Ab bhi baki hai

by thycreator on April 03, 2005, 06:40:20 PM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 24
Print
Author  (Read 14440 times)
Talat
Guest
«Reply #210 on: April 17, 2005, 09:54:13 AM »
Quote from: "thycreator"

dil ke zakhmon pe marham bhi nahi hum lagate hai,
kaise bhula de hum unko jisne ye dil cheer hi diya..


dil ke zakhmon pe marhan bhala kaun lagata hai
ki sab ke haathon me khanjar maine dekha tha!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
baki... by neerajB in Shayri for Dard -e- Judai
Tere yaar ka jalna baki ha by jaimata in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
baki ta sab kuch thik kurhe.. by is.love.painfull in Love Poetry in Punjabi
~~~Yaad baki hai~~~ by Sammual in Shayri-E-Dard
Baki hai ? by medha_jain3 in Shairi - E - Zindagi
thycreator
Guest
«Reply #211 on: April 17, 2005, 01:22:20 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

wah talat ji,
yahi toh bat hai jo dil ko sukun deti hai,
humne ek bewafa se bhi wafa nibhayi hai...


na bewafa hum the na bewafa wo the humse
kuch hawa aisi chali ki hum juda ho gaye hain!!


Wah talat ji,
Gar halat ki judai hai ye toh tum mil hi jaoge,
Hum toh juda hue usne aise halat bana diye...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #212 on: April 17, 2005, 01:30:43 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

dil ke zakhmon pe marham bhi nahi hum lagate hai,
kaise bhula de hum unko jisne ye dil cheer hi diya..


dil ke zakhmon pe marhan bhala kaun lagata hai
ki sab ke haathon me khanjar maine dekha tha!!!!


Sach kaha,
Yahan toh apne bhi zakhm e dil diye jate hai dekho,
Kaise jiye koi jab koi apna hi dushman ho............
Logged
Talat
Guest
«Reply #213 on: April 17, 2005, 01:34:05 PM »
Quote from: "thycreator"

Wah talat ji,
Gar halat ki judai hai ye toh tum mil hi jaoge,
Hum toh juda hue usne aise halat bana diye...


hume khabar hai ki ye judaai na mitegi kabhi
jaane kyun zindagi ne hume ye saza hai di!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #214 on: April 17, 2005, 01:35:39 PM »
Quote from: "thycreator"

Sach kaha,
Yahan toh apne bhi zakhm e dil diye jate hai dekho,
Kaise jiye koi jab koi apna hi dushman ho............


Apno ne maana zakhm diye hain humo
Par gairon ne aa ke bhare hain wo zakm !!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #215 on: April 17, 2005, 01:38:46 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Wah talat ji,
Gar halat ki judai hai ye toh tum mil hi jaoge,
Hum toh juda hue usne aise halat bana diye...


hume khabar hai ki ye judaai na mitegi kabhi
jaane kyun zindagi ne hume ye saza hai di!!!


Ye judai ke lamhe sada aise hi toh na rahenge,
Tere veerane mein ik din wafa ke phool khilenge..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #216 on: April 17, 2005, 01:42:55 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Sach kaha,
Yahan toh apne bhi zakhm e dil diye jate hai dekho,
Kaise jiye koi jab koi apna hi dushman ho............


Apno ne maana zakhm diye hain humo
Par gairon ne aa ke bhare hain wo zakm !!!


Gair sach hi apno se jyada kaam aaye hai,
marham na sahi zakhm toh nahi lagaye hai..
Logged
Talat
Guest
«Reply #217 on: April 17, 2005, 01:44:43 PM »
Quote from: "thycreator"

Ye judai ke lamhe sada aise hi toh na rahenge,
Tere veerane mein ik din wafa ke phool khilenge..


Jaane kab wo phool khilenge aur kab aayengi baharain
sadiyon se mere aangan main khizaan ka mausam hai !!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #218 on: April 17, 2005, 01:46:24 PM »
Quote from: "thycreator"

Gair sach hi apno se jyada kaam aaye hai,
marham na sahi zakhm toh nahi lagaye hai..


Itna saham ke ab nikalte hain hum ghar se apne
Har shakhs tayyar hai yahan mujh ko mitane ko!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #219 on: April 17, 2005, 01:49:42 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Ye judai ke lamhe sada aise hi toh na rahenge,
Tere veerane mein ik din wafa ke phool khilenge..


Jaane kab wo phool khilenge aur kab aayengi baharain
sadiyon se mere aangan main khizaan ka mausam hai !!!!


Baharein aayengi aye dost tu dil chota na kar apna,
Jo ab tak na hua sadiyon se wo ab hoke rahega. tongue3
Logged
thycreator
Guest
«Reply #220 on: April 17, 2005, 01:53:17 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Gair sach hi apno se jyada kaam aaye hai,
marham na sahi zakhm toh nahi lagaye hai..


Itna saham ke ab nikalte hain hum ghar se apne
Har shakhs tayyar hai yahan mujh ko mitane ko!!!!


Jo sacche dilwale hai, hai khuda unke hi sath dost,
Aiso ka koi bal bhi banka kar nahi sakta....
Logged
Talat
Guest
«Reply #221 on: April 17, 2005, 01:55:17 PM »
Quote from: "thycreator"

Baharein aayengi aye dost tu dil chota na kar apna,
Jo ab tak na hua sadiyon se wo ab hoke rahega. tongue3


bahar aayengi ek din kisi ne kaha hai humse
ye soch kar humne naye paude lageye hain!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #222 on: April 17, 2005, 01:58:42 PM »
Quote from: "thycreator"

Jo sacche dilwale hai, hai khuda unke hi sath dost,
Aiso ka koi bal bhi banka kar nahi sakta....


khuda ka hi bharosa hai jo ji rahe hain hum
warna is haal main kaun jiya karta hai !!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #223 on: April 17, 2005, 01:59:31 PM »
nayi umang aur aasha ki kiran jala ke tum rakhna,
Jane kaun se pal kismat tumhare dwar aa jaye...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #224 on: April 17, 2005, 02:02:42 PM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "thycreator"

Jo sacche dilwale hai, hai khuda unke hi sath dost,
Aiso ka koi bal bhi banka kar nahi sakta....


khuda ka hi bharosa hai jo ji rahe hain hum
warna is haal main kaun jiya karta hai !!!


Khuda bhi sath hai unke jo khud ke sath rehte hai,
Kabhi aasha ke deepak ko dil se bujhne nahi dena...
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 24
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:41:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer