Aasaan to nahin tha...lekin....!!!!!

by Talat on March 31, 2006, 09:17:04 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3498 times)
Aryaan
Guest
«Reply #15 on: April 02, 2006, 03:00:19 PM »
Quote from: "Talat"
Dil ye pathar ka banana koi asaan to nahin tha
Door zindagi se jaana koi asaan to nahin tha

Ashkon ka samandar kahin aankhon me chupa hai
Qatre qatre ko chupana koi asaan to nahin tha

labon pe konon par jo muskurahat hai khili
Sang zakhmon ke muskurana koi asaan to nahin tha

Band palkon ke peeche jo chale aate hain manzar
Har raat yaadon me bitaana koi asaan to nahin tha

Bewafa naam hume jo de baithi hai ye dunya
Banana raakh par naya ashiaana koi asaan to nahin tha !!! sad5 sad5 sad5


Bohat khoob Talat....

baaki sab ne bhi khoob likha hai...
Logged
Talat
Guest
«Reply #16 on: April 02, 2006, 04:11:29 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
wah  amazing Talat...........  bahot  khoob..........

Maine  poocha  bhi nahi aur  usne  bataya bhi nahi
jakham  woh kya tha, mujhko  dikhaya bhi nahi

jaane  waalon  ko main kaise  rok  loon
woh chal diya, mere dil  ko  samajhaya bhi nahi

tujko paaya tha main sadiyon ki talash karne ke baad
toone  muh fer liye, tujhe theek se  dekha bhi nahi

aisa koi pal aa jaaye jise main rok loon humesha ke liye
waqt  rukta  nahi, dil  bhi  ab  sabhalta  nahi...:oops: :oops:


Bohot achcha likha hai Waheed...and thanks :oops:
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: April 02, 2006, 04:13:03 PM »
Quote from: "nikki"
superbb sis n Waheed...


Thanks so much sis Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: April 02, 2006, 04:16:15 PM »
Quote from: "sanya310"
excellent talat!! good going waheed !

aaghosh mein tere simatne ki chaah thhi magar
tujhe toh paaney ki chaah har koi rakhta hai..
na mumkin sa ho gaya hai izhaar karna tumse jab
lafz nikalte nahi honton se, naahi kalam mera saath deta hai


Thanks a lot Saani...aur tumne bhi bohot achcha likha hai Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: April 02, 2006, 04:17:04 PM »
Quote from: "salma4u"
Gr8 Talat....waheed....n..sanya...!!!


Thanks a lot Salma Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #20 on: April 02, 2006, 04:18:32 PM »
Quote from: "nikki"
woww Sanya tooo gud...

jisse chaha hai dil ki gehrayi se
jiski pooja ki hai
hardum jisse sochti hun
aakhein jisse dhoondti hai har jagah
mujhe pyar karna sikhaane wale
mera tujhse bichadna asaan to nahi tha


Very Nice Nikki...bohot khoob Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: April 02, 2006, 04:20:27 PM »
Quote from: "*Anjum*"
SubhanaALLAH....talat too good

Thank you so much Anjum...aap bhi bohot achcha likhti hain..kabhi yahan bhi likhiyega Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: April 02, 2006, 04:22:42 PM »
Quote from: "Bharat"
Quote from: "Talat"
Dil ye pathar ka banana koi asaan to nahin tha
Door zindagi se jaana koi asaan to nahin tha

Ashkon ka samandar kahin aankhon me chupa hai
Qatre qatre ko chupana koi asaan to nahin tha

labon pe konon par jo muskurahat hai khili
Sang zakhmon ke muskurana koi asaan to nahin tha

Band palkon ke peeche jo chale aate hain manzar
Har raat yaadon me bitaana koi asaan to nahin tha

Bewafa naam hume jo de baithi hai ye dunya
Banana raakh par naya ashiaana koi asaan to nahin tha !!! sad5 sad5 sad5



Talat,
Very nicely written........

Waheed, Sanya and Nikki.........
very good replies


Thanks a lot Bharat.....Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: April 02, 2006, 04:26:09 PM »
Quote from: "Bharat"



Bohot khoob Bharat...bohot hi achcha likha hai Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: April 02, 2006, 04:30:54 PM »
Quote from: "HumTum is back"

waah waah Talat Ji ....  bahoot khoob !!!  


Yah Daastan- e-ishq hai ya dard-e-dil ki bayaani hai
kis se kahoon ye haal-e-dil sab ki to yhi kahaani hai

Na mange dava na duaa zakhmon ki apni jubaani hai
Chot hamne dil pe khaayi hai wohi ulfat ki nisaani hai

Manzil meri tu ek nahi, manzil aage to aur bhi hai
Ruk jaye wo fana hai, chalti jaye wo zindagani hai

Jana kahin hai door par kyu dil me milne ki aas hai,
hai kaun jis ke dam se mere in saanso me ravani hai

Chnnd sanso ka ye hai basera aao mil ke do pal ji le
Ranjish-o-gham ke saye mai "HumTum" kyu zindgi bitani hai !!



Bohot khoob Humtum....thanks for appreciation and writing here Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: April 02, 2006, 04:34:11 PM »
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "Talat"
Dil ye pathar ka banana koi asaan to nahin tha
Door zindagi se jaana koi asaan to nahin tha

Ashkon ka samandar kahin aankhon me chupa hai
Qatre qatre ko chupana koi asaan to nahin tha

labon pe konon par jo muskurahat hai khili
Sang zakhmon ke muskurana koi asaan to nahin tha

Band palkon ke peeche jo chale aate hain manzar
Har raat yaadon me bitaana koi asaan to nahin tha

Bewafa naam hume jo de baithi hai ye dunya
Banana raakh par naya ashiaana koi asaan to nahin tha !!! sad5 sad5 sad5


Bohat khoob Talat....

baaki sab ne bhi khoob likha hai...


Bohot shukriya Aryaan Usual Smile
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #26 on: April 02, 2006, 04:49:30 PM »
Quote from: "Talat"
Dil ye pathar ka banana koi asaan to nahin tha
Door zindagi se jaana koi asaan to nahin tha

Ashkon ka samandar kahin aankhon me chupa hai
Qatre qatre ko chupana koi asaan to nahin tha

labon pe konon par jo muskurahat hai khili
Sang zakhmon ke muskurana koi asaan to nahin tha

Band palkon ke peeche jo chale aate hain manzar
Har raat yaadon me bitaana koi asaan to nahin tha

Bewafa naam hume jo de baithi hai ye dunya
Banana raakh par naya ashiaana koi asaan to nahin tha !!! sad5 sad5 sad5


Talat

Dil ko choo gayi aap ki yeh kavita !

Laga jaise aap humein humari kahani suna gayi !

Bahut khoob. Aap sada aisa he achcha likhti rahein. Dua hai humari

Rajbir
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #27 on: April 02, 2006, 04:52:55 PM »
Waheed, Sanya, Nikki, Bharat, HumTum

Aap sab ne bhi yahan Talat ke saath bahut achcha likha hai doston !

Rajbir
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #28 on: April 02, 2006, 05:09:10 PM »
Quote from: "Talat"
Dil ye pathar ka banana koi asaan to nahin tha
Door zindagi se jaana koi asaan to nahin tha

Ashkon ka samandar kahin aankhon me chupa hai
Qatre qatre ko chupana koi asaan to nahin tha

labon pe konon par jo muskurahat hai khili
Sang zakhmon ke muskurana koi asaan to nahin tha

Band palkon ke peeche jo chale aate hain manzar
Har raat yaadon me bitaana koi asaan to nahin tha

Bewafa naam hume jo de baithi hai ye dunya
Banana raakh par naya ashiaana koi asaan to nahin tha !!! sad5 sad5 sad5


Bohat khoob Talat,waheed,sanya,nikki sis,Bharat.Sabne bohat hi acha likha.

"Gaye wo zamane tujhe yaad karnewale,
      ye samajhke ham to jee rahe thhe,

      bhulana tujhe jab mushkil ho gaya bohat,
      kore kaagaz ashkon se bhar rahe thhe,

      ye meri hi nadani thi jo andheron me jeeti aayi,
      jo saamne tha,use kyun andekha kar rahe thhe,

      teri yaadein kabhi mit nahi sakengi ab jaana hai,
      kya karun,agar tumne mujhe na pehchana hai."
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #29 on: April 02, 2006, 05:14:34 PM »
Nidhi

Bahut khoob!

Aap ne bhi yahan likha, bahut achcha likha aur bahut achcha laga

Rajbir
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:43:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer