<>Abhi Na Jao<>

by honeyrose on January 10, 2009, 06:11:05 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2526 times)
honeyrose
Guest
Abhi na jao door humse ke iss dil mein gham bohat hai
Tum nahi shamil meri zindagi mein andhera bohat hai

Khush raho tum ke iss dil mein hum dua karenge
Kyun aab tak kafa ho humse ke inn aankhon mein ashq bohat hai

Waqt ke saath tumare dil se nafrat mitt jayegi
Doop ke garmi bhi kam hote hai par tumari dil mein aag bohat hai

Jaante hai hum ke tum bhi moum ki tarah phighal jaoge
Ek umeed si baqi hai iss dil mein ke humare dil mein chahat bohat hai

____________Honeyrose__________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
*~*Abhi Abhi*~* by Roja in Shayri-E-Dard
Abhi Abhi by jaindost in Shayeri for Dard -e- Bewafai
abhi abhi by anandjaiswal in Share:Love Poetry
abhi abhi dil toota by saahill in Ghazals
Abhi Abhi Seekha He Chalna By J N Mayyaat by J N mayyaat in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: January 10, 2009, 11:16:51 PM »
Another good one Honey Ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 11, 2009, 04:26:52 AM »
Another good one Honey Ji

Thank you Rajesh ji..

Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: January 11, 2009, 05:51:31 AM »
kya baat hai honey ji....

agar chahat majboot hai teri,
mahobbat jarur, laut ke yayegi teri.


Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: January 11, 2009, 06:06:12 AM »
Abhi na jao door humse ke iss dil mein gham bohat hai
Tum nahi shamil meri zindagi mein andhera bohat hai

Khush raho tum ke iss dil mein hum dua karenge
Kyun aab tak kafa ho humse ke inn aankhon mein ashq bohat hai

Waqt ke saath tumare dil se nafrat mitt jayegi
Doop ke garmi bhi kam hote hai par tumari dil mein aag bohat hai

Jaante hai hum ke tum bhi moum ki tarah phighal jaoge
Ek umeed si baqi hai iss dil mein ke humare dil mein chahat bohat hai

____________Honeyrose__________


Applause Applause bahut khoob honey dear
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: January 11, 2009, 08:57:00 AM »
Applause Applause bahut khoob honey dear

Thank you Roja...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: January 11, 2009, 08:59:14 AM »
kya baat hai honey ji....

agar chahat majboot hai teri,
mahobbat jarur, laut ke yayegi teri.




bohat khoob shukriya cara ji

Chahat se aab dil toot chuka hai humara
Duniya se aab yaqeen utth gaya hai humara..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 11, 2009, 11:57:13 AM »
Waah Didijaan.
Kya Khoob Likha Hai Aapne,.
Nice One.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: January 11, 2009, 12:02:20 PM »
Waah Didijaan.
Kya Khoob Likha Hai Aapne,.
Nice One.

Thanks bhai jaan shukriya ...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: January 11, 2009, 12:51:57 PM »
bohat khoob shukriya cara ji

Chahat se aab dil toot chuka hai humara
Duniya se aab yaqeen utth gaya hai humara..

Nice lines Honey Ji
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #10 on: January 12, 2009, 05:51:14 AM »
Abhi na jao door humse ke iss dil mein gham bohat hai
Tum nahi shamil meri zindagi mein andhera bohat hai

Khush raho tum ke iss dil mein hum dua karenge
Kyun aab tak kafa ho humse ke inn aankhon mein ashq bohat hai

Waqt ke saath tumare dil se nafrat mitt jayegi
Doop ke garmi bhi kam hote hai par tumari dil mein aag bohat hai

Jaante hai hum ke tum bhi moum ki tarah phighal jaoge
Ek umeed si baqi hai iss dil mein ke humare dil mein chahat bohat hai

____________Honeyrose__________


Arre Wah Wah Bahoth Sabdarst shayara maloom hoti hain App kya andaze bayan hai Qurbaan Oye Qurbaan !! bahoth badiya peshkash!!

Qadeer toopchi
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: January 12, 2009, 06:37:22 AM »
Arre Wah Wah Bahoth Sabdarst shayara maloom hoti hain App kya andaze bayan hai Qurbaan Oye Qurbaan !! bahoth badiya peshkash!!

Qadeer toopchi

Abdul ji shukriya par sabdarst nahi hoon mein toh trainy hoon shayari ki
mujhse zyda aur bhi dost hai jo bohat acha likhte hai...aapko pasand aaye
shukriya abdul ji... tongue3
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #12 on: January 12, 2009, 06:50:18 AM »
Abhi na jao door humse ke iss dil mein gham bohat hai
Tum nahi shamil meri zindagi mein andhera bohat hai

Khush raho tum ke iss dil mein hum dua karenge
Kyun aab tak kafa ho humse ke inn aankhon mein ashq bohat hai

Waqt ke saath tumare dil se nafrat mitt jayegi
Doop ke garmi bhi kam hote hai par tumari dil mein aag bohat hai

Jaante hai hum ke tum bhi moum ki tarah phighal jaoge
Ek umeed si baqi hai iss dil mein ke humare dil mein chahat bohat hai

____________Honeyrose__________


Wow... HoneyRose Ji.. Is that really you???  Shocked Even More  Shocked Even More

Itna achha likhne lagi ho, ki aapke aage likhte hue ghabrahat hone lagi hai...  DOH
Seriously, bahut bahut aur bahut achha likha hai aapne..  Applause  Applause  Applause
Lagta hai kuch classes leni padegi aapse.. Usual Smile Mujhe bhi kuch dhang ka likhna seekhna hai...  sad7
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: January 12, 2009, 06:57:04 AM »
Wow... HoneyRose Ji.. Is that really you???  Shocked Even More  Shocked Even More

Itna achha likhne lagi ho, ki aapke aage likhte hue ghabrahat hone lagi hai...  DOH
Seriously, bahut bahut aur bahut achha likha hai aapne..  Applause  Applause  Applause
Lagta hai kuch classes leni padegi aapse.. Usual Smile Mujhe bhi kuch dhang ka likhna seekhna hai...  sad7

Wah Mahiya Malika welcome aapko dekh kar dil khush hogaya
Waise shayari pasand aaye aapko am really happy
aap toh kamal ka likhti hai Mahiya Malika dear..
Mein toh sirf dil se likhti hoon ..

Aap mujhe seekao mujhse zyda aur bhi dost hai joh
shayari zabardast likhte hai Dear... love4

 
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:14:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer