Alfaz nhi hai awaz nhi hai...Geet...

by brokenbyluv on April 28, 2011, 10:42:53 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2195 times)
brokenbyluv
Guest


Main ek shayara hu per aaj merre paas alfaz nhi hai,
ehsaso ka bawander qaid hai sine mein bayan karne ko awaz nhi hai,

rote rote ankho ka jahan pehele hi ujad chuka hai,
ab lafzo mein merre dard ka koi saaz nhi hai,

dil ki ek ek dhadkan ruk ruk k chalti hai,
mhbt mein kuch kar guzarne ka vo andaz nhi hai,

use khone k darr se pal pal marti hu roz main,
usko apna bana saku hauslo mein ab vo parwaaz nhi hai,

itni toot chuki hu mhbt k dard se main,
ki ab khud pe vo pehle jaisa naaz nhi hai,

chupchap dard pi rahi hu ander hi ander judai ka..
aetbaar hai apne khuda ka isiliye taqdir k faisle pe aetraaz nhi hai.........

I MISS U ALOT




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaz nahi mil rahe......................... by Gunj in Shayri for Khumar -e- Ishq
Geet amar kar de woh alfaz by vishushukla3 in Shayri for Dard -e- Judai
ALFAZ NAHI MILTA by mohsin akhter in Shayari-e-Parastish
Geet k alfaz... by brokenbyluv in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Alfaz e Shayari by Keval Shah in Shayri for Khumar -e- Ishq
Imdad
Guest
«Reply #1 on: April 28, 2011, 05:10:14 PM »
hamesha ki tarah bahut achha hai. Another award winning poem.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #2 on: April 28, 2011, 05:40:58 PM »
Wah Geet ji mast geet hai aapka.....ab daad dene ko alfaz nahi hai mere paas...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

Virah vedna mai ghut-ghut ke jee rahi hai tu
Usse paane ki ab bachee koi khwaish nahi hai

Eelm hai hamesha k liye usse kho chuki hai tu
Wo mil jaayega aysee koi ab aas bhee nahi hai

Kya keh kay du mein tujhe santwanaa ay-dost
Mere paas ab aysey koi alfaaz bhee nahi hai






Main ek shayara hu per aaj merre paas alfaz nhi hai,
ehsaso ka bawander qaid hai sine mein bayan karne ko awaz nhi hai,

rote rote ankho ka jahan pehele hi ujad chuka hai,
ab lafzo mein merre dard ka koi saaz nhi hai,

dil ki ek ek dhadkan ruk ruk k chalti hai,
mhbt mein kuch kar guzarne ka vo andaz nhi hai,

use khone k darr se pal pal marti hu roz main,
usko apna bana saku hauslo mein ab vo parwaaz nhi hai,

itni toot chuki hu mhbt k dard se main,
ki ab khud pe vo pehle jaisa naaz nhi hai,

chupchap dard pi rahi hu ander hi ander judai ka..
aetbaar hai apne khuda ka isiliye taqdir k faisle pe aetraaz nhi hai.........

I MISS U ALOT





Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: April 29, 2011, 11:31:00 PM »
Bahut bahut khoob likha hai apne geet ji... aajkal khud nahi likh paata ... to bas aap logo ka likha hua kabhi kabhi padh leta hoon.... bahut hi khoobsurat peshkash hai ye aapki... aur bahut dard hai isme...!!!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #4 on: April 30, 2011, 10:29:59 AM »


Main ek shayara hu per aaj merre paas alfaz nhi hai,
ehsaso ka bawander qaid hai sine mein bayan karne ko awaz nhi hai,

rote rote ankho ka jahan pehele hi ujad chuka hai,
ab lafzo mein merre dard ka koi saaz nhi hai,

dil ki ek ek dhadkan ruk ruk k chalti hai,
mhbt mein kuch kar guzarne ka vo andaz nhi hai,

use khone k darr se pal pal marti hu roz main,
usko apna bana saku hauslo mein ab vo parwaaz nhi hai,

itni toot chuki hu mhbt k dard se main,
ki ab khud pe vo pehle jaisa naaz nhi hai,

chupchap dard pi rahi hu ander hi ander judai ka..
aetbaar hai apne khuda ka isiliye taqdir k faisle pe aetraaz nhi hai.........

I MISS U ALOT

Very Touching Linesssssssssss ... Broken Ji !!

tahe dil se daad ......... !!!!!
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #5 on: April 30, 2011, 02:40:07 PM »
hamesha ki tarah bahut achha hai. Another award winning poem.

Bahut shukriya imdad ji...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #6 on: April 30, 2011, 02:42:25 PM »
Wah Geet ji mast geet hai aapka.....ab daad dene ko alfaz nahi hai mere paas...
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

Virah vedna mai ghut-ghut ke jee rahi hai tu
Usse paane ki ab bachee koi khwaish nahi hai

Eelm hai hamesha k liye usse kho chuki hai tu
Wo mil jaayega aysee koi ab aas bhee nahi hai

Kya keh kay du mein tujhe santwanaa ay-dost
Mere paas ab aysey koi alfaaz bhee nahi hai





Bahut shukriya anaam ji...aur santawna ki zarurat nhi hai ji mhbt ka dard hai jab ubharega lafzo mein tadap aa hi jayegi..
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #7 on: April 30, 2011, 02:43:15 PM »
Bahut Khub Brokenbyluv Ji...


Shad o Aabad Rahiye...


~Shihab~

Shukriya shihab ji..
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #8 on: April 30, 2011, 02:43:44 PM »
Bahut bahut khoob likha hai apne geet ji... aajkal khud nahi likh paata ... to bas aap logo ka likha hua kabhi kabhi padh leta hoon.... bahut hi khoobsurat peshkash hai ye aapki... aur bahut dard hai isme...!!!

Bahut shukriya kapil ji..
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #9 on: April 30, 2011, 02:44:06 PM »
Very Touching Linesssssssssss ... Broken Ji !!

tahe dil se daad ......... !!!!!

Bahut shukriya naresh ji..
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: April 30, 2011, 07:19:29 PM »
Tariff karna chahta hoon iss kalam ki mager padte waqt ek dukh sa hua di..
Kay jo shaks itni khubsoorati se mohobat se mohobat par likhta tha, ussi ne aj bahaut dard bhar diya apni kalam main..

Apne itna acha likha hai kay dil ko dukh mehsoos hua jo yeh dil ek baar guzar chuka hai..Aisa laga kay apne bas dil se likh diya..!

Dil dil dil se daad..!
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #11 on: April 30, 2011, 07:25:40 PM »

I appreciate deepness of thoughts...

Apna ek sher aapki nazr kar raha hoon...

gam ka sagar hai, yahaan par tum akele hi naheen
saath saahil aur safeena, hai yahaan patwaar bhee

Raqeeb Lucknowi  
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #12 on: May 01, 2011, 03:51:08 PM »
Tariff karna chahta hoon iss kalam ki mager padte waqt ek dukh sa hua di..
Kay jo shaks itni khubsoorati se mohobat se mohobat par likhta tha, ussi ne aj bahaut dard bhar diya apni kalam main..

Apne itna acha likha hai kay dil ko dukh mehsoos hua jo yeh dil ek baar guzar chuka hai..Aisa laga kay apne bas dil se likh diya..!

Dil dil dil se daad..!
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!

Shukriya rahiim aur ye mhbt hai dard aur khushi dono pehelu sath liye chalti hai kal khushi aaj udasi hu kal phir khushi bus yahi mhbt hai aur iski isi ada pe poori qaynat fida hai...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #13 on: May 01, 2011, 03:51:58 PM »
I appreciate deepness of thoughts...

Apna ek sher aapki nazr kar raha hoon...

gam ka sagar hai, yahaan par tum akele hi naheen
saath saahil aur safeena, hai yahaan patwaar bhee

Raqeeb Lucknowi 

Bahut khubsurat kaha aur bahu shukriya satish ji merri kavita pe apna waqt dene k liye...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:33:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer