aapke bina

by shweta_coolest on January 07, 2005, 09:07:34 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Author  (Read 6726 times)
Meena
Guest
«Reply #75 on: January 13, 2005, 07:15:22 PM »
hmmm

Khuda ka ansh hai hum insaan,
har insaan me Khuda ka saya hai chupa,
zindagi se kafa har koi ho jata hai,
par aye dost tu kyu hai us Khuda se rootha?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aapke bina by shweta_coolest in Shayri-E-Dard
kastiya......bina majhi ki... by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~Tumare Bina~(NM) by Sonia01 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Aapke Bina Ye Zindagi... Rishi by Rishi Agarwal in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Bina Rango Aur Bina Brush Se Hamne Tasvir Bana Di, by kumarabhishek8oct in Shairi - E - Zindagi
thycreator
Guest
«Reply #76 on: January 13, 2005, 07:19:36 PM »
Quote from: "Meena"
hmmm

Khuda ka ansh hai hum insaan,
har insaan me Khuda ka saya hai chupa,
zindagi se kafa har koi ho jata hai,
par aye dost tu kyu hai us Khuda se rootha?


Khuda se apna toh purana dostana hai,
Usse wohi toh karna hai jisse maine na mana hai...
Logged
Meena
Guest
«Reply #77 on: January 13, 2005, 07:24:48 PM »
:?  last line samjha nahin ayi  :?
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #78 on: January 14, 2005, 05:06:56 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
nice yog ans tanha dil.



"Apki tasveer basi is dil mein hai,
 apni tasveer basi rag-rag mein hai,
 Jahan dekhoon nazar aate hain aap,
 jaise apki hi tasveer poore jahan mein hai."
Dhundli si ek tasveer jiski,
Ankhon mai samayi rehti hai.
Naam jiska hoonthon par basa hai mere,
Woh tum hi to ho, woh tum hi to ho.
Dhadkan main jo basti hai meri,
Saanso main baasi hai khushboo jiski.
Ajnabi ankahi si pahely hai jo,
Woh tum hi to ho, woh tum hi to ho.
Jeevan ki mayusiyo main jalati,
Asha ki kiran hai jo,
Kadam kadam par mera hosla hai jo,
Woh tum hi to ho, woh tum hi to ho.
Tanhayio main jo saath hoti hai mere,
Saaya ban hum safar ho jaati hai
Har kadam pe mera sahara jo hai,
Woh tum hi to ho, woh tum hi to ho.
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #79 on: January 14, 2005, 05:15:46 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
very nice every one!!!!!!!!!!!!

 :cry:

aapko hee sochte-sochte so jaayenge hum
subah bhi aapko hee ankhon mein payenge hum
abhi nahi aap paas humare yahi to gham hai
par rahenge sada saath humare...isiliye to hum hain!

akele hee yaadein basa raha hoon main
khud ko aapke naam se sata raha hoon main
meri baahein sooni-sooni hain
aapke bina ye raat quatil hai khooni hai .



wah tanha ji! welcome to yoindia!  :D

dil me ek dard sa hai,
dard bhi us khali jagha me hai,
band nahin kiye is soone angan ke darwaze kabhi,
is dil ko tere ane ki talab jo hai!



thanks meena for giving me a warm welcome.  :D

 sad5

Dil ki gahriyon se jisse chaha,
Ussine na samjha pyar mera,
Bar bar thukrate hai mujhe,
Lauta te hue pyar mera.
Dard jo meri Zindegi se ab,
Hamesha jur gaya hai,
Na hamme koi gila hai,
Na shikkwa iss Zindegi se.
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #80 on: January 14, 2005, 05:34:23 AM »
Ab to mehfil main bhi jagmagahat nahi hai
Gham chupa kar mehfil ko sajana kesa lagta hai
Mehfil main dosron se hans hans kar miltay hain
Tanhai main gam ke ansoo bahana kesa lagta hai...

Maloom hai is dost ki Manzil nahin hai koi
Phir bhi safer kartay rehna kesa lagta hai
Woh to aa kar bhi kab kay ja chukay hain
Phir bhi is ka intazar kartay rehna kesa lagta hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #81 on: January 14, 2005, 08:57:43 AM »
Quote from: "Meena"
:?  last line samjha nahin ayi  :?


Jane dijiye....

Hame khuda hi samajh na paya hai,
Jo aap bhi na samjhe toh shikwa kaisa...
Jab uss malik e jahan ko kuch na kaha,
Aap ko kehne ka matlab kaisa...
Logged
Meena
Guest
«Reply #82 on: January 14, 2005, 04:24:06 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Ab to mehfil main bhi jagmagahat nahi hai
Gham chupa kar mehfil ko sajana kesa lagta hai
Mehfil main dosron se hans hans kar miltay hain
Tanhai main gam ke ansoo bahana kesa lagta hai...

Maloom hai is dost ki Manzil nahin hai koi
Phir bhi safer kartay rehna kesa lagta hai
Woh to aa kar bhi kab kay ja chukay hain
Phir bhi is ka intazar kartay rehna kesa lagta hai


wahhhhhhhhhhhhhhhhh really gud!!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #83 on: January 14, 2005, 04:31:14 PM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
:?  last line samjha nahin ayi  :?


Jane dijiye....

Hame khuda hi samajh na paya hai,
Jo aap bhi na samjhe toh shikwa kaisa...
Jab uss malik e jahan ko kuch na kaha,
Aap ko kehne ka matlab kaisa...


hmmmm samjha dete na uffff

kaun kehta hai ke Khuda kisi ko samajhta nahin,
yeh to hum hai jo uske chamatkaro ko jante nahin!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #84 on: January 14, 2005, 04:41:52 PM »
hmmmm samjha dete na uffff

kaun kehta hai ke Khuda kisi ko samajhta nahin,
yeh to hum hai jo uske chamatkaro ko jante nahin![/quote]

Kitna samjhau apko :wink:

Kitna batau apko ki aap kya hai mere liye,
Itni bandagi pe tho khuda bhi mil jata :wink:  :lol:  :lol:
Logged
Meena
Guest
«Reply #85 on: January 14, 2005, 05:29:13 PM »
:D

hum apke liye woh hai jinke saath aap shayari me baate karte hai,
apke lyie hi to hum yoindia me sari raate jagte hai!  :wink:  :wink:
Logged
thycreator
Guest
«Reply #86 on: January 14, 2005, 05:35:28 PM »
Quote from: "Meena"
:D

hum apke liye woh hai jinke saath aap shayari me baate karte hai,
apke lyie hi to hum yoindia me sari raate jagte hai!  :wink:  :wink:


Mar dala.....

Humko ye guma bhi na tha ki hum unhe jagaye rakhenge,
Hum toh palkon mein sari rat tumhe takte hi rahe... :wink:
Logged
Meena
Guest
«Reply #87 on: January 14, 2005, 05:45:42 PM »
:lol:  :lol:
Logged
pandit
Guest
«Reply #88 on: January 14, 2005, 05:52:46 PM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
:D

hum apke liye woh hai jinke saath aap shayari me baate karte hai,
apke lyie hi to hum yoindia me sari raate jagte hai!  :wink:  :wink:


Mar dala.....

Humko ye guma bhi na tha ki hum unhe jagaye rakhenge,
Hum toh palkon mein sari rat tumhe takte hi rahe... :wink:

aapke shayri ka andaaz hai nirala,
lagta hai jaise aap shayri karte chale aa rahe hai,jabse hai aapne hosh sambhala.
Logged
pandit
Guest
«Reply #89 on: January 14, 2005, 05:53:44 PM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
:D

hum apke liye woh hai jinke saath aap shayari me baate karte hai,
apke lyie hi to hum yoindia me sari raate jagte hai!  :wink:  :wink:


Mar dala.....

Humko ye guma bhi na tha ki hum unhe jagaye rakhenge,
Hum toh palkon mein sari rat tumhe takte hi rahe... :wink:

aapke shayri ka andaaz hai nirala,
lagta hai jaise aap shayri karte chale aa rahe hai,jabse hai aapne hosh sambhala.
 tongue3
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:47:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer