* Aaye Hai Hum *

by Roja on September 28, 2008, 06:03:52 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1237 times)
Roja
Guest
Bandishon ke saye se nikal aaye hai hum
Mushkil thi rah-guzar sambal aaye hai hum

Dham gut na jaye matlabon ki hawaon mein
Isse pehle woh mausam badal aaye hai hum

Zehar pyar ka bhala kab tak piya karte
Saanp aasthinon ke masal aaye hai hum

Jiske saye mein aur bhi huye daagdar
Badalkar doston woh aanchal aaye hai hum

Jinke kanon ke pardon mein na thi jaan koyi
Unhi ko sunakar apni gazal aaye hai hum

"Roja" aankhon mein na dil mein pyass koyi
Chodkar khwabon ke jungle aaye hai hum

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
satane aaye by nishita in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 8 9 »
koi toh aaye....... by ranjana in Ghazals « 1 2  All »
jab aaye gimaut hami by aftab alam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Guftar mei aaye by CoolGirl in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Aaye Na Aaye...........................Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
baadal102
Guest
«Reply #1 on: September 28, 2008, 06:52:48 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khub bahut hi umda wah
roja ji wah. all lines are verry touching








Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: September 28, 2008, 10:20:38 AM »
Nice One Roja sis,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 28, 2008, 10:29:24 AM »
Bahut khoob roja  Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: September 28, 2008, 10:36:44 AM »
Bandishon ke saye se nikal aaye hai hum
Mushkil thi rah-guzar sambal aaye hai hum

Dham gut na jaye matlabon ki hawaon mein
Isse pehle woh mausam badal aaye hai hum

Zehar pyar ka bhala kab tak piya karte
Saanp aasthinon ke masal aaye hai hum

Jiske saye mein aur bhi huye daagdar
Badalkar doston woh aanchal aaye hai hum

Jinke kanon ke pardon mein na thi jaan koyi
Unhi ko sunakar apni gazal aaye hai hum

"Roja" aankhon mein na dil mein pyass koyi
Chodkar khwabon ke jungle aaye hai hum



 Applause Applause Bohot khoob Roja
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 28, 2008, 12:04:20 PM »
Aaye Jo Hum Teri Mehfil Mein, Ruswaa Ho Kar Gaye,.
Paaya Na tha Kuch Bhi Tujhse, Izaat Jo Bachi Thi, Wo Bhi Kho Kar Gaye,.

______________________________Jaanasheen-
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: September 29, 2008, 03:24:22 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khub bahut hi umda wah
roja ji wah. all lines are verry touching


Baadal

Thanks Baadal ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: September 29, 2008, 03:25:35 PM »
Aaye Jo Hum Teri Mehfil Mein, Ruswaa Ho Kar Gaye,.
Paaya Na tha Kuch Bhi Tujhse, Izaat Jo Bachi Thi, Wo Bhi Kho Kar Gaye,.

______________________________Jaanasheen-

Bahut bahut thanks and lovely lines created by you Jaanasheen ji.
Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: September 29, 2008, 03:26:34 PM »
Thanks Celmira and Khwaish ji  Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 01, 2008, 09:49:32 AM »
Thank You,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:07:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer