Aashiq--aukaat nahin~~~ Saahil

by salil2002 on June 01, 2009, 01:10:04 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1396 times)
salil2002
Guest
doston bahut se logon ko kehte suna kii ishq mein hamesha ladkon kiimaut hoti unki oosi baat aur khayalaat ko pesh kar raha hoon ......shayad aap logon ko pasand aaye......main ladkiyon k baare main galat nahin sochta ..yeh sirf chand logon k khayalaat hai...shukriya

aaj yeh lehrein kucch udaas si hai
aaj inki shokhiyon mein woh baat nahin

poochta hoon dard inka toh muskuraati hai
magar inki hansi mein woh baat nahin

inki madmast adayein ab kuch bechen lagti hai
inme woh chanchal jalpariyon si baat nahin

shayad inhe oos kinaare kii yaad aa rahi ho
jise chand roz pahle inhone dooboya tha

yeh soch kar maine dikhlaaya oonhe ek aur kinaara
magar kehti hai kii isme "SAAHIL" jaisi baat nahin

yeh sun k muskuraaya main aur barbas yeh keh ootha
tum haseeno k dil main patthar hai zazbaat nahin


kabhi shama ban k parvaane ko jala deti ho
phir kehti ho jalne ko aur mehtaab nahin

magar mera bhi kehna sun lo....
aashiq ko khatam kar kissii kii yeh aukaat nahiin

mohabbat tumhe hoti hai agar aashiq ko mitakar
toh mit jaayega woh uske liye yeh koi badi baat nahin

magar kya karoge tum akele rehkar uski yaadon mein
jab tumhe din ka hosh nahin , bin uske teri raat nahin

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kya -- pyaar khota nahin~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
KAIDI ya AASHIQ~~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Awaara Aashiq ka Anjaam ~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aashiq -- Maut mujhe maaf karna ~~ Saahil by -Saahil- in Shayri-E-Dard
Khabar hai bhi ya nahin ~~~~ SAAHIL by salil2002 in Shayri-E-Dard
Roja
Guest
«Reply #1 on: June 01, 2009, 03:22:34 PM »
doston bahut se logon ko kehte suna kii ishq mein hamesha ladkon kiimaut hoti unki oosi baat aur khayalaat ko pesh kar raha hoon ......shayad aap logon ko pasand aaye......main ladkiyon k baare main galat nahin sochta ..yeh sirf chand logon k khayalaat hai...shukriya

aaj yeh lehrein kucch udaas si hai
aaj inki shokhiyon mein woh baat nahin

poochta hoon dard inka toh muskuraati hai
magar inki hansi mein woh baat nahin

inki madmast adayein ab kuch bechen lagti hai
inme woh chanchal jalpariyon si baat nahin

shayad inhe oos kinaare kii yaad aa rahi ho
jise chand roz pahle inhone dooboya tha

yeh soch kar maine dikhlaaya oonhe ek aur kinaara
magar kehti hai kii isme "SAAHIL" jaisi baat nahin

yeh sun k muskuraaya main aur barbas yeh keh ootha
tum haseeno k dil main patthar hai zazbaat nahin


kabhi shama ban k parvaane ko jala deti ho
phir kehti ho jalne ko aur mehtaab nahin

magar mera bhi kehna sun lo....
aashiq ko khatam kar kissii kii yeh aukaat nahiin

mohabbat tumhe hoti hai agar aashiq ko mitakar
toh mit jaayega woh uske liye yeh koi baat nahin

magar kya karoge tum akele rehkar uski yaadon mein
jab tumhe din ka hosh nahin , bin uske teri raat nahin


Wah wah kya khoob likha aapne Salil ji... maza aagaya hai. Very good  Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: June 01, 2009, 03:30:12 PM »
Waah Waah Salil. bahoot hi Dard bari baat kahi hai... Well expressed.. !
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: June 02, 2009, 06:39:13 AM »
thanks a lot roja and divya.........
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: June 02, 2009, 06:41:46 AM »
very nice and beautiful creation Sallil ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: June 02, 2009, 08:17:32 AM »
thanks madhuwesh

ishq kii hasti ko bachane kii khatir jo jalta hai
oos parvaane ko shama k aansu bhi bhigote hai
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #6 on: June 02, 2009, 08:14:09 PM »
Wah Salil Bhai.. Kya Baat hai.. Aapki Soch aur aapki Qalam Humesha hi Kuch Naya rang dikhaati hain humen.. Aur yeh Rachna bhi Behad Lajawab hai.... Bahut bahut Khooooooob Dost.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: June 03, 2009, 05:16:15 AM »
Wah Salil Bhai.. Kya Baat hai.. Aapki Soch aur aapki Qalam Humesha hi Kuch Naya rang dikhaati hain humen.. Aur yeh Rachna bhi Behad Lajawab hai.... Bahut bahut Khooooooob Dost.. Applause Applause


**~** Mann **~**
shukriya vicky bhai....itni izzat aapne bakshi hai uske liye shukriya
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: July 31, 2009, 07:49:41 AM »
doston aapne meri is poem ko nazar andaaz kiya magar jaisa kii main hamesha kehta aaya hoon kii aap negative comments bhi de sakte hain ....shukriya
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 11:22:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer