Kohinoor
Guest
|
. Aaj fursat me jb Diary aur pen leke kuch likhne baithi to... Jehan bhatakta hua aapke janib chla gya... . "Gudiya...tumhari gazlon me kuch khone ka dard rehta hai... Tumhara lehja... Tumhara andaaz... Uffff... Kitni gehrayi hoti hai inme... Mai to bs doobta chla jata hoon... Kbhi mere bare bhi likho na kuch... Jo tum sochti ho... Likhogi na?? Mere liye??" . Us din kitni aasani se keh dia tha aapne ye baat...!! Par... Kya kbhi aapne meri ghazalon ko dhyaan se pdha hai?? Nhi...Agar pdha hota to ye kbhi na kehte k "kuch mere liye bhi likho na!" . Kyoki mere har lafj, meri har najm.. Aap hi ki amanat to they... Meri ghazalen aapko kho dene k andeshon se bhri hoti thi'n... Aur meri shayri... Haan...!! Unme ijhaar chupa tha... Meri Mohabbat ka! Wo ankahi baaten jinhe aap kbhi smajh hi nhi paye! Aur mere wo bebasi k harf... Jinhe aap dard kehte they! . Fir ek din yun achanak hi hmara sath choot gya...!! Kyo?...kahaan?...kaise? Mujhe kuch bhi hosh nhi... Bs aapko kehte suna tha k . "Gudiya...tum to bahut hi yaad aaogi" aur bs...!! . Dekhiye na... Aapse bicharne k barson baad mai jb bhi kuch likhne baithti hoon to... Jehan bhatakta hua aapke janib chala jata hai... . Aankhon se girte aansu diary k safhon ko barbaad kr dete hain... Aur mere kalam ki mutthi khali reh jati hai ab...hmesha!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Kohinoor
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 15, 2012, 05:59:26 PM » |
|
Hello Bahenaa... !
Kia baat hai ... Tareef karuN ke houNslaa duN samjh nahi aa raha ... but I know yeH sirf ahsaas hai... bahut khoob dear..
Behad achche se aapne apne ahsaas O khayaal ko lafz diye haiN.. humari dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... aate rahiye... Shaad O Aabaad rahiye.. Khuda Hafez... Haan bhai ji...mai jo bhi kuch likhti hoon... Mere sare harf... Meri bayani... Sb kuch bs ehsaas hi to hain... Meri jaatti jindgi ka isse koi talluk nhi. Hausla afjayi ka shukriya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
theyash
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 15, 2012, 06:34:16 PM » |
|
bahut khoob kohinoorji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 15, 2012, 06:44:03 PM » |
|
aap ehsaason ko alfaaz dene me ustaad ho gaye ho Noor-- keep it up-- bht kamaal ki shayra ho-- iss dard bhare ehsaason par dheron daad dil se-- bht saari duaon ke saath khus raho muskurati raho god bless u be happy always
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #6 on: May 16, 2012, 01:19:06 AM » |
|
nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sps
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 16, 2012, 12:05:16 PM » |
|
bahot khoob, seedhe dil se likha hai jaise....very very nice..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #8 on: May 16, 2012, 01:08:40 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
laaiba
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 16, 2012, 03:53:18 PM » |
|
lajawab...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 16, 2012, 04:31:11 PM » |
|
B E A U T I F U L !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 17, 2012, 11:37:15 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kohinoor
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 18, 2012, 08:39:40 AM » |
|
bahut khoob kohinoorji...
thanks yash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kohinoor
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 18, 2012, 08:41:47 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #14 on: May 19, 2012, 02:42:43 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|