AJNABI tu hota gaya

by Pooja on December 16, 2008, 05:43:08 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2300 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: December 17, 2008, 09:42:23 AM »
pooja ji bohut hi acha likha hai aapne Applause Applause

all reply are also gud  Applause

badle na the ham par haalat badal gaye
jaane kyu dekh zamane k chalan wo yaar badal gaye

hua tajzub hamei is baat ka zara doston
dete the hamei khushiyan jo unke wo saare andaaz badal gaye

mila hai fareb aur badnaabi k siwa hamei aur kuch nahi
auron k liye wo apne hi rahe bas hamse hi rishton k naam badal gaye




kya khoob kaha hai kaushik aap neh



BADLEY JAMANA CHAHEY TUM NA BADALNA
RUTHEY DUNIYA SARI, RUM NA ROOTHNA
MARR JAYENGEY HUM TUMHEY KHO KEY
KABHI HUMSEY KHUDD KOH DOOR NA KARNA


KAHA GAYE WOH DIN JAB YEH SAB SUNA KARTEY THEY
HAR MEHFIL, HAR GALI MEH WOH KHULEY AAM KAHA KARTEY THEY

HAMEY NA RULANEY WALEY, KABAR TAK CHODD GAYE
AISEY JUDA KIA, KABAR SEY BHI MOOH MOAD GAYE



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 17, 2008, 09:48:52 AM »
Ajnabi Main Nahi, Main Tu Tera Deewaana Hoon,.
Ye Phir Na Kehna "Jaan" Ke Main Begaana Hoon,.

Tu Hai Roshni Ki Shamaa, Tune Tadapna Kahaan Dekha,.
Main Jal Jaoonga Teri Khateer, Main Tera Parwaana Hoon,.

Aa Dekh Kis Tarah Apna Ghar Sajaaya Hai Maine, Teri Khaateer,.
Tu Hai, To Mehfill Ki Shaan Hoon Main, Tu Nahi To Ghamo Ka Thekaana Hoon,.

___________________________________-Jaanasheen-


Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: December 17, 2008, 04:34:55 PM »
Tere Kareeb Tha Main, Hawaa Ki Tarah,.
Tune Mujhe Dekha Na Sahi, Mehsoos To Kiya Hoga,.

Aaj Ye Ajnabi Jaise, Sulookh Kyun Karta Hai "Jaana",.
Is Rishte Ko bhi Tune, Kabhi Koi Naam Diya Hoga,.


bahoot khoob Lil bro.. kamal ka likha hai apne
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: December 17, 2008, 04:35:50 PM »
Ajnabi Main Nahi, Main Tu Tera Deewaana Hoon,.
Ye Phir Na Kehna "Jaan" Ke Main Begaana Hoon,.

Tu Hai Roshni Ki Shamaa, Tune Tadapna Kahaan Dekha,.
Main Jal Jaoonga Teri Khateer, Main Tera Parwaana Hoon,.

Aa Dekh Kis Tarah Apna Ghar Sajaaya Hai Maine, Teri Khaateer,.
Tu Hai, To Mehfill Ki Shaan Hoon Main, Tu Nahi To Ghamo Ka Thekaana Hoon,.

___________________________________-Jaanasheen-




wah kaya baat hai.. ek ek line kamal ki likhi hai lil bro.. bahoot khoob!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #19 on: December 17, 2008, 11:18:12 PM »
bahoot acha jawab likha hai apne Rajesh ji.. Good work

Thanks Pooja Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 18, 2008, 11:48:56 AM »
Shukriya Didijaan,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: February 10, 2009, 09:16:40 PM »

kya khoob kaha hai kaushik aap neh



BADLEY JAMANA CHAHEY TUM NA BADALNA
RUTHEY DUNIYA SARI, RUM NA ROOTHNA
MARR JAYENGEY HUM TUMHEY KHO KEY
KABHI HUMSEY KHUDD KOH DOOR NA KARNA


KAHA GAYE WOH DIN JAB YEH SAB SUNA KARTEY THEY
HAR MEHFIL, HAR GALI MEH WOH KHULEY AAM KAHA KARTEY THEY

HAMEY NA RULANEY WALEY, KABAR TAK CHODD GAYE
AISEY JUDA KIA, KABAR SEY BHI MOOH MOAD GAYE



JASBIR SINGH


Good work jasbir ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #22 on: February 11, 2009, 05:05:45 AM »

kya khoob kaha hai kaushik aap neh



BADLEY JAMANA CHAHEY TUM NA BADALNA
RUTHEY DUNIYA SARI, RUM NA ROOTHNA
MARR JAYENGEY HUM TUMHEY KHO KEY
KABHI HUMSEY KHUDD KOH DOOR NA KARNA


KAHA GAYE WOH DIN JAB YEH SAB SUNA KARTEY THEY
HAR MEHFIL, HAR GALI MEH WOH KHULEY AAM KAHA KARTEY THEY

HAMEY NA RULANEY WALEY, KABAR TAK CHODD GAYE
AISEY JUDA KIA, KABAR SEY BHI MOOH MOAD GAYE



JASBIR SINGH



shukriya jasbir ji
thnks for ur comments
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: March 20, 2009, 05:20:10 PM »
Good work jasbir ji

thanks Pooja


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: March 20, 2009, 05:20:31 PM »

shukriya jasbir ji
thnks for ur comments

thanks Bhavna

Jasbir SIngh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: July 06, 2009, 06:12:06 PM »
Hua tha kab, kaha, kaya galat,  jo sab galat hota gaya
Chaha tha tujhe dil se, phir kyun yah hota chala gaya

Chal diye chor kar sab, her zazbaat sota gaya
Tanhaai meri per, Bas mera he dil rota gaya

Toot.te,  toot.te lo rishta bhi toot gaya ab
Juda hote hote, AJNABI tu hota gaya

Hua tha kab, kaha, kaya galat,  jo sab galat hota gaya
Chaha tha tujhe dil se, phir kyun yah hota chala gaya



Sahi he hua, jo bhi kuch ho gaya
Ajnabi he to tha tu, bas ab juda ho gaya

banaya he tha kaya rishta, jiske tootne ka gum kare
aise ahsaas se magar, Pooja ka Gum, Pooja se juda ho gaya

zazbaat toote, roye bahoot aor sisakte gaye
waqat ke sath magar, her ahsaas majboot ho gaya

Sahi he hua, jo bhi kuch ho gaya
Ajnabi he to tha tu, acha hua jo juda ho gaya
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #26 on: July 06, 2009, 06:16:43 PM »
Bahut Accha likha hai Pooja Ji.. Nice one.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: July 10, 2009, 08:21:03 PM »
Shukaria Mann ji!!
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:52:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer