AASHIK

by NETRAPAL on June 13, 2007, 12:40:24 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1685 times)
NETRAPAL
Guest
veeran hogayee hai jindgee deedar hooye hai unke ke jbse
har khushi lagtee hai beginee see mujhe, darde-dil baya karoo kisse

ek hee pal me chura liya hai dil mera, barso sambhala tha maine jise
jiskee tasveer ko chumta hoo, wo choomtee hai par n maloom kise

doolee uth rahee hai nikal pade hai manjile- rah par wo musafir
ham chal pade rah par apnee , mayate-kandho par 'O' Musafir

rote hai idhar bhee gamgeen, anshoo hai yaha bhee ankho me sabke
kisen nibhaya tha pyar, kisne thee bewafayee kon kahega ab, or kisse

NETRA....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aashik by neerajB in Shayri-E-Dard
AASHIK by NETRAPAL in Shairy-E-Watan
Rubb teh Aashik by jasbirsingh in Funny Shayari in Punjabi
pehle ka aashik by vikas ghayal in Other Languages
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: June 13, 2007, 01:03:27 PM »
=D> =D> Perfect.... as ever....
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #2 on: June 13, 2007, 01:39:48 PM »
Netra

Mashallah bahut khoob likha hai =D>
Logged
angel4u
Guest
«Reply #3 on: June 13, 2007, 05:04:51 PM »
Bahut bahut bahut khoobsurat.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #4 on: June 14, 2007, 04:38:52 AM »
bhoot bhoot shukriya aap sab ka

bedard kya jane dard kiseeka
dil kee dhadkano ko kya samjenge wo
seene me dadakta hooa dil no ho kiseeka

ishak ko khel hee to samjha thaa tune
thokaro me rakh kar toda tha dil ko tune
toot kar bikhar gaya, sambhala bhee nahi befa jise  tune

pade hai rah me teri toota hooa dil liye
kabhi to ayega lot kar mahboob muskan ek hoto par liye
dube huye game-samnder me dekhte hai rah unki ek aas liye

aas maan par chamakte tare see timtimatee ho tum
roshni ke jalwo apne hee jalwo ke dikhati hee tunm
itna mat itra roope-roshani pe apne aye hamdam
toot kar girte tare ke bhee jamee pe nahi padte hai kadam

netra..

Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #5 on: June 14, 2007, 04:39:24 AM »

punam
Guest
«Reply #6 on: June 14, 2007, 11:20:30 AM »
Bahut khoob netra ji...
aap ka likhi shayari aik se bar ke aik hoti hai...
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #7 on: June 14, 2007, 12:09:19 PM »
wonderful. nertapla ji....

Chahte hai jisse hum, woh aksar kisi aur k khayalo mea milte hai
chahte hame woh kehte hai , par na jaane woh itna dur kyun rehtein hai

kabhi ak zamana tha jab sunki labo par hum bastein the
par aaj na woh mausam hai, na ab hum unke khyalo mea bastein hai
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #8 on: June 14, 2007, 12:19:02 PM »
Quote from: "punam"
Bahut khoob netra ji...
aap ka likhi shayari aik se bar ke aik hoti hai...

very very thanks poonam ji, ye aapkaa baddapn hai jo aapne aisa kaha

netra...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #9 on: June 14, 2007, 12:28:50 PM »
Quote from: "deepika_divya"
wonderful. nertapla ji....

Chahte hai jisse hum, woh aksar kisi aur k khayalo mea milte hai
chahte hame woh kehte hai , par na jaane woh itna dur kyun rehtein hai

kabhi ak zamana tha jab sunki labo par hum bastein the
par aaj na woh mausam hai, na ab hum unke khyalo mea bastein hai

kya bhat hai divya jee bhoot kbhoob

badkismatee hamree jo chahat ko n samaj paye unkee
kyar kare dekthe hee hame najar tak jhuk jatee thee jinkee

dil kee jajbaat dafan hee rahgaye the seene me hee jinke
hona chah kar bhee bhee ham na hona pay the kabhi jinke

netra....
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: June 15, 2007, 05:00:39 AM »
Good one Netra Ji

kabhi beit jahan hum chandni raato mea pyar k geet gaatein the
ab tho sanm  pyar  ke naam  se hi kafa ho jate hai

kabhi jab rangeen nazaare hote hte fizao mea, tho apni meeti baato se mere man ko behkate the
ab tho wakt aisa hai kiwoh hmare saye se bhi nazre churate hai.

chalte the jiska haath thaam hum samunder k kinaro pe
woh chod  gaye hume bich majdhaar pe ,jahan dur dur tak na koi kinare hai
Logged
punam
Guest
«Reply #11 on: June 15, 2007, 06:02:42 AM »
Quote from: "NETRAPAL"
Quote from: "punam"
Bahut khoob netra ji...
aap ka likhi shayari aik se bar ke aik hoti hai...

very very thanks poonam ji, ye aapkaa baddapn hai jo aapne aisa kaha

netra...

kyun sarminda karte ho aap...
Logged
punam
Guest
«Reply #12 on: June 15, 2007, 06:04:27 AM »
divya di nice going...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #13 on: June 15, 2007, 07:26:11 AM »
Quote from: "deepika_divya"
Good one Netra Ji

kabhi beit jahan hum chandni raato mea pyar k geet gaatein the
ab tho sanm  pyar  ke naam  se hi kafa ho jate hai

kabhi jab rangeen nazaare hote hte fizao mea, tho apni meeti baato se mere man ko behkate the
ab tho wakt aisa hai kiwoh hmare saye se bhi nazre churate hai.

chalte the jiska haath thaam hum samunder k kinaro pe
woh chod  gaye hume bich majdhaar pe ,jahan dur dur tak na koi kinare hai

bhoot khoob divya jii,

wo bahithe hai iskh ke guftgu me kiseeke
ham bhee hai kinare samandar ke intjaar me unheeke

wo shaath hamdam ke baithe hai aapne
ham bhee saath hai par darde-dil ke aapne

wo hans kar karte hai ijhare-mobaat ka unse
hamme bhee chahat hai unki par bya kare kisse

wo lagate hamdam ko see se apne hee
ham lagate botal ko hoto se gam bhoolane ke liye pane hee
Logged
Jiya
Guest
«Reply #14 on: June 15, 2007, 12:52:10 PM »
Quote from: "NETRAPAL"
bhoot bhoot shukriya aap sab ka

bedard kya jane dard kiseeka
dil kee dhadkano ko kya samjenge wo
seene me dadakta hooa dil no ho kiseeka

ishak ko khel hee to samjha thaa tune
thokaro me rakh kar toda tha dil ko tune
toot kar bikhar gaya, sambhala bhee nahi befa jise  tune

pade hai rah me teri toota hooa dil liye
kabhi to ayega lot kar mahboob muskan ek hoto par liye
dube huye game-samnder me dekhte hai rah unki ek aas liye

aas maan par chamakte tare see timtimatee ho tum
roshni ke jalwo apne hee jalwo ke dikhati hee tunm
itna mat itra roope-roshani pe apne aye hamdam
toot kar girte tare ke bhee jamee pe nahi padte hai kadam

netra..

bohot khoob- bohot khoob,,,,, wah!!!!!!!!  kafi achha likha hai aapne,,,,, gud job netra ji.

kyun gumaan na ho is husn par hume apne,
is husn ke humaare kai kadardaan hain,
is tadap se aapki lagta hai ki sachche aashiq ho aap humaare,
aur ye husn paanaa aapka bhi armaan hai.

kyun koste ho aap hume be-dard keh kar,
aapka dil to hume samjh hi na paaya,
hum aasmaan ke wo bedaag chaand hain ,
jise chah kar bhi koi chhu nahin paayaa.

jo aaj aapne apna haale dil bayaan kiya,
aji ye inaayat aapne pehele hi kar di hoti,
koi humko itni mohabbat bhi kar sakta hai,
to aapki mohabbat mein ye husn-e-mallika, kab ki jogan ban gayi hoti.

................................................. ................jiya ...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:36:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer