Aitbaar ....

by punam on March 03, 2008, 10:28:51 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2884 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: March 04, 2008, 06:35:11 AM »
Dil ke haathon majboor huye aise
ki pardesi pe kar baithe aitbaar..

arzoo hi arzoo thi dil mein
ankhon mein basa liya intezaar..

na socha na samjha kiya iqraar
pal bhar ki mohabbat degayi tanhayiyon ka gubbar...


bahut khooob punam.. kam shabdo mein bahut kuch keh gaye..bahut ache..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**AITBAAR** by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Re: Aitbaar .... by kalpesh1061 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Aitbaar by limit in Shayri-E-Dard
aitbaar by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
aitbaar by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: March 04, 2008, 01:01:52 PM »
Shukriya Doston,.
Aap Bhi Lag Jaayenge Yahaan To Khoob Mazaa Aaayega Majid Bhaijaan,. :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 04, 2008, 01:07:43 PM »
Aitbaar Karke Humne Ajnabi Par,.
Sitam Dhaaye Hain Kitne Zindagi Par,.

Dil Na Lagaana Ke Dil Ki Lagi Badaa Tadpaati Hai,.
Deti Hai Ek Pal Ki Khushi Aur Umar Bhar Rulaati Hai,.

Azmaaish Hui Hai Humpe, Tabhi To Gilaa Kar Rahe Hain,.
Mohabbat Karke Maine Khud Ko Tabaah Kiya,.
Aur Bemaut Har saans Mar Rahe Hain,.

___________________________________--Jaanasheen--
Logged
punam
Guest
«Reply #18 on: March 06, 2008, 05:05:38 AM »
Bahot khoob azeem bhai...nice one again..
Logged
punam
Guest
«Reply #19 on: March 06, 2008, 05:06:18 AM »
Dard dil ko hua aitbaar toota jab
ruswayi kya hai pata chala sath chuta jab...

ek din ghumrah hojayenge andheron me
hame pata na tha dil me jalaye the chirag jab..

Tanhayi se jee ghabrane laga..khwaab toota jab..
Aarzooen dafan ho gayen kismat ka sitara tuta jab....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: March 06, 2008, 05:19:57 AM »
Dard dil ko hua aitbaar toota jab
ruswayi kya hai pata chala sath chuta jab...

ek din ghumrah hojayenge andheron me
hame pata na tha dil me jalaye the chirag jab..

Tanhayi se jee ghabrane laga..khwaab toota jab..
Aarzooen dafan ho gayen kismat ka sitara tuta jab....


Bohat khoob ache lines hai dear..Usual Smile

Kabhi kismat bhi saath na dete hai
Yeh dard bhi sahe kar dekha hai
Bas aitbaar tha un par woh be jaate dekha hai
Shayad unse bhi hum door na rahe pate hai..
Logged
Roja
Guest
«Reply #21 on: March 06, 2008, 06:13:43 AM »
Kab chalega pata
kar ke tujh pe aitbaar
kahi kiya toh nahi koi khata..

hawa ke jhoka jaise
aake chale gaye ho
chala na mujhe pata..

kab chalega pata
karke iqarar maine
kahi kiya toh nahi koi khata...

samjh nahi payi abhi tak
mere dil meri nazmon me aakar
kyun cha jate ho..
kab chalega pata
kiya hai maine pyar..
ya koi khata...


bahut acche...esp last para Applause
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #22 on: March 06, 2008, 08:03:33 AM »
Jinsey Kisi ka Aitbaar Kiya
Usney, ussi ka Intzar kiya
Matlab,Aitbaar ka Intzar he hota hai...


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: March 13, 2008, 11:27:21 AM »
Shukriya Punam Sis,.
Logged
punam
Guest
«Reply #24 on: March 13, 2008, 05:02:27 PM »
Thanx azeem bhai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: March 14, 2008, 10:30:19 AM »
U Are Welcome Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: March 14, 2008, 10:31:03 AM »
Ek Ek Patthar Jord ke Maine Jo Deewaar banaai Hai,.
Jhaanku Uske Peeche To Ruswaai Hi Ruswaai Hai,.

Yun Lagta Hai Sote Jaagte Auron Ka Mohtaj Hoon Main,.
Aankhein Meri Apni Hain, Par Unmein Neend Paraai Hai,.

Dekh Rahe Hain Sab Hairat se Neele Neele Paani Ko,.
Pooche Kaun Samander Se Tujhme Kitni Gehraai Hai,.

Sab Kehte Hain Ek Jannat Utri Hai Meri Dharti Par,.
Main Dil Mein Sochoon Shayad Kamzor Meri Binaai Hai,.

baher Saham Mein Perdon Par Kuch Jalte Bujhte Jugnu The,.
Hairat Hai Phir Ghar Ke Ander Kisne Aaag Lagaai Hai,.

Aaj Hua Maloom Mujhe Is Sheher Ke Chaand Saayon Se,.
apni Raah Badalte Rehne Sabse Badi Danaai Hai,.

Tord Gaye Paimaan-e-Wafa Is Daur Mein Kaise Kaise Log,.
Ye Mat Soch "Qateel" Ki Bas Ek Yar Tera Harjaai Hai,.

__________________________________-Qateel Shifaai,.
 
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: March 14, 2008, 02:25:12 PM »
Ab to khud per bhi aitbaar nahi hota
Na hota kisi se, ab nahi pyar hota

Dekhun dunia ko ek shaq ki nigah se main
Shayad kahin bhi ab koi insaaf nahi hota

Dard hi dard hai charo taraf dekhon
Magar koi bhi ajj yaha gunhgaar nahi hota

Ab to khud per bhi aitbaar nahi hota
Na hota kisi se, ab nahi pyar hota
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: March 16, 2008, 09:13:20 AM »
Nice One Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: March 16, 2008, 09:18:00 AM »
Kiya Aitbaar Jo Maine Apno Par,.
Gairon Par Kiya Hota,.

Tabaah Hone Se To Bachta,.
Chain Dil Ka Bhi Na Khota,.

___________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:20:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer