Akhri Waqt

by Meena on April 27, 2005, 03:59:37 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 5747 times)
Meena
Guest
«Reply #30 on: May 04, 2005, 03:39:08 PM »
Quote from: "Reema"
Humne Har pal ki yahi RAB se dua
Uske daaman me sada phool hi mehke
Woh jo de gaya hai zakhme judayee
Use bhool se bhi na koi kaanta hi chubhe

Reema


nice reema!

 :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
akhri telephone by faiiz_76 in Miscellaneous Shayri
Akhri-Akhri by anush in Shayri-E-Dard
Akhri nishani... by brokenbyluv in Shayri-E-Dard
akhri waqt by shankar singh rathore in Ghazals
Pooja
Guest
«Reply #31 on: May 04, 2005, 08:49:52 PM »
wowowowwow!!!! app sabne bahoot hi acha likha hai!!! Good work all..

Akhiri waqat hai, akhiri Umind hai baki
tumhaari yandon mai zindagi jee chuke hum,
ab tumhaari yaando mai jeena hai baki....
Logged
Reema
Guest
«Reply #32 on: May 05, 2005, 04:52:33 AM »
Thanx Meena........

Umido ke diye jalaye jate Hai
Aur waade hum nibhaye jate hai
woh hi to hai sitamgar
Jo jhute wado se hum ko behlaye jate hai

Reema
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #33 on: May 05, 2005, 11:02:51 AM »
nice alllllllll ...................................!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #34 on: May 05, 2005, 11:23:02 AM »
Quote from: "Pooja"
wowowowwow!!!! app sabne bahoot hi acha likha hai!!! Good work all..

Akhiri waqat hai, akhiri Umind hai baki
tumhaari yandon mai zindagi jee chuke hum,
ab tumhaari yaando mai jeena hai baki....


very  nice pooja................reema............:lol:
Logged
Meena
Guest
«Reply #35 on: May 05, 2005, 11:54:15 AM »
oye oye oye....bohot acha likha sab ne........

 :D
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #36 on: May 05, 2005, 12:04:26 PM »
wah pooja ji,reema,sabne bohat bohat bohat accha likha.
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #37 on: May 08, 2005, 04:13:39 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "thelostworld"
wah nicee meena ji great Winking

Khali shishe bhi nishan rakhte hain..
Tute huye dil bhi aarman rakhte hain..
jo khamoshi se guzar jaye..
wo samandar bhi dil mein hazaron toofan rakhte hain..


thank u ji!! :D

armano ka gulgasta dil me kabhi humara bhi khila tha,
jan gawa baitha woh jaab toofano se mila tha!!!
u welcome jii!! meena!!
nice to all
Logged
HumTum
Guest
«Reply #38 on: May 12, 2005, 10:57:51 AM »
Quote from: "Meena"
Kaanton ki sej thi aur charon taraf andhera chaya tha,
Lash-e-armano ki kami na thi, maut ka mandra raha saya tha,

Kab tak chalte rehte aisi rah-e-zindagi pe aye Khuda,
Jisko meri haanton ki lakeeron me tumne hi sajaya tha,

Zindagi se haar kar bhi jeet gaye aaj zindagi ki baazi hum,
Jo kabar aur kafan ko inam ke taur pe humne jo paya tha!


Bahot khoob Meena ji ....

ankhon mein koi khawaab utarney nahin deta
woh shaks mujhey chayn sey marney nahin deta
bichhray tou ajab Pyaar jataata hai khaton mein
mil jaaey tou phir had sey guzarney nahin deta

Logged
HumTum
Guest
«Reply #39 on: May 12, 2005, 11:02:20 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "ali"
Bahot khuub  MEENA JI or PANDIT ji

Ab uski moout pe afsosh kisleae yaro
jab usko marne pe majboor kiya hai bahot


thanx and very nice ali ji!!!!

unki hi kushi thi jo chale gaye door kabhi,
warna deewane marte nahin marne se kabhi!!!


Meena ji...

badla na merey baad bhi mauzoo-e-guftugoo
mein ja chuka hoon, Phir bhi teri mehfilon mein hoon
Logged
HumTum
Guest
«Reply #40 on: May 12, 2005, 11:04:33 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "vikas2210"
meena ji bahut dard hai bhara hai

marne ka afsoos kaisa
unka intezaar abhi bhi hai
aur tab bhi hoga


shukriya vikas ji!!!

afsos is baat ka nahin ke chod chale teri duniya hum,
afsos is baat ka hai teri ankh me ansoon de gaye hum!!!


Meena ji...

tark-e-ulfat tou kiya hai teri khaatir meiney
ab teri yaad bhi kum ho, yeh zuroori tou nahin
Logged
HumTum
Guest
«Reply #41 on: May 12, 2005, 11:10:23 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "dhadkan"
Wah meena, ayraan, vikas ji kya baat hai...............

Lagta hai ab zindagi ki shaam hone ko hai,
Bas ek shikwa tujhse kehne ko hai,
HUmne to haath thama tha tumhara zindagi bhar ke liye,
Tum to chad gaye ho hume jeeteje marne ke liya......


wah dhadkan sis!!!!!!!

aaj bhi tumse koi shikwa nahin hai hai,
kaise karen gila jab dil se dil ka rabta nahin hai!!!!



Meena ji ....

shumaar uss ki sakhaawat ka kiya karoon ke woh shakhs
charaagh baant'ta phirta hai chheen kar Aankhein
Logged
HumTum
Guest
«Reply #42 on: May 12, 2005, 11:19:56 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "thelostworld"
wah nicee meena ji great Winking

Khali shishe bhi nishan rakhte hain..
Tute huye dil bhi aarman rakhte hain..
jo khamoshi se guzar jaye..
wo samandar bhi dil mein hazaron toofan rakhte hain..


thank you ji!! :D

armano ka gulgasta dil me kabhi humara bhi khila tha,
jan gawa baitha woh jaab toofano se mila tha!!!


Meena ji ....


ghalat gumaan na kar meri khushk Aankhon par
samandaron mein jazeerey zaroor Miltey hain
Logged
HumTum
Guest
«Reply #43 on: May 12, 2005, 03:15:27 PM »
Quote from: "Reema"
Humne Har pal ki yahi RAB se dua
Uske daaman me sada phool hi mehke
Woh jo de gaya hai zakhme judayee
Use bhool se bhi na koi kaanta hi chubhe

Reema


Reema ji ...

kabhi kabhie woh humain be-sabab bhi milta hai
asar hua nahin uss per abhi zamaaney ka
Logged
HumTum
Guest
«Reply #44 on: May 12, 2005, 03:21:22 PM »
Quote from: "Reema"
Thanx Meena........

Umido ke diye jalaye jate Hai
Aur waade hum nibhaye jate hai
woh hi to hai sitamgar
Jo jhute wado se hum ko behlaye jate hai

Reema


Reema ji...

na aaya kabhi yaqeen tuhey
muhhobat-e-paak pe meri
dil yeh tadap ke roo utha
kismat-e-khaak pe meri
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 04:14:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer