Akhri Waqt

by Meena on April 27, 2005, 03:59:37 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 5723 times)
thelostworld
Guest
«Reply #15 on: April 30, 2005, 02:13:30 PM »
wah nicee meena ji great Winking

Khali shishe bhi nishan rakhte hain..
Tute huye dil bhi aarman rakhte hain..
jo khamoshi se guzar jaye..
wo samandar bhi dil mein hazaron toofan rakhte hain..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
akhri telephone by faiiz_76 in Miscellaneous Shayri
Akhri-Akhri by anush in Shayri-E-Dard
Akhri nishani... by brokenbyluv in Shayri-E-Dard
akhri waqt by shankar singh rathore in Ghazals
Manish_Friend
Guest
«Reply #16 on: April 30, 2005, 02:26:44 PM »
Wah Wah meena ji.. wonderful.. esp these lines


"Zindagi se haar kar bhi jeet gaye aaj zindagi ki baazi hum,
Jo kabar aur kafan ko inam ke taur pe humne jo paya tha"

Great work.
Logged
Amanush...
Guest
«Reply #17 on: April 30, 2005, 05:54:06 PM »
Quote from: "Meena"
Kaanton ki sej thi aur charon taraf andhera chaya tha,
Lash-e-armano ki kami na thi, maut ka mandra raha saya tha,

Kab tak chalte rehte aisi rah-e-zindagi pe aye Khuda,
Jisko meri haanton ki lakeeron me tumne hi sajaya tha,

Zindagi se haar kar bhi jeet gaye aaj zindagi ki baazi hum,
Jo kabar aur kafan ko inam ke taur pe humne jo paya tha!


Aap ke iss kavita bhi bahout pasand aaya

Keep it up

Amanush...
Logged
Meena
Guest
«Reply #18 on: April 30, 2005, 06:58:02 PM »
Quote from: "husain52"
bohot khoob meena ji

Tujh ko izhaar-e-Mohabbat sey agar nafrat thi
Apney honton ko larazney sey tou roka hota
Hosla Tujh mein na tha Mujh sey Juda honey ka
Warna Kajal; teri Aankhon mein na Phaila Hota   (NM)


shukriya ji apne bih bohot pyara sher likha hai!!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #19 on: April 30, 2005, 07:01:02 PM »
Quote from: "thelostworld"
wah nicee meena ji great Winking

Khali shishe bhi nishan rakhte hain..
Tute huye dil bhi aarman rakhte hain..
jo khamoshi se guzar jaye..
wo samandar bhi dil mein hazaron toofan rakhte hain..


thank u ji!! :D

armano ka gulgasta dil me kabhi humara bhi khila tha,
jan gawa baitha woh jaab toofano se mila tha!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #20 on: April 30, 2005, 07:01:39 PM »
Quote from: "Manish_Friend"
Wah Wah meena ji.. wonderful.. esp these lines


"Zindagi se haar kar bhi jeet gaye aaj zindagi ki baazi hum,
Jo kabar aur kafan ko inam ke taur pe humne jo paya tha"

Great work.


shukriya ji  for liking my poems!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #21 on: April 30, 2005, 07:02:05 PM »
Quote from: "Amanush..."
Quote from: "Meena"
Kaanton ki sej thi aur charon taraf andhera chaya tha,
Lash-e-armano ki kami na thi, maut ka mandra raha saya tha,

Kab tak chalte rehte aisi rah-e-zindagi pe aye Khuda,
Jisko meri haanton ki lakeeron me tumne hi sajaya tha,

Zindagi se haar kar bhi jeet gaye aaj zindagi ki baazi hum,
Jo kabar aur kafan ko inam ke taur pe humne jo paya tha!


Aap ke iss kavita bhi bahout pasand aaya

Keep it up

Amanush...


thank u amanush ji!!!

 :D
Logged
endlesslove
Guest
«Reply #22 on: May 01, 2005, 06:36:06 PM »
Quote from: "Meena"
Kaanton ki sej thi aur charon taraf andhera chaya tha,
Lash-e-armano ki kami na thi, maut ka mandra raha saya tha,

Kab tak chalte rehte aisi rah-e-zindagi pe aye Khuda,
Jisko meri haanton ki lakeeron me tumne hi sajaya tha,

Zindagi se haar kar bhi jeet gaye aaj zindagi ki baazi hum,
Jo kabar aur kafan ko inam ke taur pe humne jo paya tha!


Very nice meena
buck up u r on right track
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #23 on: May 02, 2005, 01:33:52 AM »
Beutiful Meena Ji

Always Anjli...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #24 on: May 02, 2005, 03:20:52 AM »
Jo kabar aur kafan ko inam ke taur pe humne jo paya tha!


wohi humney tere pyar ka tohfa samjhatha
Logged
Meena
Guest
«Reply #25 on: May 02, 2005, 03:05:37 PM »
shukriya endless ji....apna ji!!!!!!!!!!! :D

nice naveed!!!!!!

 :D
Logged
Reema
Guest
«Reply #26 on: May 03, 2005, 11:27:03 AM »
Quote from: "vikas2210"
meena ji bahut dard hai bhara hai

marne ka afsoos kaisa
unka intezaar abhi bhi hai
aur tab bhi hoga


Bohat sahi Vikas ji,

Intezar Intezar faqat intezar
Mohabbat ka bas yehi aitbar

Reema
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #27 on: May 03, 2005, 12:38:09 PM »
Quote from: "Reema"
Quote from: "vikas2210"
meena ji bahut dard hai bhara hai

marne ka afsoos kaisa
unka intezaar abhi bhi hai
aur tab bhi hoga


Bohat sahi Vikas ji,

Intezar Intezar faqat intezar
Mohabbat ka bas yehi aitbar

Reema


shukriya ji

aap sab bahut hi acche hai aur likhte hai.

intezaar ki koi to haad hogi
usski haad ko napna chahta hun
apne aitbaar ko parkhna chahta hun
tapkata hai aankho se aansoon
ab khoon tapkana chahta hun.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #28 on: May 03, 2005, 03:40:08 PM »
wow  nice work  all.................wonderfull  written
Logged
Reema
Guest
«Reply #29 on: May 04, 2005, 06:11:09 AM »
Humne Har pal ki yahi RAB se dua
Uske daaman me sada phool hi mehke
Woh jo de gaya hai zakhme judayee
Use bhool se bhi na koi kaanta hi chubhe

Reema
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:10:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer