-----/// Ab andheron mein rehne do ///----- Hriday

by ~Hriday~ on August 02, 2013, 10:03:26 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2401 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW



mujhe  aadat nahi  mohabbat  ki, mujhe  nafraton  mein rehne do
main  kyaa  karungaa muskuraa ke, mujhe ghamon mein rehne do

chaar  pal  kaa  saath   deke, hai  har  kisi   ne  thukraayaa  mujhe
naa  sambhaalo  aake mujhe, tum mujhe thokaron mein rehne do

kitne  hi  sapne  ban  ke  toote  hain, mere  apne  hi aakhon mein
naa  karo  koshish  sach  karne  ki, inko  aankhon  mein  rehne do

aadat  nahi  hai  mujhe  ab, naazukh  phoolon   ke sangh rehne ki
naa  do phoolon ka  haar mujhe, ab mujhe kaaton mein rehne do

naa  karo  zidd  mujhe  roshni mein le jaane  ki, naa jaa paaungaa
dar  lagtaa  hai  zamaane  se, ab mujhe deewaaron mein rehne do

khush hoon main ghum ke andheron mein, ab bas andheraa rahe
naa  jalaao  chiraag  koi, tum  mujhe ab  andheron mein rehne do


*****HRIDAY*****

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 02, 2013, 10:11:18 PM »
waah waah bahut khoob
Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: August 02, 2013, 11:05:28 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah. bahut achchi peshkash rahi hriday ji. dheroooooooooon daaaaaad....
Logged
soudagar
Guest
«Reply #3 on: August 03, 2013, 01:06:12 AM »
kapil bhai mafi chahunga dard bhara qalaam aap par bilkul fit nahi baithta mohabbat ke is farishte se hum sirf mohabbat ki umeed rakhte hai...

phir bhi aapka qalaam bahut khub hai aapne badi khubsurati se likha hai yeh qalam dard mein chur kar


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nishi gahlaut
Guest
«Reply #4 on: August 03, 2013, 01:12:50 AM »
lovely creation.... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #5 on: August 03, 2013, 01:30:59 AM »
WAAH WAAH BAHUT KHOOB........
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nashwani
Guest
«Reply #6 on: August 03, 2013, 01:49:04 AM »
awesome likha hai hriday jee..kya kehne..happy9
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: August 03, 2013, 05:09:45 AM »



mujhe  aadat nahi  mohabbat  ki, mujhe  nafraton  mein rehne do
main  kyaa  karungaa muskuraa ke, mujhe ghamon mein rehne do
uffffffffffff itne khafa ho zindagi se . na ji na main tumhein aise nahin rahne doongi. kaun sa khilauna pasand hai bhej doon gi uss se khete rahna ghum bhool jaao ge Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
chaar  pal  kaa  saath   deke, hai  har  kisi   ne  thukraayaa  mujhe
naa  sambhaalo  aake mujhe, tum mujhe thokaron mein rehne do
pathharo.n se dosti kar lo wo sikha dein ge thokaro.n mein rah kar bhi kaise jiya jataa hai khushi-khushi. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
kitne  hi  sapne  ban  ke  toote  hain, mere  apne  hi aakhon mein
naa  karo  koshish  sach  karne  ki, inko  aankhon  mein  rehne do
nahin ji main to tumhaari aankhein saaf kar rahi thi cotton se . dekha kitni gandagi padi hui hai tumhaari aakhon mein lagta hai conjunctivitis ho gaya hai aaj hi checkup kar wal lo Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
aadat  nahi  hai  mujhe  ab, naazukh  phoolon   ke sangh rehne ki
naa  do phoolon ka  haar mujhe, ab mujhe kaaton mein rehne do
gulaab to kaanto.n ke beech hi rahta hai kya tumhein bhi gulaab bann na hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
naa  karo  zidd  mujhe  roshni mein le jaane  ki, naa jaa paaungaa
dar  lagtaa  hai  zamaane  se, ab mujhe deewaaron mein rehne do
paagal kahta hai ki main achaahoon aur zamaana paagal hai yahaan to ek normal insaan khud ko diwaana bata raha hai. diwaane ho kar koi aisa kalaam nahin likhta hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
khush hoon main ghum ke andheron mein, ab bas andheraa rahe
naa  jalaao  chiraag  koi, tum  mujhe ab  andheron mein rehne do

tum khud itne chamkile ho ki andhera khud ba khud ujaale mein tabdil ho jata hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
javascript:void(0);


*****HRIDAY*****



kabhi kabhi tum kamaal karte ho...!
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #8 on: August 03, 2013, 09:23:53 AM »
Waaaaaah waaaaah waaah...
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #9 on: August 03, 2013, 03:33:35 PM »
khubsurat ehsaas .. bahut khoob.. Usual Smile
Applause Applause
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #10 on: August 03, 2013, 04:08:07 PM »
बहुत खूब ह्रदय जी....बहुत खूब कहा.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #11 on: August 05, 2013, 01:26:42 PM »
bahut khoob Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: August 09, 2013, 01:39:09 PM »
bahut bahut shukriyaaa Saini ji.....!!!

waah waah bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: September 13, 2013, 02:15:14 AM »
bahut bahut shukriyaaa Aqsh ji....!!!

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah. bahut achchi peshkash rahi hriday ji. dheroooooooooon daaaaaad....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: September 14, 2013, 08:40:08 PM »
bahut bahut shukriyaaa Soudagar ji pasand karne ke liye, hameshaa romantic nahi ban paataa, kabhi kawaar dard par bhi likh lenaa chahiye... Usual Smile


kapil bhai mafi chahunga dard bhara qalaam aap par bilkul fit nahi baithta mohabbat ke is farishte se hum sirf mohabbat ki umeed rakhte hai...

phir bhi aapka qalaam bahut khub hai aapne badi khubsurati se likha hai yeh qalam dard mein chur kar


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:07:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer