~~"AASHIK KO MOHABBAT ME KUCH MILTA NAHI"~~

by k.shael on December 02, 2008, 06:46:31 AM
Pages: 1 2 3 4 [5]
Print
Author  (Read 6256 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #60 on: December 21, 2008, 06:07:26 PM »

AASHIK KOH MOHABBAT MEH KUCH MILTA NAHI
YEH SACH HAI, KU KEY USEY AUR KUCH DIKHTA NAHI

DIN RAAT USI KEY PYAAR MEH KHOYA REHTA HAI
JAHAAN SEY BEKHABAR,ISHQ MEH SOYA REHTA HAI

CHODD KEY EK DIN JAB WOH CHALA JATA HAI
TANHAYI MEH TAB YEH AUR DOOB JATA HAI

BEWAFA SANAM SEY YEHI MILTA HAI
NAKAAM ISHQ MEH KUCH NAHI MILTA HAI


JASBIR SINGH
Wah! Kya baat hai Jasbir Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
""Mohabbat Oss Ki Surat"" by angel4u in Shayri-E-Dard
"kuch na kehna kuch na sunna" by aaina in Ghazals
"aaj kehne ko nahi kuch sunne ko jee karta hai" by aaina in Ghazals
~~"KUCH ROSHNI KUCH-SAJAWAT HO JAAYE"~~by Shally. by k.shael in Ghazals « 1 2  All »
"Khwaish" Ko Mohabbat Hai Mohabbat Se.... by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #61 on: December 22, 2008, 12:50:08 PM »
Nice Jaanasheen Bhai

Shukriya Rajesh Bhaiya,.

Aashiq Ko Mohabbat Se Kuch Milta Nahi,.
Zindagi Ke Baagh Mein, Aashiqon Ka Phool Khilta Nahi,.

Marne Ke Baad Inke Fasaane Bante Hai, Majnu Ranjhe Ki Tarah,.
Jab Zinda Rehte Hain, To Koi Hume Pehchaanta Nahi,.

_____________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #62 on: December 22, 2008, 03:18:25 PM »

AASHIK KOH MOHABBAT MEH KUCH MILTA NAHI
YEH SACH HAI, KU KEY USEY AUR KUCH DIKHTA NAHI

DIN RAAT USI KEY PYAAR MEH KHOYA REHTA HAI
JAHAAN SEY BEKHABAR,ISHQ MEH SOYA REHTA HAI

CHODD KEY EK DIN JAB WOH CHALA JATA HAI
TANHAYI MEH TAB YEH AUR DOOB JATA HAI

BEWAFA SANAM SEY YEHI MILTA HAI
NAKAAM ISHQ MEH KUCH NAHI MILTA HAI


JASBIR SINGH

Wah! Kya baat hai Jasbir Ji

Thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #63 on: December 22, 2008, 03:22:00 PM »
Shukriya Rajesh Bhaiya,.

Aashiq Ko Mohabbat Se Kuch Milta Nahi,.
Zindagi Ke Baagh Mein, Aashiqon Ka Phool Khilta Nahi,.

Marne Ke Baad Inke Fasaane Bante Hai, Majnu Ranjhe Ki Tarah,.
Jab Zinda Rehte Hain, To Koi Hume Pehchaanta Nahi,.

_____________________-Jaanasheen-



bahut hi badiya Jahansheen


JITEY JI, KAHA KOI PYAR SAMAJ PATA HAI
MARNEY KEY BAAD SABKOH YAKEEN AATA HAI




JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: December 22, 2008, 03:57:20 PM »
bahut hi badiya Jahansheen


JITEY JI, KAHA KOI PYAR SAMAJ PATA HAI
MARNEY KEY BAAD SABKOH YAKEEN AATA HAI




JASBIR SINGH

Haan Bhai Sahi Kahaa Aapne,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #65 on: December 22, 2008, 04:04:21 PM »

Bichhery hoye logon ki ek ek baat rula deti hey
Hum ko to her janey wali raat rula deti hey

Wesey to hum dil k barey hi pakkey hain her ghum main
Woh to kabhi kabhi yunhi bersaat rula deti hey

Jesey pather ker deti hey baaz uqaat khushi bhi
Jesey baaz uqaat koi baraat rula deti hey

Jinhon ney haar kabhi nahi dekhi hoti hey jeevan bhar
Aison ko to chhoti si ek maat rula deti hey

Ghumon sey to kuch or bhi berh jata hey zabt humara
Haan albatta khushion ki buhtaat rula deti hey
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #66 on: December 22, 2008, 04:05:18 PM »
Haan Bhai Sahi Kahaa Aapne,.

Thanks Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #67 on: December 22, 2008, 04:07:29 PM »

Bichhery hoye logon ki ek ek baat rula deti hey
Hum ko to her janey wali raat rula deti hey

Wesey to hum dil k barey hi pakkey hain her ghum main
Woh to kabhi kabhi yunhi bersaat rula deti hey

Jesey pather ker deti hey baaz uqaat khushi bhi
Jesey baaz uqaat koi baraat rula deti hey

Jinhon ney haar kabhi nahi dekhi hoti hey jeevan bhar
Aison ko to chhoti si ek maat rula deti hey

Ghumon sey to kuch or bhi berh jata hey zabt humara
Haan albatta khushion ki buhtaat rula deti hey

bahut badiya kaha jahansheen

jasbir singh
Logged
k.shael
Guest
«Reply #68 on: December 27, 2008, 07:37:40 AM »
Sabne Bohat Khoob Likha Hai Lagey Raho.

Shukriya Shihab Ji,

Shally.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #69 on: March 27, 2013, 05:56:27 AM »
So Nice
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:28:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer