HumTum
Guest
|
«Reply #30 on: April 08, 2005, 03:43:20 PM » |
|
thx n nice!!
kisi ne zindagi apni naam humare likh di har khushi apni qurbaan hum pe kar di magar majbooriyan humari bhi thi aisi chahat ke badle me chahat na us ko di!!!! hai bevfaai jisko majburiyyoN ka naam tuney diya hai chahat pe hamari har bar ilzaam tuney diya hai mil hi jati manjil gar hotey tum ba-waffa muhhobat ko meri badnaam tuney kiya hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
amit_is_always_cool
Guest
|
|
«Reply #31 on: April 08, 2005, 03:43:36 PM » |
|
its my pleasure talat jiiiiiiiiiiiiiiii................................ .........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #32 on: April 08, 2005, 03:51:17 PM » |
|
Thanks Aryaan !!!!
Kuch log chahte hain kisi ki mohabbat ko paana Kisi ne chahat di itni ki hum gunahgaar ho gaye Socha nahin tha dil kisi ka toot jaayega humse Dil ke badle dil de na sake, sharmasaar ho gaye!! :-( nice work ...........all...............sabhi logon ne bahot accha likha...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #33 on: April 08, 2005, 03:52:38 PM » |
|
Wah Talat ji......bahut acche....
Koi jaruri toh nahi ki jisse jo chahe usse hi wo mile, Jab bhagwan hi dushman ho toh hum kya kare gile. thx Amit... Koi zaroori nahin sab ko wafa ke badle wafa mile shayad yahi dastoor-e-mohabbat hai zamaane me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #34 on: April 08, 2005, 03:54:02 PM » |
|
hai bevfaai jisko majburiyyoN ka naam tuney diya hai chahat pe hamari har bar ilzaam tuney diya hai mil hi jati manjil gar hotey tum ba-waffa muhhobat ko meri badnaam tuney kiya hai !!
maante hain hum jo kuch bhi kaho tum hume manzoor hai jo bhi saza de tu ae yaar mere!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #35 on: April 08, 2005, 03:54:34 PM » |
|
Thanks Aryaan !!!!
Kuch log chahte hain kisi ki mohabbat ko paana Kisi ne chahat di itni ki hum gunahgaar ho gaye Socha nahin tha dil kisi ka toot jaayega humse Dil ke badle dil de na sake, sharmasaar ho gaye!! :-( nice work ...........all...............sabhi logon ne bahot accha likha... Thanks Waheed
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #36 on: April 08, 2005, 03:57:15 PM » |
|
hai bevfaai jisko majburiyyoN ka naam tuney diya hai chahat pe hamari har bar ilzaam tuney diya hai mil hi jati manjil gar hotey tum ba-waffa muhhobat ko meri badnaam tuney kiya hai !!
maante hain hum jo kuch bhi kaho tum hume manzoor hai jo bhi saza de tu ae yaar mere!! jantey ho ke koi sazza na tujh ko Hum de payegey kha ke hajarroN zakm, dil mein tera naam liye jayengey!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #37 on: April 08, 2005, 03:59:32 PM » |
|
Wah Talat ji......bahut acche....
Koi jaruri toh nahi ki jisse jo chahe usse hi wo mile, Jab bhagwan hi dushman ho toh hum kya kare gile. thx Amit... Koi zaroori nahin sab ko wafa ke badle wafa mile shayad yahi dastoor-e-mohabbat hai zamaane me Hmmmmm talat ji..... Yahi toh gam hai ki har koi ka alag hi rona hai, koi dastoor e mohabbat mein paresha hai, koi dastoor e jamane mein paresha....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #38 on: April 08, 2005, 04:06:03 PM » |
|
jantey ho ke koi sazza na tujh ko Hum de payegey kha ke hajarroN zakm, dil mein tera naam liye jayengey!!!!
kyun zindagi apni veeran karte ho ek bewafa pe zamane main wafaparaston ki kami to nahin hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #39 on: April 08, 2005, 04:07:15 PM » |
|
Hmmmmm talat ji..... Yahi toh gam hai ki har koi ka alag hi rona hai, koi dastoor e mohabbat mein paresha hai, koi dastoor e jamane mein paresha....
kuch logon ke naseeb me likh jaate hain aansu shikwa karen khuda se ya taqdeer se hum apni!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #40 on: April 08, 2005, 04:11:50 PM » |
|
jantey ho ke koi sazza na tujh ko Hum de payegey kha ke hajarroN zakm, dil mein tera naam liye jayengey!!!!
kyun zindagi apni veeran karte ho ek bewafa pe zamane main wafaparaston ki kami to nahin hai!!! kmi nhi hai zamaney mein aurooN ki 'e dost kya karen jab har kissi mein Aati hai tu nazar !!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #41 on: April 08, 2005, 04:11:53 PM » |
|
Hmmmmm talat ji..... Yahi toh gam hai ki har koi ka alag hi rona hai, koi dastoor e mohabbat mein paresha hai, koi dastoor e jamane mein paresha....
kuch logon ke naseeb me likh jaate hain aansu shikwa karen khuda se ya taqdeer se hum apni!!! Aise hi na bahaya karo in dil ke motiyon ko, Ye toote toh lakhon dil toote honge...... :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #42 on: April 08, 2005, 04:13:39 PM » |
|
Wah Talat ji......bahut acche....
Koi jaruri toh nahi ki jisse jo chahe usse hi wo mile, Jab bhagwan hi dushman ho toh hum kya kare gile. thx Amit... Koi zaroori nahin sab ko wafa ke badle wafa mile shayad yahi dastoor-e-mohabbat hai zamaane me Hmmmmm talat ji..... Yahi toh gam hai ki har koi ka alag hi rona hai, koi dastoor e mohabbat mein paresha hai, koi dastoor e jamane mein paresha.... ur welcome talat.............. very nice talat........thy...... Na Tujh Se Kuch Hum Ko Nisbat Na Tujh Ko Kuch Hum Se Kam Hum Ko Yeh Maloom Tha Lekin Dil Ko Na Samjha Sake................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #43 on: April 08, 2005, 04:17:32 PM » |
|
Thanx waheed bhai......well said.... Sabhi pareshani ki shuruaat hi iss dil se hoti hai, Aye khuda tune iss dil ko dimag kyu na diya........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #44 on: April 09, 2005, 06:41:36 AM » |
|
kmi nhi hai zamaney mein aurooN ki 'e dost kya karen jab har kissi mein Aati hai tu nazar !!!!
ye chubhan ye ghutan ye ashk ye tanhaai zindagi tune kitne nayaab tohfe diye hain!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|