Ab Maloom Nahi,.

by Jaanasheen on December 22, 2018, 06:53:13 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 615 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Ab Maloom Nahi Mera Kya Hoga,.
Badi Muddat Se Maine,
Khudko Tera Samajh Rakha Tha,.

-Azeem Azaad,.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: December 22, 2018, 07:14:04 PM »
Ab Maloom Nahi Mera Kya Hoga,.
Badi Muddat Se Maine,
Khudko Tera Samajh Rakha Tha,.

-Azeem Azaad,.

Bahut khoob. Applause Applause Applause Applause Applause
Kaash unhein bhi apnaa samajhaa hotaa
Khair khudko bhi pehchaana achhaa hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 22, 2018, 07:29:04 PM »
Kaash unhein bhi apnaa samajhaa hotaa
Khair khudko bhi pehchaana achhaa hai...

Maine To Gairon Ko Bhi Gair Na Samjha,.
Mere Apne Phir BHI Mujhe Door Karte Rahe,.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: December 23, 2018, 05:30:44 PM »
Maine To Gairon Ko Bhi Gair Na Samjha,.
Mere Apne Phir BHI Mujhe Door Karte Rahe,.
Dekhiye Azeem Jee, Meree umr 85 saal ke bahut qareeb hai. Geron ko bhi  apnaa  banaana samajhnaa achaa hai, magar kitnaa nazdeek laana hai yeh aur baat hai. Jo apne hote hain woh apne hee hote hain unhkee koshish dur hone kee nahin hotee, unhkee priorities badal jaati hain, Woh apne bachon kee dekh bhaal karne main mashgool ho jaate hain, woh kabhi bhoolte nahin, yeh to aap hee hain jo aisaa mehsoos karte hain.
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: December 23, 2018, 11:59:28 PM »
Ab Maloom Nahi Mera Kya Hoga,.
Badi Muddat Se Maine,
Khudko Tera Samajh Rakha Tha,.

-Azeem Azaad,.

Azeem Bhai Aadaab O As Salaam walekum Janab..!

Waqai Behad umda khayaal ko anjaam diya hai aapne lafzoN meiN..

Hum jinke bagair jeene ka kabhi soNche bhi Nahi hote haiN unse Juda hone par kya anjaam hoga bayaaN Nahi kar sakte...

Is umda taqlikh par humari dheroN dili daad Kabul kijiye...

Likhte rahiye aur aate rahiye...
Shaad o aabaad rahiye...

Khuda Hafez...




Dekhiye Azeem Jee, Meree umr 85 saal ke bahut qareeb hai. Geron ko bhi  apnaa  banaana samajhnaa achaa hai, magar kitnaa nazdeek laana hai yeh aur baat hai. Jo apne hote hain woh apne hee hote hain unhkee koshish dur hone kee nahin hotee, unhkee priorities badal jaati hain, Woh apne bachon kee dekh bhaal karne main mashgool ho jaate hain, woh kabhi bhoolte nahin, yeh to aap hee hain jo aisaa mehsoos karte hain.

Suri Paji Aadaab!

Janab kya kahne aapke is gehre aur tajurbe ke...
Waqai ek tajurbekar shaqs hi aisa kah aur samjha sakta hai... Hum aap jitne tajurbekar to Nahi par aapki baat dil tak pahuNchi hai...

Shaad o aabaad rahiye...
Khuda Hafez...   

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 21, 2019, 01:04:29 AM »
Dekhiye Azeem Jee, Meree umr 85 saal ke bahut qareeb hai. Geron ko bhi  apnaa  banaana samajhnaa achaa hai, magar kitnaa nazdeek laana hai yeh aur baat hai. Jo apne hote hain woh apne hee hote hain unhkee koshish dur hone kee nahin hotee, unhkee priorities badal jaati hain, Woh apne bachon kee dekh bhaal karne main mashgool ho jaate hain, woh kabhi bhoolte nahin, yeh to aap hee hain jo aisaa mehsoos karte hain.

Ho Sakta Hai Main Galat Hoon,
Ho Sakta Hai Wo Bhi Yaad Karta Hoga,.
Lekin Haq Na Main Jata Sakta Hoon,
AUR Na Wo,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 21, 2019, 01:06:35 AM »
Azeem Bhai Aadaab O As Salaam walekum Janab..!

Waqai Behad umda khayaal ko anjaam diya hai aapne lafzoN meiN..

Hum jinke bagair jeene ka kabhi soNche bhi Nahi hote haiN unse Juda hone par kya anjaam hoga bayaaN Nahi kar sakte...

Is umda taqlikh par humari dheroN dili daad Kabul kijiye...

Likhte rahiye aur aate rahiye...
Shaad o aabaad rahiye...

Khuda Hafez...



Shukriya Bade Bhai,.

Ji Zaroor Aata Rahoonga, Yoindia Meri Zindagi Ka Hissa Hai,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:06:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer