samajke
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: May 11, 2005, 04:28:42 PM »
Thank you so much Isha.......................
Logged
thycreator
Guest
«Reply #6 on: May 11, 2005, 04:32:07 PM »
Great as always aryaan...........gud work.....
Unki surat liye nigahon mein hum chale dunia dekhne,
Iss dunia ke sitam se uss bewafa ka chehra bhala lage....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: May 11, 2005, 04:32:26 PM »
Bohat shukriya Sandhaya....and Bohat khoob....

Himmat nahi hoti jinki woh Rabb se
Dua-e-maut kar ke hi jeete hain
Zindagi ne jinhein samjhaya apna matlab
Ghoont zaher ke muskura kar hi peete hain
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: May 11, 2005, 04:48:24 PM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Aryaan"

Aansuon mein na dhoondo hamein
 Dil mein hum bas jayein ge

Tamanna agar ho agar milne ki
Tau band aankhon mein nazar aayein ge

Lamha lamha waQt guzar jaye ga
Chand lamhon mein daaman choot jaye ga

Aaj waQt hai, do baatein  kar lo hum se
Kal kya pata kaun aapki zindagi mein aa jaye ga

Paas aa kar bhi door chale jaate hain
Hum akele they, akele hi rahe jaate hain

Dil ka dard kaise dikhayein
Marham lagane waale hi zakhm de jaate hain

WaQt tau hamein bhulaa chuka hai
MuQaddar bhi na bhulaa de

Dosti dil se hum isliye nahi karte
Kyunkeh darte hain phir se koi rula na de

Zindagi mein hamesha naye log mileinge
Aitbaar zara soch kar karna
Mumkin nahi harr jagah tumhein hum mileinge

Khushboo ki tarha aapke paas bikhar jayein ge
Sukoon ban kar dil mein utar jayein ge

Mehsoos karne ki koshish tau kijiye
Door hote huwe bhi paas nazar aayein ge..


kya baat hai Aryaan ji ............good

hum firte rahe jinki talaash main
vo mile bhi humko zindagi ke aakhri safar main

humne kaha tha ki nahi royenge kabhi
hum roye unhe dekh ke apni kabar pe

kyun kehte hai sayane ki rog ye na lagana
samaj gaye hum ye baat chot khake

ajeeb se riste hai ye mahobaat ka
ki nibhate hai aasiqh isse marke

ye dete hai salah tumhe dosto hum aakhri
na karna mahobaat tum dillagi samajke


wow  wonderful  aryana..........bahot  khoob....sandhaya.....thy...........
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #9 on: May 12, 2005, 12:37:15 AM »
Thanks a lot thycreator & Waheed.......

Nice One thycreator....as always.....Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #10 on: May 13, 2005, 01:01:19 PM »
Ruswaaiyon ka daur hai sanmbhal ke rehnba tum
Dastak bhi koi de tau, dar-e-dil na kholna tum...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: May 13, 2005, 09:17:08 PM »
kyoun odas phir tey hoo garmioo ki shamoo mein
is tanha to hota hai is tanha ke kaamo mein
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #12 on: May 19, 2005, 03:21:56 PM »
Ghamgeen na ho keh yeh zanjeer-e-zulm toote gi
Sada rahe ga na Aryaan yeh silsila aisa....
Logged
Meena
Guest
«Reply #13 on: May 19, 2005, 03:50:03 PM »
Quote from: "Aryaan"

Aansuon mein na dhoondo hamein
 Dil mein hum bas jayein ge

Tamanna agar ho agar milne ki
Tau band aankhon mein nazar aayein ge

Lamha lamha waQt guzar jaye ga
Chand lamhon mein daaman choot jaye ga

Aaj waQt hai, do baatein  kar lo hum se
Kal kya pata kaun aapki zindagi mein aa jaye ga

Paas aa kar bhi door chale jaate hain
Hum akele they, akele hi rahe jaate hain

Dil ka dard kaise dikhayein
Marham lagane waale hi zakhm de jaate hain

WaQt tau hamein bhulaa chuka hai
MuQaddar bhi na bhulaa de

Dosti dil se hum isliye nahi karte
Kyunkeh darte hain phir se koi rula na de

Zindagi mein hamesha naye log mileinge
Aitbaar zara soch kar karna
Mumkin nahi harr jagah tumhein hum mileinge

Khushboo ki tarha aapke paas bikhar jayein ge
Sukoon ban kar dil mein utar jayein ge

Mehsoos karne ki koshish tau kijiye
Door hote huwe bhi paas nazar aayein ge..


wah wah!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
thycreator
Guest
«Reply #14 on: May 19, 2005, 03:54:56 PM »
Quote from: "Aryaan"
Thanks a lot thycreator & Waheed.......

Nice One thycreator....as always.....Usual Smile


Thanx a lot aryaan...........

Wo poochte hai mujhse inn gamjada aankhon ka sabab,
Dekhte hai tasveer inme apni par khud ko pehchante nahi...
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:28:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer