-Kashish-
Guest
|
Ab hai mere paas kya bas main aur meri tanhaayee...
Aksar karte rehte hain baatein bas main aur meri tanhaayee...
Din to kat hi jaate hain duniya ki bheed mein hote hain raat ke saathi bas main aur meri tanhaayee...
Kabhi bhoole se bhi na liya tumne naam mera karte hain bas tumhari hi baaatein bas main aur meri tanhaayee...
Humkadam rehne ka waada karke door chale gaye kyun talashti hain tumhe har pal har lamha bas main aur meri tanhaayee...
Kahan kho gaye ho tum ae mere habib raah dekhti hain har mod pe tumhari bas main aur meri tanhaayee...
Ab hai mere paas kya bas main aur meri tanhaayee...
Aksar karte rehte hain baatein bas main aur meri tanhaayee...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
diya786
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 02, 2010, 10:16:47 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 02, 2010, 12:02:34 PM » |
|
Bahoot Bahoot Khoob Kashish.. Bahoot hi dard bhare alfaz likhe hai.. Bahoot khoob!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 02, 2010, 12:31:57 PM » |
|
Bahut shandaar poem likhi hai Kashish Ji. Nice creation. Dil kaifeeyat ko lafzon mein bahut achhi tarah zahir kiya hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 02, 2010, 12:51:42 PM » |
|
KYA BAAT HAI KASHISH JI....
SAB KUCH TO LUT GAYA JAB SE TERA SAATH GAYA KYUN KI TUNE BEWAFAI "AB HAI MERE PAAS KYA" MAIN AUR MERI TANHAYEE....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 02, 2010, 12:54:12 PM » |
|
KYA BAAT HAI KASHISH JI....
SAB KUCH TO LUT GAYA JAB SE TERA SAATH GAYA KYUN KI TUNE BEWAFAI "AB HAI MERE PAAS KYA" MAIN AUR MERI TANHAYEE....
Bahoot Khoob Cara ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 02, 2010, 01:42:39 PM » |
|
Khoobsurat alfaaz hai Kashish di...Itna tanha kaise parr gayi?? Hum hai ne tanhai dhoooorrrrrrr karne ke liye...Well written...
Nice lines Cara jee..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #9 on: February 02, 2010, 01:50:04 PM » |
|
Bahut Bahut Khooob Kashish!!!!
Dard Ki inteha Hai iss Ghazal mein..
Bahut Bahut Khoobsurat!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shayaries_King
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 03, 2010, 08:32:23 AM » |
|
Nice One Kashish Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 03, 2010, 01:16:45 PM » |
|
Nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|