Ahmed Faraaz Ji, Ki Dil Choone Waali Shayaris,.

by Jaanasheen on December 22, 2008, 01:36:19 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 11
Print
Author  (Read 11838 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: December 22, 2008, 05:17:17 PM »
Tum Taalookh Tordne Ka Kahin Zikar Na Karna, "Faraaz,.
Main Logon Se Kehdoonga Ke Tumhe Fursat Nahi Milti,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ghazl of Ahmed Faraaz by fayaz ali shaikh in SMS , mobile & JOKES
SHAYARIS FROM MY LUV by arsenmen in SMS , mobile & JOKES
Gazaloun Key Saath : Janab Ahmed Faraaz Sahib Kee Yaad Mein! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Shayari,.. Dil Se, Dil Tak Pahoonchne Waali,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
CHOONE SE BIKHAR JAUNGA.... by pandit in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 5 »
Pooja
Guest
«Reply #31 on: December 22, 2008, 05:17:55 PM »
 Applause Applause Applause Applause

bahoot khoob Lil bro... ajj kuch office main kaam jayada hai... magar wapis akar araam se parr kar kuch likhne ki koshish hogi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: December 22, 2008, 05:20:35 PM »
Applause Applause Applause Applause

bahoot khoob Lil bro... ajj kuch office main kaam jayada hai... magar wapis akar araam se parr kar kuch likhne ki koshish hogi
Theek hai Didijaan,.
Aap Ka Intezaar rahega,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: December 22, 2008, 05:20:54 PM »
Tanhaai Bhari Zindagi Ka Safar Milaa,.
Na Koi Saathi Na Koi Hum Safar Milaa,.

Diyaa Jalta Chord Aaye The Unke Liye,..
Jab Waapas Laute To Jalta Hua Ghar Mila,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: December 22, 2008, 05:24:57 PM »
Bohat Ajeeb Hain Yeh Bandishein Mohabbat Ki "Jaan,.
Na Usne Qaid Mein Rakha, Na Hum Faraar Hue..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: December 22, 2008, 05:27:26 PM »
Wo Bewafa Na Tha, Yunhi Badnaam Hogaya "Faraaz,.
Hazaaron Chahne waale The Kis Kis Se Wafaa Karta,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #36 on: December 22, 2008, 05:28:12 PM »
Tanhaai Bhari Zindagi Ka Safar Milaa,.
Na Koi Saathi Na Koi Hum Safar Milaa,.

Diyaa Jalta Chord Aaye The Unke Liye,..
Jab Waapas Laute To Jalta Hua Ghar Mila,.

wah kay abaat hai... chah kar bhi roka nahi ja raha hai khud ko... ek se bad ker ek shair pesh kar rahe hai app yaha per lil bro...

Jinke liye basaya ashiana
wo he jala kar chal diye
badi himmat se pucha, kaise kar gaye tum yah sab
wo hum mper muskura kar chal diye!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: December 22, 2008, 05:29:18 PM »
Bohat Ajeeb Hain Yeh Bandishein Mohabbat Ki "Jaan,.
Na Usne Qaid Mein Rakha, Na Hum Faraar Hue..


ho gaye hum uske, jo na tha kabhi humara'
umar bhar ka rog, aor ek khuda ka bas sahara!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #38 on: December 22, 2008, 05:30:19 PM »
Pooja,

Good support ! Keep going Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: December 22, 2008, 05:32:36 PM »
wah kay abaat hai... chah kar bhi roka nahi ja raha hai khud ko... ek se bad ker ek shair pesh kar rahe hai app yaha per lil bro...

Jinke liye basaya ashiana
wo he jala kar chal diye
badi himmat se pucha, kaise kar gaye tum yah sab
wo hum mper muskura kar chal diye!!

Shukriya Didijaan,.
And Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: December 22, 2008, 05:33:22 PM »
Ye Adaa Mohabbat Sikhaa Gayi Usko,.
Wo Rooth Kar Bhi Mujhse Muskuraakar Milta Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: December 22, 2008, 05:35:30 PM »
Dafan Karne Se Pehle Mera Dil Nikaal Lena "Faraaz,.
Kahin Khaak Mein Na Mil Jaaye Mere Dil Mein Rehne Waala,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #42 on: December 22, 2008, 05:37:16 PM »
Nice ones Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: December 22, 2008, 05:39:58 PM »
Shukriya,.


Be Rehmi Se Hi Sahi Magar Kuch Bolaa To Karo,.
Chup Rehte Ho To, Nafrat Ka Gumaan Hota Hai,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #44 on: December 22, 2008, 05:53:06 PM »
Chup rahkar jo sunta woh bahut kuch gunta hai
Hum kisi se nafrat nahi karte to gumaan kaisa
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:05:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer