***Accha Hota***

by yasir_sensitive on March 01, 2005, 08:52:26 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1408 times)
HumTum
Guest
«Reply #15 on: March 02, 2005, 01:57:08 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
jis manzar ki baat karte ho tum woh to hamara ghar ho chala hai
dusroon ke dukh ka bhi kabhi tumne ehsaas kiya hota.


hue mar ke ham jo rusavaa, hue kyon na Garq-e-dariyaa
na kabhii janaazaa uthataa, na kahiin mazaar hotaa...

HumTum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yun na hota to kaya hota!!!! by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
to accha hota ... by NewYorker in Shayri for Khumar -e- Ishq
ager asa hota tu kasa hota by FArah in Shayri-E-Dard
Tum Hote To Accha Hota by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
To accha hota by amit.koc in Shayri for Dard -e- Judai
yasir_sensitive
Guest
«Reply #16 on: March 02, 2005, 05:13:03 PM »
thanx .... nice humtum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #17 on: March 03, 2005, 02:12:44 PM »
Quote from: "yasir_sensitive"
thanx .... nice humtum

:D
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #18 on: March 04, 2005, 12:36:18 AM »
NO
Logged
Nino
Guest
«Reply #19 on: March 04, 2005, 06:46:15 AM »
Hum tum good one
Logged
abhishek_gaurav
Guest
«Reply #20 on: March 04, 2005, 06:48:33 AM »
Quote from: "yasir_sensitive"
dil jo na tut ta to kitna achha hota
mohabbat jo na ki hoti to kitna achha hota

khush raha karte the hum hamesha hi
tum jo na mile hote to kitna achha hota

zindagi hans kar guzaar rahe the hum
yeh ansu na nikal aate to kitna achha hota

na koi parvaah thi kisiki na chaahat thi kisise
tumse jo dil na lagaate to kitna achha hota

jaagte rehte raaton ko aur na din ko sukoon paate hain
tumne humse dillagi na karte to kitna achha hota

ab koi armaan nahi reh gaya hai is tute dil mein
tum joothi wafa hi kar lete to kitna achha hota

mera dil todne vaale mujhe koi shikaayat nahi tujhse
par tere haath mein bhi zakhm aate to kitna achha hota

tere liye hi sab kuch luta diya fir bhi na paya tujhe
kash teri tarah bewafa ban jaata to kitna achha hota
bahut badhiya yashir bhai :D
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #21 on: March 04, 2005, 07:00:52 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
jis manzar ki baat karte ho tum woh to hamara ghar ho chala hai
dusroon ke dukh ka bhi kabhi tumne ehsaas kiya hota.


hue mar ke ham jo rusavaa, hue kyon na Garq-e-dariyaa
na kabhii janaazaa uthataa, na kahiin mazaar hotaa...

HumTum


chala gaya  tu ye dunia chhod kar lekin tere jaane ke baad
kya hoga hamara iss dunia mein ,kabhi ye khayal kiya hota!
Logged
abhishek_gaurav
Guest
«Reply #22 on: March 04, 2005, 07:44:43 AM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "tanha dil tanha safar"
jis manzar ki baat karte ho tum woh to hamara ghar ho chala hai
dusroon ke dukh ka bhi kabhi tumne ehsaas kiya hota.


hue mar ke ham jo rusavaa, hue kyon na Garq-e-dariyaa
na kabhii janaazaa uthataa, na kahiin mazaar hotaa...

HumTum


chala gaya  tu ye dunia chhoda kar lekin tere jaane ke baad
kya hoga hamara iss dunia mein ,kabhi ye khayal kiya hota!
very nice tanha. :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #23 on: March 04, 2005, 11:14:36 AM »
Quote from: "Nino"
Hum tum good one


Shukriya nino ji....
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:18:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer