aapke bina

by shweta_coolest on January 07, 2005, 09:07:34 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
Print
Author  (Read 6676 times)
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #120 on: January 15, 2005, 10:42:36 AM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
ghum chupane ki koi zarrorat nahin
aur aazmane ki koi zarrorat nahin

dil naa umeed ho ke baitha hai
ise bahlane ki koi zarrorat nahin

aitbaar ilm pe ab na raha ziyada
hunar dikhane ki koi zarrorat nahin

dum nikalte hi baant lete hain
vasiyat likhwane ki koi zarrorat nahin

"tanha" dafna ke tujhko kahte hain
shokh manane ki koi zaroorat nahin.....



very touching words tanha dil

ek lamhe mein unhone hamari zindagi sawardi
phir ek hi lamhe mein unhone ne zindagi ujad di
kasur unka nahi kasur tuh humara tha
jo un do lamhon mein humne apni zindagi gujar di


thanks sandhya !

lamhoin mein he jindagi nahi gujar jati hai
ye to phir se bhi sanwar jati hai
ye to dekhne ka nazaria hai mere humdum
jaise dekho jindagi waisi he ban jati hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aapke bina by shweta_coolest in Shayri-E-Dard
kastiya......bina majhi ki... by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~Tumare Bina~(NM) by Sonia01 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Aapke Bina Ye Zindagi... Rishi by Rishi Agarwal in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Bina Rango Aur Bina Brush Se Hamne Tasvir Bana Di, by kumarabhishek8oct in Shairi - E - Zindagi
thycreator
Guest
«Reply #121 on: January 15, 2005, 01:45:15 PM »
Quote from: "sandhaya"
aap sabne bhaut acha likha hai
keep it up all of you

Badi asani se dil lagaye jate hai
Par badi muskil se yaha vade nibaye jate hai
le jaati hai mahobbat un rahoin par
jahan deepak nahi dil jalaye jaate hai


wow dear....gud work

ye toh sach hai yaha mohabbat ek bazar ho gayi,
dil lagane aur phir todne ka dastoor ho gaya.
Magar phir bhi ye dil na mane, na bas mein mere raha,
Jisne bhi nigahe pyar diya, ye machal gaya.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #122 on: January 15, 2005, 01:50:15 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "sandhaya"
aap sabne bhaut acha likha hai
keep it up all of you

Badi asani se dil lagaye jate hai
Par badi muskil se yaha vade nibaye jate hai
le jaati hai mahobbat un rahoin par
jahan deepak nahi dil jalaye jaate hai


beautiful words.........

"Dil lagane to bohat aa jate hain,
 nibhane k naam pe sab bhag jate hain." Winking


Dil lagane se pehle parkha karo unko aye mere dost,
Bazar e ishq mein dil todne ka riwaz hai chala....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #123 on: January 15, 2005, 01:55:47 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
ghum chupane ki koi zarrorat nahin
aur aazmane ki koi zarrorat nahin

dil naa umeed ho ke baitha hai
ise bahlane ki koi zarrorat nahin

aitbaar ilm pe ab na raha ziyada
hunar dikhane ki koi zarrorat nahin

dum nikalte hi baant lete hain
vasiyat likhwane ki koi zarrorat nahin

"tanha" dafna ke tujhko kahte hain
shokh manane ki koi zaroorat nahin.....



very touching words tanha dil

ek lamhe mein unhone hamari zindagi sawardi
phir ek hi lamhe mein unhone ne zindagi ujad di
kasur unka nahi kasur tuh humara tha
jo un do lamhon mein humne apni zindagi gujar di


thanks sandhya !

lamhoin mein he jindagi nahi gujar jati hai
ye to phir se bhi sanwar jati hai
ye to dekhne ka nazaria hai mere humdum
jaise dekho jindagi waisi he ban jati hai.


Wah Tanha dil...aur sandhya ji

Ye toh sach hai ki jindagi ek lamha nahi hoti,
ye bhi sach hai magar ek lamha jindagi ban jaye..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #124 on: January 15, 2005, 02:09:56 PM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
ghum chupane ki koi zarrorat nahin
aur aazmane ki koi zarrorat nahin

dil naa umeed ho ke baitha hai
ise bahlane ki koi zarrorat nahin

aitbaar ilm pe ab na raha ziyada
hunar dikhane ki koi zarrorat nahin

dum nikalte hi baant lete hain
vasiyat likhwane ki koi zarrorat nahin

"tanha" dafna ke tujhko kahte hain
shokh manane ki koi zaroorat nahin.....



very touching words tanha dil

ek lamhe mein unhone hamari zindagi sawardi
phir ek hi lamhe mein unhone ne zindagi ujad di
kasur unka nahi kasur tuh humara tha
jo un do lamhon mein humne apni zindagi gujar di


wah sandhya,

Ek lamha mein dil basa aur phir ujad bhi gaya,
Sach hi kaha hai kayamat ko ek lamha kafi..
Logged
Meena
Guest
«Reply #125 on: January 15, 2005, 04:57:18 PM »
wah wah nidhi, sandhaya , tanha aur creator ji! sab ne bohot acha likha!

 :D
Logged
pandit
Guest
«Reply #126 on: January 15, 2005, 05:03:57 PM »
Quote from: "Meena"
wah wah nidhi, sandhaya , tanha aur creator ji! sab ne bohot acha likha!

 :D


gujre lamhen aaj bhi hame yaad hai,
Logged
thycreator
Guest
«Reply #127 on: January 15, 2005, 05:17:20 PM »
Quote from: "Meena"
wah wah nidhi, sandhaya , tanha aur creator ji! sab ne bohot acha likha!

 :D


Thanx dear, apki dua aur  :wink: ka asar hai...
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #128 on: January 15, 2005, 05:21:47 PM »
anjan banay phirta hai wo janta naheen
bholna naheen asan wo jo dil kay kareeb hain ....
sab to keh dia ab kia sunaoon tumhain
milay ga usi ko sab wo jo dil kay ghareeb hain ....
Logged
Meena
Guest
«Reply #129 on: January 15, 2005, 06:11:17 PM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
wah wah nidhi, sandhaya , tanha aur creator ji! sab ne bohot acha likha!

 :D


Thanx dear, apki dua aur  :wink: ka asar hai...


dontttt call me dearrrrrr :evil:  :evil: aur maine to aisi koi dua nahin ki :lol: aur mere ankh marne se kya hota hai? mai to wink karti hi nahin  Puzzled !
Logged
shweta_coolest
Guest
«Reply #130 on: January 17, 2005, 10:39:46 AM »
hey guys nice conversations and shers going on out here pretty good.Thanks for making this topic so lively.
Logged
Meena
Guest
«Reply #131 on: January 17, 2005, 06:20:31 PM »
:D
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #132 on: January 18, 2005, 03:28:39 PM »
wah..............everyone............fantastic. Usual Smile
Logged
yogi
Guest
«Reply #133 on: January 18, 2005, 03:49:38 PM »
aapke bina jindagi hoti adhuri
magar saath mein thi aapke love-letter ki yadeein madhuri
jo aayi paas to ho gayi kahani poori
Logged
yogi
Guest
«Reply #134 on: January 18, 2005, 03:50:40 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
wah..............everyone............fantastic. Usual Smile
aapke bina jindagi hoti adhuri
magar saath mein thi aapke love-letter ki yadeein madhuri
jo aayi paas to ho gayi kahani poori
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:37:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer