Ae Kayesa Gum Utar Aaya Hai Zindagi Main..!!..Miraj(Miru)

by Miraj. on September 10, 2013, 09:14:04 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1074 times)
Miraj.
Guest
Ae Kayesa Gum Utar Aaya Hai Zindagi Main,
Saanse Hai Paresan Our Jaan Hai Muskil Main.

Har Jare Main Bhar Aaya Hai Dard-Hi-Dard,
Jism Hai Biran Our Dhadkan Hai Muskil Main.

Ae kayesa Gum Utar Aaya Hai Zindagi Main,
Saanse Hai Paresan Our Jaan Hai Muskil Main.

Ab Koyi Safar Nahi,Nahi Koyi Manzil Hain,
Tanhayi Ke Iss Aalam Me Bebsi Hi Bebsi Hain.

Ae Kayesa Ghutan Aaya Hai DilLagi Main,
Rooh Hai Paresan Our Raag Hai Muskil Main.

Na Koyi Sachi Sathi,Na Heen Koyi Fasana Hain,
Dosti Our Pyar Dil Bahlane Ka Ek Bahana Hain.

Ae Kayesa Manzar Utar Aaya Hai Bebasi Main,
Aankhen Hai Paresan Our Dil Hai Muskil Me.

Ishq Ka Aesa Rog Lag Aaya Hai Jiban Main,
Khushiya Hai Biran Or Tanhayi Hai Muskil Main.

Ae Kayesa Gum Utar Aaya Hain Zindagi Main,
Saanse Hai Paresan Our Jaan Hai Muskil Main.

Aya Raba Kya Mangu Tujhse Jab Apne Heen Saath Chod Diye,
De Kar Sare Gum Khushiyon Se Muh Mod Liye.

Jiski Chahat Me Maine Sab Kuch Luta Diya,
Ussi Ki Dilagi Ne Aaj Mujhe Rula Diya.

Ae Kayesa Safar Aaya Hai Zindagi Main,
Maut Hain Paas Our Unki Yaad Hai Muskil Main.

Ab Ek Bhi Aesa Pal Nahi Jisse Main Khush Ho Jaun,
Jiban Hai Biran Our Sapne Hain Muskil Main,

Ae Kayesa Safar Aayi Hai Zindagi Main,
Saanse Hain Parsan Our Jaan Hai Muskil Main.



IITianMiraj..!!.. love9 tearyeyed love9  
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: September 10, 2013, 11:45:25 AM »
bahut sunder
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: September 10, 2013, 12:32:40 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah waah bahut sundar likhaa hai aapne....!!!
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #3 on: September 10, 2013, 01:43:56 PM »
bahot khooob bas waaaaah hi waaaah Applause Clapping Smiley Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: September 10, 2013, 03:27:00 PM »
bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #5 on: September 10, 2013, 06:24:46 PM »
Kya Bat Hai Miraj Ji,Bahut Khoob.
Ae Kayesa Gum Utar Aaya Hai Zindagi Main,
Saanse Hai Paresan Our Jaan Hai Muskil Main.

Har Jare Main Bhar Aaya Hai Dard-Hi-Dard,
Jism Hai Biran Our Dhadkan Hai Muskil Main.

Ae kayesa Gum Utar Aaya Hai Zindagi Main,
Saanse Hai Paresan Our Jaan Hai Muskil Main.

Ab Koyi Safar Nahi,Nahi Koyi Manzil Hain,
Tanhayi Ke Iss Aalam Me Bebsi Hi Bebsi Hain.

Ae Kayesa Ghutan Aaya Hai DilLagi Main,
Rooh Hai Paresan Our Raag Hai Muskil Main.

Na Koyi Sachi Sathi,Na Heen Koyi Fasana Hain,
Dosti Our Pyar Dil Bahlane Ka Ek Bahana Hain.

Ae Kayesa Manzar Utar Aaya Hai Bebasi Main,
Aankhen Hai Paresan Our Dil Hai Muskil Me.

Ishq Ka Aesa Rog Lag Aaya Hai Jiban Main,
Khushiya Hai Biran Or Tanhayi Hai Muskil Main.

Ae Kayesa Gum Utar Aaya Hain Zindagi Main,
Saanse Hai Paresan Our Jaan Hai Muskil Main.

Aya Raba Kya Mangu Tujhse Jab Apne Heen Saath Chod Diye,
De Kar Sare Gum Khushiyon Se Muh Mod Liye.

Jiski Chahat Me Maine Sab Kuch Luta Diya,
Ussi Ki Dilagi Ne Aaj Mujhe Rula Diya.

Ae Kayesa Safar Aaya Hai Zindagi Main,
Maut Hain Paas Our Unki Yaad Hai Muskil Main.

Ab Ek Bhi Aesa Pal Nahi Jisse Main Khush Ho Jaun,
Jiban Hai Biran Our Sapne Hain Muskil Main,

Ae Kayesa Safar Aayi Hai Zindagi Main,
Saanse Hain Parsan Our Jaan Hai Muskil Main.



IITianMiraj..!!.. love9 tearyeyed love9 
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: September 10, 2013, 08:25:39 PM »
waah bahut khoob.. Usual Smile
Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:41:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer