~~"AASHIK KO MOHABBAT ME KUCH MILTA NAHI"~~

by k.shael on December 02, 2008, 06:46:31 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 6171 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: December 05, 2008, 10:22:47 AM »
bahut khoob shally
nice one again from ur side
Clapping Smiley

Azeem ek baar phir aapki behtareen shayari padhne ko mili shukriya Clapping Smiley

SHUKRIYA DIYA SIS,
TUM  BHI KUCH LIKHTI TO AACHA LAGTA,
BY. K.SHAEL

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
""Mohabbat Oss Ki Surat"" by angel4u in Shayri-E-Dard
"kuch na kehna kuch na sunna" by aaina in Ghazals
"aaj kehne ko nahi kuch sunne ko jee karta hai" by aaina in Ghazals
~~"KUCH ROSHNI KUCH-SAJAWAT HO JAAYE"~~by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
"Khwaish" Ko Mohabbat Hai Mohabbat Se.... by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
k.shael
Guest
«Reply #16 on: December 06, 2008, 10:26:15 AM »
Good Jpbe Sheal Ji Keep It Up.

SHUKRIYA SHIHAB JI,
AAP BHI KUCH LIKHTE TO AACHA LAGTA,
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #17 on: December 06, 2008, 10:49:02 AM »
Ok Ji Koshish Karte Hai
Galti Maaf Ho Ji..


Kahan Mumkin Tha Ki Uski Yaadon Ko Bhoola Deta
Kya Karu Mujhe Uske Siwa Kuch Dikhay Nahi Deta.

Bas Akele Hi Dard.o.Ghum Ko Sehta Raha Humesa Me
Gar Karta Jo Kabhi Bayaan To Mehfil Ko Rulaa Deta

WAH WAH WAH WAH...
SACH ME KYA LINES JODI HAI AAPNE,
REALLY KOSHISH NAHI YE INAYAT KI AAPNE
HAMPAR...
SHUKRIYA,

MEHFIL ME ROTA KON HAMARE SAATH,
GAMM KE ANDHERE ME CHALTA KON HAMARE SAATH,
HAM TO WO GIRRE HUE INSAAN HO CHUKE HAI
KI MEHFIL TAK NAHI CHALTA KOI HAMARE SAATH.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 07, 2008, 10:29:27 AM »
Waah Mere Bhai,
Aapne Aur Shally Ne Khoob Likha Hai,.
Nice One,.
Yunhi Likhte Raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: December 07, 2008, 10:31:22 AM »
dost ban kar bhii nahiin saath nibhane wala
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaanevaalaa

ab ise log samajhate hain giraftaar meraa
saKht nadiim hai mujhe daam main laanevaalaa

kyaa kahain kitane maraasim the hamaare is se
wo jo ik shaKhs hai monh pher ke jaanevaalaa

tere hote hue aa jaatii thii saarii duniyaa
aaj tanhaa hon to koii nahiin aanevaalaa

muntazir kis kaa hon TuuTii huii dahaliiz pe main
kaun aayegaa yahaan kaun hai aanevaalaa

main ne dekhaa hai bahaaron main chaman ko jalate
hai koii Khvaab kii taabiir bataanevaalaa

kyaa Khabar thii jo merii jaan main ghulaa hai itanaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa

tum taqalluf ko bhii iKhalaas samajhate ho 'Faraz'
dost hotaa nahiin har haath milaanevaalaa

__________________________-Ahmed Faraaz-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 07, 2008, 10:33:36 AM »
bahut khoob shally
nice one again from ur side
Clapping Smiley

Azeem ek baar phir aapki behtareen shayari padhne ko mili shukriya Clapping Smiley

Shukriya Kashish Ji,.
Aap Is Thread Mein Aaye,.
Achcha Lagta Agar Kuch Likhkar Jaate,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #21 on: December 07, 2008, 05:28:56 PM »
dost ban kar bhii nahiin saath nibhane wala
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaanevaalaa

ab ise log samajhate hain giraftaar meraa
saKht nadiim hai mujhe daam main laanevaalaa

kyaa kahain kitane maraasim the hamaare is se
wo jo ik shaKhs hai monh pher ke jaanevaalaa

tere hote hue aa jaatii thii saarii duniyaa
aaj tanhaa hon to koii nahiin aanevaalaa

muntazir kis kaa hon TuuTii huii dahaliiz pe main
kaun aayegaa yahaan kaun hai aanevaalaa

main ne dekhaa hai bahaaron main chaman ko jalate
hai koii Khvaab kii taabiir bataanevaalaa

kyaa Khabar thii jo merii jaan main ghulaa hai itanaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa

tum taqalluf ko bhii iKhalaas samajhate ho 'Faraz'
dost hotaa nahiin har haath milaanevaalaa

__________________________-Ahmed Faraaz-
Nice sharing Jaanasheen Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 08, 2008, 08:00:05 AM »
Shukriya Rajesh Bhai.,
Waise Majid Bhaijaan,.
Aap Kuch Likhe Kyun Nahi,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: December 08, 2008, 08:00:50 AM »
[Pal pal kisi ke khayaal se rulaati hai yeh yaadein,
zindagi ko aur bhi tanha kar jaati hai yeh yaadein,

Beshak zindagi veeraani si lagti hai kisi ke jaane ke baad,
par kisi ke paas hone ka ehsaas dilaati hai yeh yaadein,

Maana ke aankhon se barasta hai intezaar kisi ka,
honto par phir bhi muskaan de jaati hai yaadein

nm
Logged
k.shael
Guest
«Reply #24 on: December 08, 2008, 08:22:03 AM »
[Pal pal kisi ke khayaal se rulaati hai yeh yaadein,
zindagi ko aur bhi tanha kar jaati hai yeh yaadein,

Beshak zindagi veeraani si lagti hai kisi ke jaane ke baad,
par kisi ke paas hone ka ehsaas dilaati hai yeh yaadein,

Maana ke aankhon se barasta hai intezaar kisi ka,
honto par phir bhi muskaan de jaati hai yaadein

nm

VERY GOOD SHARING...
AZEEM,
THANX FOR SHARE WITH US...

Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: December 08, 2008, 08:49:32 AM »
Apni Aankhon Se Ashqon Ki Baqrsaat Kyun Karu
Khud Ko Yun Pal PalKe Liye Bekaraar Kyun Karu.

Khush Hai Agar Woh Mujhse Bichad Kar Kahin To
Uski Yaadon Main.Main Khudko Bimaar Kyun Karu.

Jo Bhi Mila Hai Mujhe Apni Kismat Se Mila Hai
Shiqwon Se Phir Mohabbat Ko Gunehgar Kyun Karu.

Hai Har Koi Yahan Pareshan Apni Zindagi Se
Phir Azeem Apne Haal.e.Dil Ka Izhaar Kyun Karu.!!!


Azeem Bhai Hum Aap Jitna Achha Nahi Likh Sakte Hai
Bas Abhi Sikh Rahe Hai Galti Maaf Ho Bhai...




WAH WAH WAH WAH,
KYA KHOOB LIKHA HAI, SACH ME INN LINES KO ISS
TARAH SE BANDHA HAI KI KOI JAWAB DENE KI HIMMAT HI
NAHI HO RAHI...
MAASHAALLAH KYA KHOOB LIKH HAI AAPNE,
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: December 08, 2008, 09:08:46 AM »
Bohat Bohat Shukariya Sheal Ji
Bas Aap Jaise Ustadon Ki Nakal Kar Lete Hai Ji...
Par Gar Aap Bhi Kuch Likhte To Silsila Aage Badta
Khair Aapne Humari Baat Pe Roshni Dhali Wahi Bohat Hai

Thanks for your valuable comments.

JI NAKAL KYA AAP TO SAAMNE WAALE KO EK DAMM SE
CHUP KARA DETE HO ITNA KHOOBSURAT  LIKHKAR,
HAM BHI LIKHNA CHAHTE THE PAR HIMMAT NAHI HUI,
KHAIR KOSHISH KARTE HAI...

WO HO GAYA HAI BEWAFA SABKO HAI KHABAR,
AAB MEIN APNE GAMO KO DIKHAKR USE AUR
BADNAAM KYUN KARO,

JISKI ZINDAGI ME MERE LIYE JAGAH NAHI HAI,
TO MEIN USE KHUD KE DIL AABAAD KYUN KAROO,

YE TO KISMAT KI BAAT HAI KI USNE RASTE ME HI
CHOD DIYA,MEIN MUKAAM TAK PAHUNCHNE KA KHAWAAB
KYUN KAROO...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 08, 2008, 10:54:48 AM »
Nice One Shally,.
And Majid Bhai,.

Kaun Kehta Hai, Aashiq Ko Mohabbat Se Kuch Hasil Nahi,.
Dard Mile Hain ItneHai, Ke Is Jahaan Mein Inki Koi Mehfil Nahi,.

Khud Marr Jaate Hain, Mohabbat Karke Ye Log,.
Qatl Karne Ko Is Duniya Mein Inka Koi Qatil Nahi,.

Muskuraayenge, Hazaaron Gham Bhi Dil Mein Chupaakar Ye,.
Aashiq Hain Sachche, Rone Waale Buzdil Nahi,.

Doobaa Jaati Hai, Mohabbat Inhe Ghamo Ke Samander Mein,.
Tayrkar Aa Jaate Ye, Magar Inka Koi Saahil Nahi,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #28 on: December 08, 2008, 05:05:29 PM »
shally ji-bahut accha likha hein aapne.behtareen.
Jaansheen ji--bahut umda.

Shihaab ji---

Teri shaayri nigaahon se padh kar dil tuk utarti he
samajh aa raha he mujhko, tera intzaar baar baar kyun karu!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #29 on: December 08, 2008, 05:09:46 PM »
JI NAKAL KYA AAP TO SAAMNE WAALE KO EK DAMM SE
CHUP KARA DETE HO ITNA KHOOBSURAT  LIKHKAR,
HAM BHI LIKHNA CHAHTE THE PAR HIMMAT NAHI HUI,
KHAIR KOSHISH KARTE HAI...

WO HO GAYA HAI BEWAFA SABKO HAI KHABAR,
AAB MEIN APNE GAMO KO DIKHAKR USE AUR
BADNAAM KYUN KARO,

JISKI ZINDAGI ME MERE LIYE JAGAH NAHI HAI,
TO MEIN USE KHUD KE DIL AABAAD KYUN KAROO,

YE TO KISMAT KI BAAT HAI KI USNE RASTE ME HI
CHOD DIYA,MEIN MUKAAM TAK PAHUNCHNE KA KHAWAAB
KYUN KAROO...


Bahut khoob Shally Ji
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:57:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer