**Alfaaz Dard Ke** by Rahim

by dead heart on April 10, 2010, 05:26:08 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 14
Print
Author  (Read 8760 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #15 on: April 10, 2010, 07:18:28 AM »
Wah Bahoth hi Qoob Thread hai , Dad Hazir hai Sub ke liye .. Eak koshish hamari taraf se .. Meri Eak ghazal ka matla aur Eak ashar Hazir hai ..


Wo is Tarha Meri Dard-a-Dawa Karta Raha !!
Laga ke Aag Muddaton hawa Karta Raha !!

Sub ke Sub gir Pade Hawa ke Jhonkon Se !!
Eak phal Shajar se Wafa Karta Raha !!


Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
**Dard hota hai** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
HOTOON NAY KAHA YEH ALFAAZ by Sky Blue in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~ Insaan khud kay dard ki wajah hai ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: April 10, 2010, 07:20:29 AM »
Angaaron par kadam gayen itna dard na hua
Jitna tere ruthne aur khamosh rahne se hua
Logged
dead heart
Guest
«Reply #17 on: April 10, 2010, 07:42:16 AM »
Shukriya Rajesh jee, Qadeer jee aur Vikas bhaijan...

Bahaut khoob Vikas bhaijan, Rajesh jee aur Qadeer jee...Bahaut khoob.. Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #18 on: April 10, 2010, 07:43:33 AM »
Woh mujse khafa kya hua; dil ne dhadkna chorr dia Rahim,
Aj ehsaas hua ke unke bagair jeeya nahin jaega mujse...
Logged
Nafseeyati_Mareez
Guest
«Reply #19 on: April 10, 2010, 09:27:47 AM »
Aisa bhoola ke mera bhoolna, bhi na yaad aaya

Padh ke tehreer meri ab to bata, kya tujhe yaad aaya....

Naf..Mar..
Logged
Nafseeyati_Mareez
Guest
«Reply #20 on: April 10, 2010, 09:29:26 AM »
Wah Bahoth hi Qoob Thread hai , Dad Hazir hai Sub ke liye .. Eak koshish hamari taraf se .. Meri Eak ghazal ka matla aur Eak ashar Hazir hai ..


Wo is Tarha Meri Dard-a-Dawa Karta Raha !!
Laga ke Aag Muddaton hawa Karta Raha !!

Sub ke Sub gir Pade Hawa ke Jhonkon Se !!
Eak phal Shajar se Wafa Karta Raha !!


Qadeertoopchi

Subhan_allah Subhan_allah Qadeer saheb ise mukammal ghazal zaroor banaye aur banaye.......
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #21 on: April 10, 2010, 10:33:39 AM »
bahut achchi thread start ki hai aapne Rahim bhai. Aur bahut ki kamyaab hoga ye bhi. aap saath dete rahiye aur hum is safar me saath chalte rahenge.

Bahut khoob likha hai Rahim bhai ne, Mann ji ne, Rajesh ji ne, Riyaz ji ne, aur Dev ji ne.... bahut khoob...!!!

mohabbat k naam pe tune itne dard diye hain ae zaalim,
ki ab to dard se mohabbat si ho gayi hai...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #22 on: April 10, 2010, 11:01:43 AM »
Shukriya Rajesh jee, Qadeer jee aur Vikas bhaijan...

Bahaut khoob Vikas bhaijan, Rajesh jee aur Qadeer jee...Bahaut khoob.. Applause Applause

Shukriya Rahim Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: April 10, 2010, 11:03:27 AM »
bahut achchi thread start ki hai aapne Rahim bhai. Aur bahut ki kamyaab hoga ye bhi. aap saath dete rahiye aur hum is safar me saath chalte rahenge.

Bahut khoob likha hai Rahim bhai ne, Mann ji ne, Rajesh ji ne, Riyaz ji ne, aur Dev ji ne.... bahut khoob...!!!

mohabbat k naam pe tune itne dard diye hain ae zaalim,
ki ab to dard se mohabbat si ho gayi hai...


Shukriya Kapil Ji
N  Nice lines
Logged
cara
Guest
«Reply #24 on: April 10, 2010, 11:54:59 AM »
Wah kya baat hai       Sab ne mast likha hai.....



Dard ho wo bhi dilruba ka
dil ne kabhi na nahi kiya...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #25 on: April 10, 2010, 11:58:57 AM »
Humne tere jhoote waade pe aitabaar kiyaa
Dard ko seene mein dabaaye i.ntazaar kiyaa
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #26 on: April 10, 2010, 02:30:03 PM »
Shukriya Rajesh Ji...!!!

Shukriya Kapil Ji
N  Nice lines
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #27 on: April 10, 2010, 02:31:28 PM »
Dard is baat ka nahi ki wo hamare na huye,
dard isliye hai ki unhone hamare pyaar ko nahi samjha...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #28 on: April 10, 2010, 07:05:29 PM »
Bahaut bahaut shukriya Kapil dost, Cara jee..

Hmm bahaut khoob Kapil dost, Cara jee, Rajesh jee aur Naf Mar jee.. Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #29 on: April 10, 2010, 07:06:50 PM »
bahut achchi thread start ki hai aapne Rahim bhai. Aur bahut ki kamyaab hoga ye bhi. aap saath dete rahiye aur hum is safar me saath chalte rahenge.

Bahut khoob likha hai Rahim bhai ne, Mann ji ne, Rajesh ji ne, Riyaz ji ne, aur Dev ji ne.... bahut khoob...!!!

mohabbat k naam pe tune itne dard diye hain ae zaalim,
ki ab to dard se mohabbat si ho gayi hai...

Faraz Saab ka ek shaer yaad agaya...

Ab toh dard pane ki aadat si hogayi hai Faraz,
Jab dard nahin milta toh dard hota hai...
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 14
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:09:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer