anjani_si
Guest
|
«Reply #120 on: August 04, 2006, 08:30:40 PM » |
|
lehro.n ko kinaare bhi milte hain andheri raat ke baad ujiyaare bhi khilte hain jab zindagi ki ladai mein ho vishwas ki taqat toh fir zindagi mein sabhi rishte asaani se nibhate hain ranju mom....phonu really nice...:D:D meri bholti bandh dil ko dilhasa hum de nahi sakhte jo na mumkin hai woh ghalat fehmi hum palh nahi sakhte na ho kaal ko itni thakleef isse liye ishq hum phir se karh nahi sakhte :D:D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #121 on: August 05, 2006, 05:27:06 AM » |
|
abey lucy tu yahan kaise tapak gayi
ye dard tumhare liye nahi bana hai yaar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #122 on: August 06, 2006, 03:26:57 PM » |
|
anjani nitesh is right ... dam ghut raha hai in rishto ke darmiaayn ab toh kahi se koi aur sila mile yeh dard hain un apno ke diye hue jiska ilaaj ab kisi dawa mein na mile
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #123 on: August 06, 2006, 07:28:06 PM » |
|
abey lucy tu yahan kaise tapak gayi
ye dard tumhare liye nahi bana hai yaar samajh nahi ayi....kya bohra likha hai.... yahan phir dard is not made for me??? which one :D:D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #124 on: August 07, 2006, 04:47:30 AM » |
|
abey lucy tu yahan kaise tapak gayi
ye dard tumhare liye nahi bana hai yaar samajh nahi ayi....kya bohra likha hai.... yahan phir dard is not made for me??? which one :D:D:D dard is not for u madam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #125 on: August 07, 2006, 09:21:07 PM » |
|
abey lucy tu yahan kaise tapak gayi
ye dard tumhare liye nahi bana hai yaar samajh nahi ayi....kya bohra likha hai.... yahan phir dard is not made for me??? which one :D:D:D dard is not for you madam insaan hoon...aghar appke liye ho sakhta hai... then why not for me :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #126 on: August 08, 2006, 03:45:41 AM » |
|
abey lucy tu yahan kaise tapak gayi
ye dard tumhare liye nahi bana hai yaar samajh nahi ayi....kya bohra likha hai.... yahan phir dard is not made for me??? which one :D:D:D dard is not for you madam insaan hoon...aghar appke liye ho sakhta hai... then why not for me :wink: kyuki tu ek chhooti si hansti gaati gudiya hai hamari kabhi tujhko koi dard chhoo bhi na paaye yah duniya bhari hui hai dardo se per kabhi tere pass iski chhawan bhi na aaye tu sada yun hi rahe hansti muskarti tere dukh dard bhi sab mujhe mil jaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #127 on: August 09, 2006, 02:01:56 AM » |
|
abey lucy tu yahan kaise tapak gayi
ye dard tumhare liye nahi bana hai yaar samajh nahi ayi....kya bohra likha hai.... yahan phir dard is not made for me??? which one :D:D:D dard is not for you madam insaan hoon...aghar appke liye ho sakhta hai... then why not for me :wink: kyuki tu ek chhooti si hansti gaati gudiya hai hamari kabhi tujhko koi dard chhoo bhi na paaye yah duniya bhari hui hai dardo se per kabhi tere pass iski chhawan bhi na aaye tu sada yun hi rahe hansti muskarti tere dukh dard bhi sab mujhe mil jaaye ranju mom......choo chwweet!!! appko mile na mera dard, yeh dua hum karein rahein app yunhi sada humari mom, koi app ko kuch na keh payein humari fikr na karein,,,, meri ranju mom dard mila jo humhe, woh hum haste haste sahein :D:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #128 on: August 09, 2006, 04:23:09 AM » |
|
abey lucy tu yahan kaise tapak gayi
ye dard tumhare liye nahi bana hai yaar samajh nahi ayi....kya bohra likha hai.... yahan phir dard is not made for me??? which one :D:D:D dard is not for you madam insaan hoon...aghar appke liye ho sakhta hai... then why not for me :wink: kyuki tu ek chhooti si hansti gaati gudiya hai hamari kabhi tujhko koi dard chhoo bhi na paaye yah duniya bhari hui hai dardo se per kabhi tere pass iski chhawan bhi na aaye tu sada yun hi rahe hansti muskarti tere dukh dard bhi sab mujhe mil jaaye ranju mom......choo chwweet!!! appko mile na mera dard, yeh dua hum karein rahein app yunhi sada humari mom, koi app ko kuch na keh payein humari fikr na karein,,,, meri ranju mom dard mila jo humhe, woh hum haste haste sahein :D:D Very Sweeeet Both of u Tum dono ka Dard Amrit ki tarah hum pee jayenge....... Maut kya tod payegi Rishtey hamare hum marte dum me bhi jee jayenge..... Khushian kar Nisaar tumpar hum bhi Jannat ko kahin ruksat kar jayenge...... Bas rehna Sada yoon hee Khush hum ek dinn tumhe yoon hee Anjaani Raahon pe mill jayenge...........!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #129 on: August 10, 2006, 04:14:31 AM » |
|
co chweet ...anjani .... tum sach mein pyaar karne layak ho ... shukriya Gauarv ...bahut khoob .. jo seh lete hain dard ko hanste hanste woh dard fir dawa ban jaata hai utar ke dekho kabhi kisi masoom bache ki hasi mein khuda ka nur us ki hasi mein nazar aata hai !!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #130 on: August 10, 2006, 07:02:19 AM » |
|
bohot khoob.........
bohot sambhala hai inn rishton ko maine ab tak na jaane phir kyun ye sab bikhar jaata hai
behta chala ja raha hoon iss samay ki dhara ke saath saahil bhi ab bohot door nazar aata hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #131 on: August 10, 2006, 09:13:35 AM » |
|
hame bhi ab is duniya ke jungle mein koi apana kahi nazar nahi aata hai dar jaate hain hum apni hi awaz sun ke ab yeh sanaata is qader hame daraata hai
paa lete hum kabhi toh koi kinaara apni zindagi ka yahan toh har taraf hame dard ka gehra samander hi nazar aata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #132 on: August 10, 2006, 05:56:07 PM » |
|
saza de unhone ya ye ehsaan hum par kiya hai jo tarasta hai pyaar k liye use ek boond pilakar chooda hai
kabhi aate the hum bhi unke apno ki fehrist mein aaj naam mita diya hai ya dil pe likh chooda hai
jo kabhi roota tha ek aanso par mere aaj meri maut pe haskar usne mera bharam toda hai
aab shikwa nahi raha unse koi aaj inaam me unhone mere khat ko jala bheja hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anjani_si
Guest
|
|
«Reply #133 on: August 10, 2006, 06:30:59 PM » |
|
co chweet ...anjani .... tum sach mein pyaar karne layak ho ... shukriya Gauarv ...bahut khoob .. jo seh lete hain dard ko hanste hanste woh dard fir dawa ban jaata hai utar ke dekho kabhi kisi masoom bache ki hasi mein khuda ka nur us ki hasi mein nazar aata hai !!!!!!!! dard ko sehna achi tarha atta hai woh bhi haste haste ankhoin se ansu ko behne nahi dete,,,haste haste aye kabhi phir koyi dard ka sawan tu jee lenge usse dard mein phir se haste haste :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
phoenix
Guest
|
|
«Reply #134 on: August 23, 2006, 10:39:04 AM » |
|
sitamgar zamane ka sitam kam tha haatho.n mein lakeere.n kam thi ya mujh par khuda ka reham kam tha dil mein jazbaat kam the ya zubaan mein lafzo.n ka bhandar kam tha
tere na milne ki koi toh wajah hogi aaj bata de meri haalat ka sabab mere dil me mohabbat kam thi ya mohabbat mein jalne ka junnon kam tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|