Aisi Tassali Rehne Do. Gham Jo Mile Hain Sehne Do,..

by Jaanasheen on May 30, 2006, 02:41:43 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4990 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Yaa Dil Ki Sonu Duniya Walon,..
Ya Mujhko Abhi Chup Rehne Do,..
Main Gham Ko Khushi Kaise Kehdoon,..
Jo Kehte Hain Unko Kehne Do,..

Ek Phool Chaman Mein Aisa Khila,..
Mali Ki Nazar Mein Pyaar nahi,..
Hanste Hue Kya Kya Dekh Liya,..
Ab Behte Hain Aansoon Behne Do,..

Ek Khwaab Khushi Ka Dekha Nahi,..
Dekha Jp Kabhi To Bhool Gaye,..
Maangaa Hua Tum Kuch De Naa Sake,..
Jo Tumne Diya Wo Sehne Do,..

Kya Dard Kisi Ka Legaa Koi,..
Itna To Kisi Mein Dard Nahi,..
Behte Hue Aansoon Aur Bahe,..
Ab Aisi Tassali Rehne Do,..

_______________-Kaifi Azmi-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
qaatil mile hain mujhko..... by HumTum in Shayri-E-Dard
AISI BHI HOTI HAIN KHAMOSHIYAAN... by diya786 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
bekraar rehne lag gaye hain hum by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
TANHA REHNE LAGEY HAIN by saahill in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 30, 2006, 02:43:12 PM »
Gham Jo Mile Hain Mujhe Tumse Wo Sehne Do,..
Ab Kyun Pachtaa Rahe Ho Mujhe Apne Haal Mein Rehne Do,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2006, 03:07:06 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Yaa Dil Ki Sonu Duniya Walon,..
Ya Mujhko Abhi Chup Rehne Do,..
Main Gham Ko Khushi Kaise Kehdoon,..
Jo Kehte Hain Unko Kehne Do,..

Ek Phool Chaman Mein Aisa Khila,..
Mali Ki Nazar Mein Pyaar nahi,..
Hanste Hue Kya Kya Dekh Liya,..
Ab Behte Hain Aansoon Behne Do,..

Ek Khwaab Khushi Ka Dekha Nahi,..
Dekha Jp Kabhi To Bhool Gaye,..
Maangaa Hua Tum Kuch De Naa Sake,..
Jo Tumne Diya Wo Sehne Do,..

Kya Dard Kisi Ka Legaa Koi,..
Itna To Kisi Mein Dard Nahi,..
Behte Hue Aansoon Aur Bahe,..
Ab Aisi Tassali Rehne Do,..

_______________-Kaifi Azmi-


Bahut khoob Jaanasheen ji, This is one of my all times favourite.....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #3 on: May 30, 2006, 04:48:47 PM »
nice one jaanasheen.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 01, 2006, 05:22:47 AM »
Shukriya Shikha And Nidhi Sis,..
Gar App Do Lines Likh Dete To Hume Seekhne Ka Maukha Milta,.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5 on: June 01, 2006, 05:53:34 AM »

Dil main chuppa kar gum ka saagar,
hothon par laga liye humney taley,
tum bhi sochogey dekh kar humko,
jeetey hai kaisey yeh ishq karney waley...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: June 01, 2006, 07:16:19 AM »
Wah Bahoot Khoob Kaha Hai Apne Shikha Sis,...

Nadaan Hai Jo Mohabbat Ke Jhamele Mein Pardte Hain,..
Zindagi Kabhi Unki Sawarti Nahi Phir Ye Uspe Marte Hain,..

Mohabbat Tabaahi Ka Paigaam Lekar Utarti Hai Dil-o-Jaan Mein,..
Mohabbat Mitaa Deti Hai Hasti Jaane Phir Kyun Sab Mohabbat Karte Hain,..

Karjaate Hain Mohabbat Ye Dil Ke Ghulaam Bankar,..
Jab Mohabbat Dhoka De To Pal Pal Ye Tarapte Hain,..

_____________________________________-Jaansheen-
Logged
lover_boy
Guest
«Reply #7 on: June 03, 2006, 03:58:16 AM »
pehla wala bohut khoob likha jaanasheen......very good yaar



ahle-dil yoonhi nibha lete hai .!!
dard seene mein chupa lete hai ..!!
apni aankhO Ko banakar yeh zubaan ..!!
kitne afsaane suna lete hai .!!
jalte mausam mein bhi yai deewane ..!!
kuch hasin phool khila lete hai ..!!
jin ko jeena hai mohabbat ke liye ..!!
apni hasti ko mita dete hai ..!!


NM
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: June 08, 2006, 11:38:42 AM »
Quote from: "lover_boy"
pehla wala bohut khoob likha jaanasheen......very good yaar



ahle-dil yoonhi nibha lete hai .!!
dard seene mein chupa lete hai ..!!
apni aankhO Ko banakar yeh zubaan ..!!
kitne afsaane suna lete hai .!!
jalte mausam mein bhi yai deewane ..!!
kuch hasin phool khila lete hai ..!!
jin ko jeena hai mohabbat ke liye ..!!
apni hasti ko mita dete hai ..!!


NM


Shukriya Bhai,..
Apne Bhi Bahoot Acha Likha Hai Amit Ji,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #9 on: June 17, 2006, 08:24:17 AM »
Quote from: "Shikha12"

Dil main chuppa kar gum ka saagar,
hothon par laga liye humney taley,
tum bhi sochogey dekh kar humko,
jeetey hai kaisey yeh ishq karney waley...


Dekhta Hoon Jab Ishq Karne Waalon Ko-
Behte Hain Aansoon Mere Nigaahon Se-
Bichard Gaya Apna Humraaz "Kismat"-
Jise Kabhi Laagaya Tha Humne Baahon Se-

-Kismat-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #10 on: June 17, 2006, 08:27:05 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Wah Bahoot Khoob Kaha Hai Apne Shikha Sis,...

Nadaan Hai Jo Mohabbat Ke Jhamele Mein Pardte Hain,..
Zindagi Kabhi Unki Sawarti Nahi Phir Ye Uspe Marte Hain,..

Mohabbat Tabaahi Ka Paigaam Lekar Utarti Hai Dil-o-Jaan Mein,..
Mohabbat Mitaa Deti Hai Hasti Jaane Phir Kyun Sab Mohabbat Karte Hain,..

Karjaate Hain Mohabbat Ye Dil Ke Ghulaam Bankar,..
Jab Mohabbat Dhoka De To Pal Pal Ye Tarapte Hain,..

_____________________________________-Jaansheen-


Nice One Jaan Bhai-

Ishq Na Kar Baithna Tu Kabhi Dost-
Ke Ishq Karne Wale Be Maut Marte Hain-
Zamaane Mein Iske Dushman Bahoot Hain-
Phir Bhi Ye Log Kisi Se Nahi Darte Hain-
Taradpta Hai Har Koi Ishq Kar Ke Yahan-
Jaane Kyun Phir Bhi Ye Ishq Karte Hain-

-Kismat-
Logged
dg_getme
Guest
«Reply #11 on: June 17, 2006, 09:28:05 AM »
:D  :D  :D  :D
Logged
dg_getme
Guest
«Reply #12 on: June 17, 2006, 09:28:40 AM »
:D  :D  :D  :D
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #13 on: June 17, 2006, 09:54:39 AM »
Jabb miley Ghum-e-Dil, Uss dil ko Tanhai sehne Doo
Kasmein, waadey, pyar, wafaa sabb baaton mein rehne Doo..

Dil mere Ko tarkash karti hai Duniya
Inse Sukh taraashne ke mansoobey, rehne Doo..

2 - 4 kalaam karne waale kya jaane rang-e-shyahi
Yoon jhoot moot ki kalam karna abb to chhod Doo..

Hai dariya jo mere jazzbaaton ka guncha-e-dil mein
Yoon bedardi se usmein sailaab bann kar aana chhod Doo..

Yaa to muhabaat ka azal doo, kalaam ka koi kamaal do
Ya fhir Fanaa kar do mujhko, aaur mujhe mere dard-e-dil pe chhod Doo..


--------------------------------------------------------------------------
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #14 on: June 17, 2006, 04:23:47 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Yaa Dil Ki Sonu Duniya Walon,..
Ya Mujhko Abhi Chup Rehne Do,..
Main Gham Ko Khushi Kaise Kehdoon,..
Jo Kehte Hain Unko Kehne Do,..

Ek Phool Chaman Mein Aisa Khila,..
Mali Ki Nazar Mein Pyaar nahi,..
Hanste Hue Kya Kya Dekh Liya,..
Ab Behte Hain Aansoon Behne Do,..

Ek Khwaab Khushi Ka Dekha Nahi,..
Dekha Jp Kabhi To Bhool Gaye,..
Maangaa Hua Tum Kuch De Naa Sake,..
Jo Tumne Diya Wo Sehne Do,..

Kya Dard Kisi Ka Legaa Koi,..
Itna To Kisi Mein Dard Nahi,..
Behte Hue Aansoon Aur Bahe,..
Ab Aisi Tassali Rehne Do,..

_______________-Kaifi Azmi-


Thnx for Sharing Jaan bhai
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:52:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.212 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer