Aitbaar nahi raha ...

by NewYorker on August 23, 2005, 05:31:20 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2645 times)
NewYorker
Guest
Unke karmo ka main hoon barson se muntazar
ho gaya ye karam mujh pe, aitbaar nahi raha

Awaz de raha hoon patharon ke seher main
tha woh bhi kabhi khuda, aitbaar nahi raha

Takaraoge sir patharon se, to aur kya hoga
nikal aayega lahoo bhi, aitbaar nahi raha

Barson se sambhal rakh tha iss dil ko maine
abb uss per bhi mujhko, aitbaar nahi raha

Ho gaye the hum unn julfon ke aaseer
wahi julf banegi nagin, aitbaar nahi raha

Khaaye fhareb itne, wafa-e-beemar nahi raha
abb hume khud pe hi, aitbaar nahi raha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
****aitbaar baaki nahi**** by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aitbaar Raha............AD by anjaan dharkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aitbaar ab hum par kisi ko na raha by mohd imran in Shayeri for Dard -e- Bewafai
MOVED: Aitbaar ab hum par kisi ko na raha by Yoindia Support in Other Languages
***Aitbaar Nahi Hota*** by AVTAR RAYAT in Share: Poetry of Pain
Tosha
Guest
«Reply #1 on: August 23, 2005, 05:42:20 PM »
Quote from: "NewYorker"
Awaz de raha hoon patharon ke seher main
tha woh bhi kabhi khuda, aitbaar nahi raha



yeh acchi lagi mujhe .... !!!

...

Lauta do tum aitbaar bhi mera
jee nahi ke seeyun dobara yeh katra
baas sulagti rahigi dil main tammana
milta kabhi to mujhe saath tera
Logged
~PRINCE~
Guest
«Reply #2 on: August 23, 2005, 05:43:19 PM »
tu nahi tu zamana badal gaya hai kuch iss tarah se ke aab
good one NY

fuloon ko bagh se , ghataon ko barsaat se pyaar nahi raha......
meri aakhein ho gayi hai pathaar tera intzaar karte karte.....
aab tujhe dekh paunga kabhi inn patharoon se inn par aitbaar nahi raha....



lolzzz.......achha nai hai
Logged
NewYorker
Guest
«Reply #3 on: August 23, 2005, 05:52:05 PM »
Thanx........Tosha-ji ( Puzzled ! ) &  ~PRINCE~

Chai hain unki berukhi bun ke dard seene main
hotain hai kuch zakhm teere-e-nazar, aitbaar nahi raha
Logged
Tosha
Guest
«Reply #4 on: August 23, 2005, 06:26:45 PM »
milalo dil se dil
hai mujhe aitbaat tum par
jeena bin tum nahi mumkin
dil haara hai tum par

...
accha likha hai prince ... !!!
...
phoolo ko bageche se
ghatayon ko barsaat se
jab pyaar he na raha
kaise karlun aitbaar tum pe
jo aab khud pe aitbaat na raha
Logged
~PRINCE~
Guest
«Reply #5 on: August 23, 2005, 11:36:19 PM »
THANKSSSSSSSS...l0l.............................. ................................................. .
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: August 24, 2005, 04:00:43 PM »
Quote from: "NewYorker"
Unke karmo ka main hoon barson se muntazar
ho gaya ye karam mujh pe, aitbaar nahi raha

Awaz de raha hoon patharon ke seher main
tha woh bhi kabhi khuda, aitbaar nahi raha

Takaraoge sir patharon se, to aur kya hoga
nikal aayega lahoo bhi, aitbaar nahi raha

Barson se sambhal rakh tha iss dil ko maine
abb uss per bhi mujhko, aitbaar nahi raha

Ho gaye the hum unn julfon ke aaseer
wahi julf banegi nagin, aitbaar nahi raha

Khaaye fhareb itne, wafa-e-beemar nahi raha
abb hume khud pe hi, aitbaar nahi raha


wowwwwww NY ji...aaj DARD me bhi kamal kar diya apne!  :wink:
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: August 24, 2005, 05:17:47 PM »
wah new yorker ji,very well written.....!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: August 24, 2005, 05:22:07 PM »
very  nice  Ny.............  Tosha.........Prince...................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #9 on: August 26, 2005, 03:18:13 AM »
Thanx a lot Waheed .......... !!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #10 on: August 29, 2005, 01:16:02 PM »
nice n gr8 one ny janab aap aur dard bahari shayari shock Shocked but nice work
Logged
Raj.
Guest
«Reply #11 on: April 23, 2009, 08:35:33 AM »
 wave
It was really good.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 23, 2009, 08:50:05 AM »
Bohat Achche,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2009, 09:08:41 AM »
bahut khoob Applause Applause
Logged
Raj.
Guest
«Reply #14 on: April 23, 2009, 10:36:58 AM »
 Applause icon_salut
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:28:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer