AJNABI tu hota gaya

by Pooja on December 16, 2008, 05:43:08 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2299 times)
Pooja
Guest
Hua tha kab, kaha, kaya galat,  jo sab galat hota gaya
Chaha tha tujhe dil se, phir kyun yah hota chala gaya

Chal diye chor kar sab, her zazbaat sota gaya
Tanhaai meri per, Bas mera he dil rota gaya

Toot.te,  toot.te lo rishta bhi toot gaya ab
Juda hote hote, AJNABI tu hota gaya

Hua tha kab, kaha, kaya galat,  jo sab galat hota gaya
Chaha tha tujhe dil se, phir kyun yah hota chala gaya

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: December 16, 2008, 05:59:29 PM »
Hua tha kab, kaha, kaya galat,  jo sab galat hota gaya
Chaha tha tujhe dil se, phir kyun yah hota chala gaya

Chal diye chor kar sab, her zazbaat sota gaya
Tanhaai meri per, Bas mera he dil rota gaya

Toot.te,  toot.te lo rishta bhi toot gaya ab
Juda hote hote, AJNABI tu hota gaya

Hua tha kab, kaha, kaya galat,  jo sab galat hota gaya
Chaha tha tujhe dil se, phir kyun yah hota chala gaya






Bahut hi gehri baat fir sey aap neh kahi hai JI.
 




HUM WAFA KARTEY RAHEY,  AAP NEY BEWAFA BANA DIA
HASTEY HASTEY MERE DIL KOH YU KHAFA BANA DIA
JUDEY THEY JOH DIL KEY TAAR, SAAT PHEROH SEY
BEECH MAJDHAAR CHODD KEY HAMEY BEWAFA BANA DIA


AJNABHI NAHI THEY TUM, AJNABHI NAHI THEY HUM
TUMHARI KHATAO NEY AJNABHI BANA DIA
HASTEY HASTEY MERE DIL KOH, YU KHAFA BANA DIA
HUM WAFA KARTEY RAHEY, AAP NEY BEWAFA BANA DIA



JASBIR SINGH

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: December 16, 2008, 06:58:05 PM »
Nice one Pooja Ji
And equally good reply Jas Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 16, 2008, 09:53:42 PM »
Kuch likh ne ki koshish ki hai hum ne
Shayad aap aur Jas Ji ko pasand Pooja Ji

Yeh jo kuch pal na the tere  saath ham
Hone laga tha mujhse tera pyaar kam
Isi liye sab galat hota chala gaya

So gaya zazbaat kuch palon ke bichran mein
Ho gaye tu tanha aur saath diya dil rone mein
Isi liye sab galat hota chala gaya

Kamzor rishte dheere dheere yun toot gaye
Kuch pal ki judai se ham ajnabi hote chale gaye
Isi liye sab galat hota chala gaya

Yeh jo kuch pal na the tere  saath ham
Hone laga tha mujhse tera pyaar kam
Isi liye sab galat hota chala gaya
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: December 17, 2008, 02:54:54 AM »
very good one...


poojaji.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: December 17, 2008, 03:15:26 AM »



Bahut hi gehri baat fir sey aap neh kahi hai JI.
 




HUM WAFA KARTEY RAHEY,  AAP NEY BEWAFA BANA DIA
HASTEY HASTEY MERE DIL KOH YU KHAFA BANA DIA
JUDEY THEY JOH DIL KEY TAAR, SAAT PHEROH SEY
BEECH MAJDHAAR CHODD KEY HAMEY BEWAFA BANA DIA


AJNABHI NAHI THEY TUM, AJNABHI NAHI THEY HUM
TUMHARI KHATAO NEY AJNABHI BANA DIA
HASTEY HASTEY MERE DIL KOH, YU KHAFA BANA DIA
HUM WAFA KARTEY RAHEY, AAP NEY BEWAFA BANA DIA



JASBIR SINGH



is trah ke jawab ki kisi se bhi umeend nahi thi, magar acha likha hai apne Jas ji... Good one
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: December 17, 2008, 03:16:07 AM »
Kuch likh ne ki koshish ki hai hum ne
Shayad aap aur Jas Ji ko pasand Pooja Ji

Yeh jo kuch pal na the tere  saath ham
Hone laga tha mujhse tera pyaar kam
Isi liye sab galat hota chala gaya

So gaya zazbaat kuch palon ke bichran mein
Ho gaye tu tanha aur saath diya dil rone mein
Isi liye sab galat hota chala gaya

Kamzor rishte dheere dheere yun toot gaye
Kuch pal ki judai se ham ajnabi hote chale gaye
Isi liye sab galat hota chala gaya

Yeh jo kuch pal na the tere  saath ham
Hone laga tha mujhse tera pyaar kam
Isi liye sab galat hota chala gaya


bahoot acha jawab likha hai apne Rajesh ji.. Good work
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: December 17, 2008, 03:16:45 AM »
very good one...


poojaji.

Thanks cara ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #8 on: December 17, 2008, 05:17:37 AM »
pooja ji bohut hi acha likha hai aapne Applause Applause

all reply are also gud  Applause

badle na the ham par haalat badal gaye
jaane kyu dekh zamane k chalan wo yaar badal gaye

hua tajzub hamei is baat ka zara doston
dete the hamei khushiyan jo unke wo saare andaaz badal gaye

mila hai fareb aur badnaabi k siwa hamei aur kuch nahi
auron k liye wo apne hi rahe bas hamse hi rishton k naam badal gaye

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 17, 2008, 05:35:39 AM »
Bohat Badiya,.
Sabne Achcha likha Hai,.
]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: December 17, 2008, 05:48:29 AM »
pooja ji bohut hi acha likha hai aapne Applause Applause

all reply are also gud  Applause

badle na the ham par haalat badal gaye
jaane kyu dekh zamane k chalan wo yaar badal gaye

hua tajzub hamei is baat ka zara doston
dete the hamei khushiyan jo unke wo saare andaaz badal gaye

mila hai fareb aur badnaabi k siwa hamei aur kuch nahi
auron k liye wo apne hi rahe bas hamse hi rishton k naam badal gaye



wah wah wah kaya baat hai Bhawna, ek ek line bahoot kamal ki likhi hai.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: December 17, 2008, 05:48:58 AM »
Bohat Badiya,.
Sabne Achcha likha Hai,.
]


shukaria lil bro
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #12 on: December 17, 2008, 05:56:12 AM »
wah wah wah kaya baat hai Bhawna, ek ek line bahoot kamal ki likhi hai.....

ji shukriya pooja ji notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 17, 2008, 09:33:02 AM »
Tere Kareeb Tha Main, Hawaa Ki Tarah,.
Tune Mujhe Dekha Na Sahi, Mehsoos To Kiya Hoga,.

Aaj Ye Ajnabi Jaise, Sulookh Kyun Karta Hai "Jaana",.
Is Rishte Ko bhi Tune, Kabhi Koi Naam Diya Hoga,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: December 17, 2008, 09:35:27 AM »
is trah ke jawab ki kisi se bhi umeend nahi thi, magar acha likha hai apne Jas ji... Good one


THANKS JI


jasbir singh
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:11:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer