Ab bhi baki hai

by thycreator on April 03, 2005, 06:40:20 PM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 24
Print
Author  (Read 14321 times)
thycreator
Guest
«Reply #195 on: April 17, 2005, 09:23:15 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"
Wah Talat ji.........bahut khoob....
phool murjaye hai aaj toh kal baharein bhi aayengi,
Apne dil se uss khusbu ko kabhi jane nahi dena...


Thanks......good one......

Phool khilte nahin hai kabhi dil ki ujdi zameen par
Baharain bhi aati hain phir khizaan ka roop le kar


wah talat ji,
kaise jiyega koi dil mein itne gamo ke sath,
kabhi toh dunia ko dusari nazar se dekho tum...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
baki... by neerajB in Shayri for Dard -e- Judai
Tere yaar ka jalna baki ha by jaimata in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
baki ta sab kuch thik kurhe.. by is.love.painfull in Love Poetry in Punjabi
~~~Yaad baki hai~~~ by Sammual in Shayri-E-Dard
Baki hai ? by medha_jain3 in Shairi - E - Zindagi
thycreator
Guest
«Reply #196 on: April 17, 2005, 09:26:04 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Wah talat ji..........bahut khoob,
Ye toh sach hai ki hamari nigahon mein gam hi gam hai,
Par kya kare ki iss dunia ne hi hame tanha choda hai...


Thanks Amit..........Nice

Is dil main ghum hain aur aankhain nam hain meri
Maine dekha ki zamana khush the mere haalat pe!!


Zamane ki parwah kyu karte ho tum bhala kaho,
wo toh sada hi dusro pe hansta aaya hai......
Logged
Talat
Guest
«Reply #197 on: April 17, 2005, 09:29:22 AM »
Quote from: "thycreator"

wah talat ji,
kaise jiyega koi dil mein itne gamo ke sath,
kabhi toh dunia ko dusari nazar se dekho tum...


humne jab bhi dekha hai zamane ke chehre ko kabhi
masoom chehron ke peeche saudai nazar aate hain!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #198 on: April 17, 2005, 09:30:26 AM »
Quote from: "thycreator"

Zamane ki parwah kyu karte ho tum bhala kaho,
wo toh sada hi dusro pe hansta aaya hai......


Zamane se nahin shikwa magar dukh hai is baat ka
Mere apne bhi zamane ki bheed main nazar aaye!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #199 on: April 17, 2005, 09:31:30 AM »
sach kaha talat ji,
Iss dunia ke kai chehre humne bhi dekhe hai,
Dukh hai yahi sab ke sab bade bhayanak hai..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #200 on: April 17, 2005, 09:35:54 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Zamane ki parwah kyu karte ho tum bhala kaho,
wo toh sada hi dusro pe hansta aaya hai......


Zamane se nahin shikwa magar dukh hai is baat ka
Mere apne bhi zamane ki bheed main nazar aaye!!!!


Sach kaha talat ji,
Jab apne hi begane ho jaye toh koi kya kare,
Kare unke liye shikayat ya phir toh dua kare.
Logged
Talat
Guest
«Reply #201 on: April 17, 2005, 09:37:10 AM »
Quote from: "thycreator"
sach kaha talat ji,
Iss dunia ke kai chehre humne bhi dekhe hai,
Dukh hai yahi sab ke sab bade bhayanak hai..


in chehron ke peeche chupe hain qaatil mohabbat ke
khoon kar ke dilon ka ghoomte hain bade naaz se!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #202 on: April 17, 2005, 09:38:39 AM »
Quote from: "thycreator"

Sach kaha talat ji,
Jab apne hi begane ho jaye toh koi kya kare,
Kare unke liye shikayat ya phir toh dua kare.


Isiliye ab shikwa nahin hai koi zamane se
Apne aise hain phir paraye to paraye hain!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #203 on: April 17, 2005, 09:40:26 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"
sach kaha talat ji,
Iss dunia ke kai chehre humne bhi dekhe hai,
Dukh hai yahi sab ke sab bade bhayanak hai..


in chehron ke peeche chupe hain qaatil mohabbat ke
khoon kar ke dilon ka ghoomte hain bade naaz se!!!


Hmmmmm,
nahi hai gam phir bhi hame, hum shaan se jiye,
Yahi sukun hai dil mein humne jindagi se wafa hi ki..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #204 on: April 17, 2005, 09:42:04 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Sach kaha talat ji,
Jab apne hi begane ho jaye toh koi kya kare,
Kare unke liye shikayat ya phir toh dua kare.


Isiliye ab shikwa nahin hai koi zamane se
Apne aise hain phir paraye to paraye hain!!


sach kahan,
apno se koi shikwa kare bhi toh kya kare,
unke jakhm sada dil ke lareeb hote hai...
Logged
Talat
Guest
«Reply #205 on: April 17, 2005, 09:46:11 AM »
Quote from: "thycreator"

Hmmmmm,
nahi hai gam phir bhi hame, hum shaan se jiye,
Yahi sukun hai dil mein humne jindagi se wafa hi ki..


Hum mutmayin hain ki wafa mohabbat se ki
bhale na pahunch saki ho wo apni manzil tak!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #206 on: April 17, 2005, 09:47:32 AM »
Quote from: "thycreator"

sach kahan,
apno se koi shikwa kare bhi toh kya kare,
unke jakhm sada dil ke lareeb hote hai...


hum shikwa karte bhi to kisse apni mazloomi ka
mere zakm kuredne waale mere dil ke qarib the!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #207 on: April 17, 2005, 09:48:50 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Hmmmmm,
nahi hai gam phir bhi hame, hum shaan se jiye,
Yahi sukun hai dil mein humne jindagi se wafa hi ki..


Hum mutmayin hain ki wafa mohabbat se ki
bhale na pahunch saki ho wo apni manzil tak!!!


wah talat ji,
yahi toh bat hai jo dil ko sukun deti hai,
humne ek bewafa se bhi wafa nibhayi hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #208 on: April 17, 2005, 09:50:41 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

sach kahan,
apno se koi shikwa kare bhi toh kya kare,
unke jakhm sada dil ke kareeb hote hai...


hum shikwa karte bhi to kisse apni mazloomi ka
mere zakm kuredne waale mere dil ke qarib the!!!


dil ke zakhmon pe marham bhi nahi hum lagate hai,
kaise bhula de hum unko jisne ye dil cheer hi diya..
Logged
Talat
Guest
«Reply #209 on: April 17, 2005, 09:53:20 AM »
Quote from: "thycreator"

wah talat ji,
yahi toh bat hai jo dil ko sukun deti hai,
humne ek bewafa se bhi wafa nibhayi hai...


na bewafa hum the na bewafa wo the humse
kuch hawa aisi chali ki hum juda ho gaye hain!!
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 24
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 07:24:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer