Adat

by Pooja on March 22, 2007, 01:25:27 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 4533 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: April 04, 2007, 05:01:09 PM »
Adat badal jaati hai, Takdeer nahi badalati
Humse ansuo ki yah lakeer nahi badalati

Kaise aai hai, gum ko ki andhia jeevan main
Dhal gaya sab kuch, gumo ki raat nahi dhalati

Her ek zakham ko chupa kar hansati rahti hu main
Ajj magar, koi bhi baat, dil ko nahi juchati (acha na lagna)

Toote dil ko sajaya tha bahoot umeendo se
Bikhar gaya sab kuch, sansein abhi bhi kyun hai chalati

Adat badal jaati hai, Takdeer nahi badalati
Humse ansuo ki yah lakeer nahi badalati
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Unki adat thi tadpne ki by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
Adat se majboor ek saks.... by Monu.verma in Shayri for Khumar -e- Ishq
adat by insu in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri adat ka by anmolarora in Shayri for Khumar -e- Ishq
adat E Mohabbat by saira hafeez in Shairi - E - Zindagi
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #31 on: April 05, 2007, 02:12:14 AM »
Quote from: "Pooja"
Adat badal jaati hai, Takdeer nahi badalati
Humse ansuo ki yah lakeer nahi badalati

Kaise aai hai, gum ko ki andhia jeevan main
Dhal gaya sab kuch, gumo ki raat nahi dhalati

Her ek zakham ko chupa kar hansati rahti hu main
Ajj magar, koi bhi baat, dil ko nahi juchati (acha na lagna)

Toote dil ko sajaya tha bahoot umeendo se
Bikhar gaya sab kuch, sansein abhi bhi kyun hai chalati

Adat badal jaati hai, Takdeer nahi badalati
Humse ansuo ki yah lakeer nahi badalati

Tadbeer se bigdi hui takdeer badal jaati hai!
Zara hausle se kaam lo to tasweer badal jaati hai!

Jo rakhte hain sar katane ke walwale dil mein,
unke saamne aakar to shamsheer badal jaati hai!
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: April 05, 2007, 02:16:35 AM »
wah kaya baat kahi hai AKS JI... Ap jaise dost hai, issi liye honsla hai...

dar jaati hu kabhi
kabhi sambhal jaati hu

apni adat se
kabhi ghabra jaati hu

janati hu rah main
magar bhatak jaati hu

rahta hai sath jo apka
raste per aa jaati hu

dard hai, adat hai
dono ko sambhal jaati hu

kaise kahu,kaya kahu
kaya kaya main sah jaati hu

dil hai dard hai
jakhmo ko pii jaati hu

likhati hi rah, dastan-e-dard
na jaane kayun, kalam ko rok jaati hu
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #33 on: April 06, 2007, 03:03:36 AM »

waah kya baat hai!!!pooja ji!!! N Thanks!!!

dard, aansoo aur tanhai  Zindagi ke maani hain!
yeh woh lafz hain jo murdon ko be maani hain!!
[/color]
Logged
Roja
Guest
«Reply #34 on: April 08, 2007, 11:09:09 AM »
Quote from: "_Vicky_"
Quote from: "Pooja"
bahoot sahi kaha AKS JI!!

majboori jab majboori se takraati hai
kahin na kahin Insaan ko akal aa hi jaati hai
soch main pad jaata hai Insaani deemag
kyun itani si baat samjhane main, samjh waqat lagati hai

Bahut khoooooooooooob Pooja ji....

Majboori Insaan ko Yaroon, kya se kya bana deti hai,
Shareef Insaan ke Haath me Hathiyar thama deti hai.........

Phir Kuch Aata nahi Samajh, kya Sahi aur kya Galat,
Samajhne se phale hi yeh, Insaan ko Mita deti hai..........!!!!!

wah Vicky ji.. bahut khoob likha aapne..

Daad hazir hai. Kabool farmayiyega
Logged
Roja
Guest
«Reply #35 on: April 08, 2007, 11:13:17 AM »
Is bheed main toh apni alag raah aur adat rahi hai
Girte huwe ki humne sada bhaah gahi hai

Chattan ne chaha tha bahut modna humko
Jeevan ki nadhi thod ke chattan bhahi hai

Kante bicha ke ood ke soye hai hum yahan
Hum per kisii bhi phool ka ehsaan nahi hai

Sab kuch nahi hai aap hi hum bhi toh hai yahan
Aakash ke seene pe hamari bhi sahi hai

Sadiyan na mita payegi pag chinha hamare
Her yug main yahi baat kabiron ne kahi hai
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #36 on: April 08, 2007, 11:28:31 PM »
Quote from: "Roja"
Is bheed main toh apni alag raah aur adat rahi hai
Girte huwe ki humne sada bhaah gahi hai

Chattan ne chaha tha bahut modna humko
Jeevan ki nadhi thod ke chattan bhahi hai

Kante bicha ke ood ke soye hai hum yahan
Hum per kisii bhi phool ka ehsaan nahi hai

Sab kuch nahi hai aap hi hum bhi toh hai yahan
Aakash ke seene pe hamari bhi sahi hai

Sadiyan na mita payegi pag chinha hamare
Her yug main yahi baat kabiron ne kahi hai

waah kya baat hai Roja ji!! bahut khoob!!!! Usual Smile

Aaj chattan ke seene par mohabbat ka naam likh de!
Chilchilati doop ke naam shaam ka paigaam likh de!
Is dil ki tadap ke liye ek madhoshi ka jaam likh de!
Parwaanon ki fehrist mein chal aaj mera naam likh de!
warna sadiyon tak yoon hi tadapti rahegi yahan,
kaash! koi is rooh ke liye kuchh to aaraam likh de!
[/color]
Logged
Roja
Guest
«Reply #37 on: April 09, 2007, 02:45:25 AM »
Quote from: "sharmaarunkumar"

Bahut bahut shukhriya Sharmajii

Chah kar bhi aapko mai pa na sakhu
Ghar apna, aapko mai la na sakhu
Pass apna, aapko mai bula na sakhu
Khud milne ko bhi aa na sakhu
Ruswayee aapki na ho jaye, darthi hu
Aur lagta mujhe aap bhi zamane se darte ho

Dhoor hi agar taqdeer joh hai
Kyu hum ko milaya hai Rab ne
Kis jurm ki humko saja ye mili
Kyu humko sataya hai Rab ne
Din raat edhar mai aahein barthi hu
Aur Aap wahan Tadapte ho

Yeh haal agar yu hi jo raha
Mai jeete jee mer jaungi
Dunia bhi agar ye mil jaye
Per aap ke siva kya paungi?
Itna toh yakeen dilaya hai aapne
Ki aap bhi mujhse mohabbat karte ho..
[/color]
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #38 on: April 09, 2007, 07:46:35 AM »

waaah kya baat hai Roja ji!! :D

Jisko dekha na kabhi Us se mohabbat hai humein!
jaane woh kaun hai Jis ki Jaroorat hai Humein!
[/color]
Logged
Roja
Guest
«Reply #39 on: April 09, 2007, 04:32:29 PM »
Thank Thanks Sharma ji..

Murda dil liye, phir rahe hai zinda hum
Ab kabhi bhi nahi hai, is chahne walon ki
Jeete jee tukhrana, mer jane per poojna
Bahut purani aadat hai, zalim dunia walon ka..

 :lol:
[/color]
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #40 on: April 09, 2007, 08:58:26 PM »
Bohat khoob Pooja, Vicky, Arun & Roja...
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #41 on: April 10, 2007, 02:10:48 AM »
Quote from: "Roja"
Thank Thanks Sharma ji..

Murda dil liye, phir rahe hai zinda hum
Ab kabhi bhi nahi hai, is chahne walon ki
Jeete jee tukhrana, mer jane per poojna
Bahut purani aadat hai, zalim dunia walon ka..

 :lol:
[/color]

waaah bahut achchhe!! roja ji Nice written!!! Usual Smile

Har Sapne ka Dushman Gham Har Khushi ke peechhe hota hai!
Dhokha bhi woh hi dete hain yahan Jinka ki Bharosa Hota hai!

Tu Jaag Jara ay mere Khuda, Dekh mera kya haal hua,
Kya Duniya mein sab insaanon ke saath yeh hi kuchh hota hai!

Mere Saamne aa aa kar woh sikhlate paath Mohabbat ka,
Meri Peeth palat te hi Unke haath mein Khanzar hota hai!
[/color]
Logged
paani
Guest
«Reply #42 on: April 10, 2007, 04:20:09 AM »
So Nice all of u
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: August 27, 2007, 08:39:57 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot sahi kaha Shikha!!

Muskurahat meri main, rona kisi ko najar nahi atta
Dil kahin ander her pal, magar hai toot.ta jaata

Apni is adat per naaz karu ya khud ko kahu bewafa
Apni kismet main khud se bhi nahi wafa, yah dukh bhi hai maar jaata

Dekha kiye unhe roj, naye naye chehro ke sath
Phir bhi yah dil, kyun unhe bhool nahi  paata

Suna tha kabhi, samjha hai ajj is mord per, e-dost
Payaar karne wala, jayada waqat duniya mai rah nahi paata!!!

Jeeavn hai kaya, yahi hume samjh nahi atta
Wo karta hai war per war, phir bhi dil se nahi jaata

Uske ek ansoo per dil ro jaata hai khoon ke ansoo
Per kahin ander se ab us per aitbaar nahi atta

Apni wafa aor uski bewafai main jhulati rahti hu main
Ikraar aor Inkaar ka, moll ho nahi paata

Yakinen her taraf dard hi hai kismat main meri
Itne dhoke kha kar bhi, yah dil kisi aor ka ho nahi paata

Jeeavn hai kaya, yahi hume samjh nahi atta
Wo karta hai war per war, phir bhi dil se nahi jaata........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: February 27, 2008, 04:15:47 PM »
Kyun khud hi khud ko preshan karati hu
Leti hu bahana zamne ka aor khud ka dil taar taar karati hu

Rona lagta hai acha, ab to shayad Rone se hi pyar karati hu
Likhati hu dukh apne, shabdo ke sath zakhamo ka vayopar karti hu

Hansti hu khud ko dikhane ke liye, kin dhoko se izhaar karti hu
Tanha baithe baithe main hans du, phir ansuo ki barsaat karati hu

Her dard ko sajon kar khayalo main, Rooh apni ko bezaar karati hu
Han ajj bhi hai tujhi se pyaar, aor tera hi intzaar karati hu

Adat hai meri mujhko satane ki, badal isko main sakti nahi
Na anna kabhi lout kar wapis, tujh se nafrat bhi e mere pyar mai karati hu

Nafart aor pyar ke bich ke chakarview mai khud ko taar taar karati hu
Dunia se ho kar alag, bas apni tanha dunia se ab to main pyar karati hu!!!!

Kyun khud hi khud ko preshan karati hu
Leti hu bahana zamne ka aor khud ka dil taar taar karati hu!!!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:35:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer