Alvida

by Delicate_Doll on June 24, 2005, 02:22:10 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3936 times)
Delicate_Doll
Guest
Bahut seh seh kar thak gaye hain iss gum ko hum
Lagta hai iss baar gaye to laut ke nahin aayenge hum
Jaate jaate aap log ko ye fariyaad khe jaa rahe hai hum
Yaad reh jayegi humein aap doston ka pyaar nahin hoga kum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ALVIDA DOSTO by gum in Shayri-E-Dard
Hamein Jab Alvida Kehne Lago by angel4u in Shayri-E-Dard
ALVIDA ALVIDA MAH-E-RAMZAN by Shaanu in Miscellaneous Shayri
Meena
Guest
«Reply #1 on: June 24, 2005, 02:28:16 PM »
salma sissssssssssssss

kyu karti ho tum jane ki baate,
bohot rula rahi hai teri yeh baate,
kyu de rahi ho saza hume alvida kehe kar,
dost to hai hum, par na manenge teri yeh baate!   sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2005, 02:31:06 PM »
Quote from: "salma4u"
Bahut seh seh kar thak gaye hain iss gum ko hum
Lagta hai iss baar gaye to laut ke nahin aayenge hum
Jaate jaate aap log ko ye fariyaad khe jaa rahe hai hum
Yaad reh jayegi humein aap doston ka pyaar nahin hoga kum


gar tu chod gyi hamara sath
kaun khilayega murgi bta yeh baat
ja rhey iss baar to laut ke bhi aana hoga
wadda kiya hai dossti ka  nibana hoga !!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2005, 02:35:51 PM »
so sweet

arey arey aap log to humein mana rahe hain
aise nahin ke hum abhi jaa rahe hain
jab jaana ka din aayega
to bin bataye chale he jayenge
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #4 on: June 24, 2005, 02:45:13 PM »
Quote from: "salma4u"
so sweet

arey arey aap log to humein mana rahe hain
aise nahin ke hum abhi jaa rahe hain
jab jaana ka din aayega
to bin bataye chale he jayenge
bohat khoob salma,meena sis and humtum
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2005, 03:03:48 PM »
thank nidhi...

jaane ka maan bhi hai...
rukne ka maan bhi hai...
zindagi ke iss mod pe...
akele khade kyun hum hai...
gam humara keh kar...
kisi ko nahin rolana hai...
iss gam se muskurana shika hai...

take care n always keep smiling happy9
its de best thing in life
which cost u nothing


§mïlë i§ ä ©ü®vë dät ©äñ §ët ä löt öf thïñg§ §t®äïght
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2005, 03:09:57 PM »
very nice Salma, Meena & HumTum.....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #7 on: June 24, 2005, 03:18:28 PM »
Kya salma darling..............

Humko chod kar bhala ab tum kahan jaoge sanam,
Jab bhi bulayenge dil se daude aaoge tum sanam,
Kya hoga hamare wadon ka, kasmo ka,sath jeene marne ka,
Kya karenge hum agar akele hi bhag jaoge sanam......;-)
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #8 on: June 25, 2005, 09:45:02 AM »
bahut ache salma, meena, humtum n thy

jab bhi jana to aise jana ki kise khaber na ho
bata ker jane se judai ka ghum hota hai
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #9 on: June 25, 2005, 11:48:25 AM »
Quote from: "salma4u"
Bahut seh seh kar thak gaye hain iss gum ko hum
Lagta hai iss baar gaye to laut ke nahin aayenge hum
Jaate jaate aap log ko ye fariyaad khe jaa rahe hai hum
Yaad reh jayegi humein aap doston ka pyaar nahin hoga kum


very nice salma ji

Kitni ajib baat hai tujhe aalvida bhi nahi kah sakte hum............
Milne ki to baat dur tere shahar mein nahi rah sakte hum.............
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #10 on: June 25, 2005, 11:49:10 AM »
Quote from: "Meena"
salma sissssssssssssss

kyu karti ho tum jane ki baate,
bohot rula rahi hai teri yeh baate,
kyu de rahi ho saza hume alvida kehe kar,
dost to hai hum, par na manenge teri yeh baate!   sad5



Bilkul sahi kaha meena
Logged
thycreator
Guest
«Reply #11 on: June 25, 2005, 12:48:38 PM »
Quote from: "samnoj"
bahut ache salma, meena, humtum n thy

jab bhi jana to aise jana ki kise khaber na ho
bata ker jane se judai ka ghum hota hai


Thanx a lot Sam...........aur sahi kaha hai tumne.....

Uske jane ka gum karu bhi mai toh kis tarah karu,
Jate jate bhi toh mujhe dekh kar muskura gaya hai wo....
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #12 on: June 25, 2005, 12:52:29 PM »
thanx n good one thy

kuch is andaz se dekha muskura ker zalim ne wakt-e-judai
ek josh dil me aa gaya, hum ne has has ke kabool kar li tanhai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #13 on: June 25, 2005, 01:00:23 PM »
Wah Yaar Sam........

Dard o gam ki siyahi mein khud hi nahaye hue hai hum,
Uss dilruba ki yadon ko seene se lagaye hue hai hum,
Kya pata kya anjam e muhabbat hai mere dost,
Ek dard apne iss nazuk dil mein dabaye hue hai hum....
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #14 on: June 25, 2005, 01:06:42 PM »
bahut ache

teri ankho ki chalakti sharaab ne loota
tere honto ke surkh gulaab ne loota
anjane me jo tumse ker baithe sawal-e-muhabbat
mujhe sam usi sawaal ke jawaab ne loota
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 01:37:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer