Adat

by Pooja on March 22, 2007, 01:25:27 PM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 4466 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #45 on: February 27, 2008, 04:45:37 PM »
Kyun khud hi khud ko preshan karati hu
Leti hu bahana zamne ka aor khud ka dil taar taar karati hu

Rona lagta hai acha, ab to shayad Rone se hi pyar karati hu
Likhati hu dukh apne, shabdo ke sath zakhamo ka vayopar karti hu

Hansti hu khud ko dikhane ke liye, kin dhoko se izhaar karti hu
Tanha baithe baithe main hans du, phir ansuo ki barsaat karati hu

Her dard ko sajon kar khayalo main, Rooh apni ko bezaar karati hu
Han ajj bhi hai tujhi se pyaar, aor tera hi intzaar karati hu

Adat hai meri mujhko satane ki, badal isko main sakti nahi
Na anna kabhi lout kar wapis, tujh se nafrat bhi e mere pyar mai karati hu

Nafart aor pyar ke bich ke chakarview mai khud ko taar taar karati hu
Dunia se ho kar alag, bas apni tanha dunia se ab to main pyar karati hu!!!!

Kyun khud hi khud ko preshan karati hu
Leti hu bahana zamne ka aor khud ka dil taar taar karati hu!!!!


Bahut Khoob pooja...bahut hi acha aur jazbaato se bharpoor likha hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Unki adat thi tadpne ki by Asif samani jaunpuri in Shayri for Khumar -e- Ishq
Adat se majboor ek saks.... by Monu.verma in Shayri for Khumar -e- Ishq
adat by insu in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri adat ka by anmolarora in Shayri for Khumar -e- Ishq
adat E Mohabbat by saira hafeez in Shairi - E - Zindagi
Pooja
Guest
«Reply #46 on: February 27, 2008, 04:51:04 PM »
shukaria khwaish ji!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: April 30, 2008, 10:48:40 PM »
her adat waqat ke sung badal jaati hai
lout aa, zindagi bahoot tanha si beetati jaati hai
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #48 on: July 28, 2008, 10:18:47 AM »
Koi bhi shabad ab is dil ko bahlaata nahi
Ab to rone se bhi is dil ko karaar atta nahi

Cheekhta hai yah dil, aor lub sil jaate hai
Sochati hu bahoot, samjh kuch atta nahi

Kahna chahti hu bahoot, shabad sath chor jaate hai
Man ke bhawo ko, samjhana atta nahi

Khamoshi meri, meri hi ban gai dushman
Samjhana chahti hu unhe, jinhe khuli kitab ka shabd bhi samjh atta nahi!!

pooja ji bohut hi khoob likhi hain aapne ek k baad ek panktiyaan

dil k haalat badal kyu nahi jaate
kyu dunia ki bheed mei ab apne najar nahi aate

chal diye wo bhi saath chod kar tanha
jo kehte the "bhawna" ham tere bagair jee nahi paate

raahein ulfat ki kahein ya kahein gamo ka hai mausam
kyu aansuon ko thaamne wo nahi aate

kat hi jaati hai yu to zindgi yaadon k bharose
par kyu beete pal laut kar nahi aate
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: July 31, 2008, 04:18:18 PM »
pooja ji bohut hi khoob likhi hain aapne ek k baad ek panktiyaan

dil k haalat badal kyu nahi jaate
kyu dunia ki bheed mei ab apne najar nahi aate

chal diye wo bhi saath chod kar tanha
jo kehte the "bhawna" ham tere bagair jee nahi paate

raahein ulfat ki kahein ya kahein gamo ka hai mausam
kyu aansuon ko thaamne wo nahi aate

kat hi jaati hai yu to zindgi yaadon k bharose
par kyu beete pal laut kar nahi aate

wah wah wah.. bahoot khoob bhawna... yah lines to bahoot hi achi lagi:

chal diye wo bhi saath chod kar tanha
jo kehte the "bhawna" ham tere bagair jee nahi paate

Good creation!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #50 on: April 08, 2009, 10:59:25 PM »
zindagi ke chalate chalate adat badal jaati hai
bahoot maan tha na badlege kabhi hum,
pata bhi na chala, kaise zindagi badal jaati hai
Logged
Roja
Guest
«Reply #51 on: April 09, 2009, 02:29:33 AM »
pooja ji bohut hi khoob likhi hain aapne ek k baad ek panktiyaan

dil k haalat badal kyu nahi jaate
kyu dunia ki bheed mei ab apne najar nahi aate

chal diye wo bhi saath chod kar tanha
jo kehte the "bhawna" ham tere bagair jee nahi paate

raahein ulfat ki kahein ya kahein gamo ka hai mausam
kyu aansuon ko thaamne wo nahi aate

kat hi jaati hai yu to zindgi yaadon k bharose
par kyu beete pal laut kar nahi aate


Bahut khoob bhawna ji...
Logged
pandit
Guest
«Reply #52 on: April 09, 2009, 02:31:09 AM »
waah bhawana jee and pooja jee...
kyaa baat hai..
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #53 on: April 09, 2009, 03:33:11 AM »
zindagi ke chalate chalate adat badal jaati hai
bahoot maan tha na badlege kabhi hum,
pata bhi na chala, kaise zindagi badal jaati hai

Waah pooja ji!! bahut khoob!!

Peete peete kabhi kabhi yoon jaam badal jaate hain!
daulat dekh ke logon ke Eimaan badal jaate hain!!
ya allah kaisa hai waqt ka moziza dekhiye!
Chandi ke chand tukdon par Insaan badal jaate hain!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #54 on: April 09, 2009, 04:06:27 AM »
bahoot khoob AKS JI!! WAH KAYA BAAT HAI
Logged
salma786
Guest
«Reply #55 on: April 09, 2009, 05:30:50 AM »
bahoot khoob Pooja sis, Bhawna ji n others Thumbs UP
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #56 on: April 16, 2009, 04:21:48 AM »
bohut bohut shukriya pooja ji
aapka bhi bohut bohut shukriya roja ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #57 on: April 16, 2009, 04:35:35 AM »
shukriya salma ji and pandit ji
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 07:29:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer